Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

    Asallamo Alaikum dost.dost agar app naye hai aur ap ne kabi demo account par trade nahi lagaya hai to sab se pehle ap ik currency chose kare ge for example USD,NZD,etc.uske bad app ap trade lagaye ge usi currency k mutabiq.ab ap trade lagaye ge for example ap ne trade.2 pe lagaya hai aur trade ban karne par result.3,.4,.5 agaya ap k sat to ap ne munafa kia aur agar trade ban karne par result.2 se kam ata hai to ap ne noqsan kia hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

      jab ap buy karain gy market ap ki loss mai tab hogi jab woh against ap kay trend kay chaly gi. yeh tu ap asani se experience demo pay kar sakty hian or es tarha ap ki trade mi profit ya loss calculate hota hai. es leye koshish karain kay analysis karain trend line ko daikhain or phir trade karain es tarha ap ko apni trading mai pata chaly ga kay ap kaisy earning kar rahy hain.
         
      • #63 Collapse

        Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

        Hamen munafa yah nuksan is tarah hota hai agar ham nahin jante ke market mein aaj Kya rate hai humne jyada se jyada bonus laga Diya hai aur Hamen pata nahin to Ham mein loss ho sakta hai agar Ham market khoon kholne ke bad use jante Hain FIR trade lagate Hain to Hamen Las nahin ho sakta aur Hamen munafa hoga
        • #64 Collapse

          Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

          Assalam_o_alaikum bhai profit or loss ki aik wjha yeh b ha k dollar ki price ka up down hona..... Jesa k Corona ki wjha se for example USA ko he dekh lein... Is k ilawa agr ap new hein to ziyada better ha k demo account use krein is se ap ka knowledge increase ho ga.
          • #65 Collapse

            Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

            Assalam o alikam.. Jbh bhi ap trading krty hn tou 2 cheezein apk mind mn honi chahiyn k ap ko yah tou profit hoga or yah loss... Agr hm market trend ko follow krty hn jesy agr 2 din sy market up trend mn hy tou ap us time trading kryn gy tou yakeenan apko profit hoga lykin agr market mid mn hy mtlb nh oopr gay hy or nah neechy or ap usky foran agly din uspy trading shoru kr dyty hn tou us mn chances hoty hn apka loss hony k or us mn bhi hmri hi mistake hoti hy hmy spining top candle dekhny pr agy taqreeban 2 din wait krky yeh dekhna chiye k market up trend mn jaye gi yah down trend mn jaye gi.. Ubh agr yeh sb dekhy bghair hm trading krty hn tou hmy loss hota hy...
            • #66 Collapse

              Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

              jab ap apny trades ko open karty hain tu ap ka trend ager bullish ka ha tu trend ap ki trade kay against jaye ga tu us price ko cross kar kay bearish ho ga tu ap ko loss hona shoro ho jaye ga apka stop loss set ho ga tu us ko touch kar kay trade band ho jaye gi lekin open rahy gi tu ap ko loss ho sakta hai esleye ap ko cheye jab ap trade karain munafa kay leye stop loss or take profit dunu set kar lain.
                 
              • #67 Collapse

                Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                Ya chezy hamare upar nibandh karte Hain to Kya main pata hai munafa guitar nuksan hota hai karna chahie jitna Ham kam karte Hain main usse munafa ho sakta hai aur agar galat kam karte Hain to Ham nuksan bhi ho sakta lekin aap ko Karen apne ho sakta hai
                • #68 Collapse

                  Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                  Dear friends Agar hamare pass Achcha knowledge hai aur ham Apne knowledge ki best trading kar rahe hain To Ham Jarur profit Hasil Karenge ISI Tarah Agar hamare pass knowledge nahin hai aur ham market ko analyse kiye bagair trade kar rahe hain To Hamen loss ka Samna karna padega lost se bachne ke liye Hamen chahie ki Ham Jyada knowledge Hasil Karen Taki Hamen Kabhi nuksan ka Samna karna Pade
                  • #69 Collapse

                    Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhzubair1978 پيغام ديکھيے
                    ge ha aap ne tek kaha fore trading ke waqt ham ko apne order ke lot size ka bhi khyal rakh na chahiye or market ke trad ka bhi pata ho na chahiye agar ham market ke trad ke mutabiq chaee to ham ko bohot acha profit ho sakta hai

                    Dear ap ko main mazeed asani definition bata daita ho woh yeh hai kay jab ap trade open karty hian tu jab woh ap kay trend pay chaly gi tu woh ap ko profit day gi ortherwise woh ap ko loss day gi. ager ap nay buy kiya hai woh upar janay ki bijaye neechy jaye gi tu ap ko woh loss day gi yeh bhout simple c definition hai jo ap ko mai nay batai hai es se ap ko idea ho skata hai or demo se ap ko mazeed acha clear ho ga jab ap kudh check karaingay.
                     
