trading k liya best currency?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: trading k liya best currency?

    Traders ager new hai tu woh eurusd ki taraf a jain or apni trading mai es ko use karain asani se samaj jain gy. ager ap scalping karna chahty hain tu nzd/usd ko chose karain ap ager long term ki taraf jana chayt hain ya phir ap short term karna chayty hain tu market ki movement main pair ki progress daikhain jis kadar progress ap ko daikhny main mily gi tu ap ko us k mutabiq idea ho ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: trading k liya best currency?

      trading k lia fast movment kbi b ni deakhni chayia.is se ao bht ziada confuse ho jaty hai jis ki waja se ap apna loss krwa lete hain.or achi profitable trade hamaray analysis pr depend krti hai.hamsha wo curncy use krain jis ko ap achi trah smjty hain
      • #33 Collapse

        Re: trading k liya best currency?

        Forex trading business me trading ke liye har currency hi best hai ap ko jis pe trading karni hai ap kar skate hain bas apko us ke high low waghaira ka kehyal rakhna hota hai aur ap apne hise ka profit earn kar skte hain.... Thanks
        • #34 Collapse

          Re: trading k liya best currency?

          are bhai jo forex trading market mein jana Puri duniya mein currency used ho rahi hai vah United State of America ka dollar hai jise Ham USD dollar bhi hai te Hain US dollar hai yah Puri duniya mein valuable hai aur iski price bahut acchi hain aur aap Jahan se usko exchange kar sakte ho aur aap isko sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: trading k liya best currency?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: shah143 پيغام ديکھيے
            are bhai jo forex trading market mein jana Puri duniya mein currency used ho rahi hai vah United State of America ka dollar hai jise Ham USD dollar bhi hai te Hain US dollar hai yah Puri duniya mein valuable hai aur iski price bahut acchi hain aur aap Jahan se usko exchange kar sakte ho aur aap isko sakte hain
            -Dear Forex main just 1 currency pay depend nahi karna cheye ap ko 2nd currency zaror daikhna cheye jo ap kay trading pair k sath hoti hai like jays EUR / USD yeh two currencies mil kay ik pair ko banatai hai jis ko bad ap Forex main use kar sakty hian.esleye dunu currencies ki base pay jab ap koi trading pair kay leye chose karty hian tu ap easily us ko judge kar laity hain or sath main achi trading be ap kar laity hain.esleye Forex main ap ko knowledge or experience hona cheye dunu currencies kay baray main.
               
            • #36 Collapse

              Re: trading k liya best currency?

              Me nay jitnay bhi currency pair pay trading ki ha mujhay yo sb say ziyada jo pair pasand ha aur meray hisab say best ha wo EURUSD ha aur us k bad dosray number pay GBPUSD ha. Dono pairs bahut achi up and down move krtay hain aur achi planning say agr in pairs pay trade ki jaye to acha profit hasil kea ja skta ha.
              Kinza789 Trading Journal
              • #37 Collapse

                Re: trading k liya best currency?

                Mere lihaz se best pair wahi hota hai jis ke bare mein hume ziyada knowledge ho, jis ki price movement ko samajhne mein hume asani ho, is liye her trader apni knowledge ke lihaz se pair mutakhib karta hai per phr bhi agar ap ko suggestion chahiye to major currency pairs sab mein asan aur ache pairs hote hai.
                 
                • #38 Collapse

                  Re: trading k liya best currency?

                  Currencies pair ko chose karna ap pay depend karta ha kay ap kon sa currency pair chose kar rahy hian or us ki waja kiya hai. bhout se trader un currencies ko chose karty hian jin ka woh naam he first time soun rahy hoty hian or akhir mai knowledge or experience nahi hota hai tu woh loss kar laity hain tu meri request hai dear kay ap woh currency pair chose karian jin ki ap ko knowledge ho or ap shoq kay sath bad mai be apna knowledge mai izafa karty rahy gay tu ap kamyab hain.
                   
                  • #39 Collapse

                    Re: trading k liya best currency?

                    My friends sab sy best gold ka pair ha, es ki market bahot hi fast hoti h
                    • #40 Collapse

                      Re: trading k liya best currency?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasirkhan424 پيغام ديکھيے
                      My friends sab sy best gold ka pair ha, es ki market bahot hi fast hoti h

                      Janab jut fast movement ko nahi daikha jata hai . yeh daikha jata hai kon sa pair reliable movement karta hai or kaisy us ki movement achi tareha se humary analysis kay leye asani ho sakti hai. or humari trading main jab woh pair nahi aye ga jis ko hum achi tarha samaj sakain tu hum kamyab nahi ho gay. esleye woh pair chose karain jis ki ap ko knowledge ho or ap achi tarha us ko samaj kar trade kar sakain.
                       
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        Re: trading k liya best currency?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshanasir
                        Mere Khayal se bhai USD ke sath jo bhi pair bane wo trading ke liye best hota ha kion k USD ek best or major currency ha khas torr par apko EURUSD mein trade krna chahiye kion ke ye bht profitable ha.
                        Dear usd kay sath ap koi be dosri currency pair kay tour pay lay sakty hian lekin har currency pair kay toor pay nahi li ja sakti hai. lekin koshish karian woh currency usd kay sath lain jo ap kay interest wali ho or sath main ap ko us ki movement or analysis karna aty ho. e sy ap ko asani yeh hogi kay ap achy sy us ko manage kr sako gy. or ap ki jo currency hogi ap ko us kadar ap experience karo gy tu ap achy decision lay sako gy.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X