Factors in Stop-loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Factors in Stop-loss
    assalamu alaikum dear Forex member agar aap Forex trading me stop loss ki calculation properly karna chahte hain to iske liye aapko market mein different factors ko focus karna hota hai sabse pahle aapko market ki volatility ko focus karna hota hai agar aap minimum market volatility ti mein stop class ki limit ko set kar rahe hain to definitely is main aapko 1 minimum amount set karna hoti hai lekin agar aap to market ki volatility jyada mil rahi hai to aisi situation main aapko iske against ek huge range select karni chahie aur uske sath market ke reversal trend se related bhi aapko bahut jyada careful hokar decision-making karna hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Factors in Stop-loss

    Walekum assalam yes dear Apne bahut hi perfect analysis Hamare Sath check Kiye Hain no doubt Jab aap Forex trading Mein carefully stop-loss ko learn karte hain aur ismein apni advantages increase karne ke liye is limit ko property calculate Karte Hain To usmein aap ko Apne mind Mein market ke reversal trend aur uske sath market ki volatility ki bahut jyada focus karna hota hai otherwise aapki yah calculation perfect Nahin ho sakti aur ismein aapko bahut jyada advantages Hasil nahin kar sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Factors in Stop-loss

      Assalamu Alaikum Forex trading main job of stop-loss ki option ko istemal karte hain to aapko bahut careful Rakha Hota Hai aur proper calculation ke bad hi aapko Stop loss ki limit ko istemal karna chahie stop-loss Lagate Waqt aapko market ki movement ko bahut jyada Najar Mein Rakhna chahie Agar market ki moment Jyada aapke against ja rahi hai to aapko Chhota stop-loss ki limit rakhni chahie lekin Agar market Mein trend reversal ki hope hai to aapko choti limit bhi set kar sakte hain stop last paper calculation ke bad hi Lagana chahie lekin Aap Jo Bhi trade open Karen usmein stoploss Jarur istemal karna chahie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Factors in Stop-loss

        Stop loss trading main ap kay account ko baray loss sy bacha laita hai or khas kar wash hony sy bacha laita hai. lekin jab trader trading mai loss ko accept nahi krty hain tu phir un ko es bat ka dar hota hai kay jitna bara un ka stop loss ho ga tu trade loss mai close hogi lekin woh yeh nahi souchty hain kay woh loss kam hai stop loss howa woh na lagaya tu bhout bary loss ka honay ka khtara hai. behtar tu hai jab ap acha stop loss analysis kay mutabiq lagaty hain tu woh hit nahi hota hai or ap ki trade profit mai close hoti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X