Lot Sizes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot Sizes
    Currency Trading Lots ki shakal mein hoti hai. Lots base currency ke units per mushtamil hoti hain aur zyada tar broker 3 tarah ki Lots Trading ke liye paish karte hain.
    Standard Lot jo ke 100,000 units ki hoti hai.
    Mini Lot 10,000 units ki hoti hai.
    Micro Lot 10,000 se kum units per mushtamil hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g ap ka yeh point bhot acha hai k lot size kitna hona chahiy to jahan tk mera khyal hai to lot size to ap k account py depend krta hai agar ap k account main ziada blance hai to ap bri lot bhi lga skty hain
    • #3 Collapse

      I like this thread very much. my dear friends forex trading market main app kitna profit ya loss karte hain yhe app ki lot size par depend karta ha. forex main lot size jitna kam ho ga profit and loss bhi kam ho ga or risk bhi kam ho ga.
      • #4 Collapse

        ge ha dear aap ne tek kaha forex trading me trad lagatee waqt ham ko apne order ka lot size ka khayal rakh na chayiye keyo ke agar ham zeyada lot size rakhtee hai or hamara capital chota hai to hamara account bhi wash ho sakta hai is leye ham lo kam lot size rakh na cha hi ya
         
        • #5 Collapse

          ge ha dear aap ne tek kaha forex trading me trad lagatee waqt ham ko apne order ka lot size ka khayal rakh na chayiye keyo ke agar ham zeyada lot size rakhtee hai or hamara capital chota hai to hamara account bhi wash ho sakta hai is leye ham lo kam lot size rakh na cha hi ya
           
          • #6 Collapse

            g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading busienss ki market ap ko profit or loss pips or lot size base pr deti hy misaal ky tor pr agr ap y gold ki trade buy ki 110 pt lagai hy .o1 si ot gold 1101 pr chala jata hy to gold ny 100 pips move kia hy or aap ko $1 ka profit ho ga
            • #7 Collapse

              mere dost ap agar forex trading mein success hasil karna chahte hein to mera khial hae k in bareekion ko dekhne se ziada behtar hae k admi demo account per achi practice kar k seekh k trading karna chahiay......
              • #8 Collapse

                G bilkul ap ne theek malomat di hain. 3 tarh ki hi lot trade k ly dstyab hoti hain. Aor hum en mi se zyada tar micro mi hi kam krty hain. Qk bary lot size pe kam krny k ly ap ko zyada balance ki zarorat hoti hy. Aor hum jesy bigner es ko nai chala sakty.
                • #9 Collapse

                  Brother ye achi aur bahot hi achii information hen app ko allah jaza de par ye bhi achi tarha samjha den k lots ka sahi mat+lab kia hota he hum kuch khaas samjhe nahi is baat ko....
                  • #10 Collapse

                    han bhai jan aap theek keh rahy hen.ham ko apne order ka lot size ka khayal rakh na chayiye keyo ke agar ham zeyada lot size rakhtee hai aur hamara account blnce kam ho aur market sath na day to jald hi account wash ho jay ga.
                    • #11 Collapse

                      ap ny size k bary main infromation di hain un k liy thanks a lot. main 3 month say study ker raha hu demo per account banya tha to lot size standard 5 lot bhi raka tha kafi profit bhi huwa and loss bhi laikin main ny mehasoos kiya k ya theak nahi hy lot size ko humain apni money managment k hisab say rakhna chaiy.and demo per lot k size ki practice bhi apni actual amount k hisaab say kerni chaiy.is say hum ko pata lag sakta hy k humari stargity kitni strong hy.
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mai lot size trade krnay mai hamari madad krta hai Forex trading mai lot size ki madad sai hum trade kr sktay hain Forex trading mai lot size kay beghair aap bilkul bhi trade nhi kr sktay.
                        • #13 Collapse

                          my dear brothers Lot size ki madad sai hum apni trade select krtay hain lot size hamay btata hai kay hamari trade kitnay ki hai aur hamari trade kitni hai l9ot size ko trade mai bohot ahmiat di jati hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            my dear brothers aap ne tek kaha forex trading me trad lagatee waqt ham ko apne order ka lot size ka khayal rakh na chayiye keyo ke agar ham zeyada lot size rakhtee hai or hamara capital chota hai to hamara account bhi wash ho sakta hai is leye ham lo kam lot size rakh na cha hi ya
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              My dear humery pass real account main boht kum bonus ata hy to humeri koshsh ho k hum iss py kum say kum lot size kitrade lagaen koin k kum earning say khuch na hony say behtar hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X