                    • #70 Collapse

                      Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                      Assalam u alaikum dear forex members!
                      Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                      Currency rate ky oper nechy hony ki waja sy nafaa ya nuksaan hota ha for example agr ap 1 .345 lot ky sath silver ko buy krty hain or 3 pip ky bad agr uski value brti ha or aap close kr dety hain to apko 3 dollars ka profit hasil hota ha or same isi trah agr value down HOTI HA to ap ko nuksaan hota ha.
                      G Dear apny bilkul thek kaha ky hamein quantity ki bajay qualities pr focus krna chahye.
                      Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                      Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                      Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga .
                      Agrchy aap target ko achieve nhi kr paty lekin Quality aapki post ki achi ha to apko acha bonus hasil hoga. Kun ky agr ap Qualities pr compromise krty hoy apny target ko achieve bi krlety hain to apko koi khas faid nhi hoga or apki mehnat ka apko phal b nhi mily ga islye hamesha post ki quality ko up rakhain or behtreen muaad pesh krain to yaqenan ap aik acha bonus hasil krain gy.
                      Shukrya ❣️❣️❣️
                      • #71 Collapse

                        Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                        salam dear brother
                        profit or loss agar check karna hai yeh phir ek button ka kam hai agar aap ko forex nai aaty phir gambling b sath hai aap ek button se gambling se profit b kamao gai loss b karo gai yeh faisla aap ki qismat kare gi main b misaal daita ho agar aap gbp/usd 1.30$ par buy kar laite hai agar price 1.30$ se uper gi profit ho ga nichay gi profit ga jab tk trade lagi hai jitna uper jay gi utna zaida profit ho ga baki aap ki marzi hai kab close karo gai
                        • #72 Collapse

                          Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                          Dear Member apny aik Achay Topic ki traf hmari Rehnumai ki hay js pr Review krny aur Prhny say hum kaafi kuch Seekh skty hain
                          Aj jo Post ap ny ki hy wo " Munafah ya nuqsan kaise hota hai " kay Baray main hy.
                          Dosto Forex Trading Buhat e Asaan hay , laikin ye Asaan apky liay tb e bnay gi jb ap isko sahi say Smj skain gay, aur sahi say Smjny k liay apko Seniors ki Rehnumai Buhat zrur hay, Kabi b Beginning main Zyada ki Trade na lagaey q ky hmain Trading aur Market ka itna nai pta hota js ki wja sy Hum Loss main Chalay jatay hain aur apni Investment kho daitay hain
                          Dosto isi liay Agr hmain Faida uthana hy tou Pehly hum Trading ko smj lain phr investment krain
                          • #73 Collapse

                            Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                            Assalamu alaikum kese ha sb munafa ya nuksan question important nh ha sb ko pta ha munafa ya nuksan ka hr insan chahta ha k usse nuksan na ho but nuksan or munafa hr km me hota hi ha assa koi km nh jis me na ho insan jaisa km krta ha wesa hi usko munafa ya nuksan hota ha axha km kre munafa ho ga agr glt km kre ga to nuksan hi ho ga is liye hard work kre day night km kre apko kbi nuksan nh ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #74 Collapse

                              Re: Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ameer-hamza پيغام ديکھيے
                              Assalamu alaikum kese ha sb munafa ya nuksan question important nh ha sb ko pta ha munafa ya nuksan ka hr insan chahta ha k usse nuksan na ho but nuksan or munafa hr km me hota hi ha assa koi km nh jis me na ho insan jaisa km krta ha wesa hi usko munafa ya nuksan hota ha axha km kre munafa ho ga agr glt km kre ga to nuksan hi ho ga is liye hard work kre day night km kre apko kbi nuksan nh ho ga
                              Dear profit or loss business ka hisa hai. jo trader es ko es ka hisa jo es ko samaj laity hain or loss kay bad emotional nahi hoty hian apni mistake ko recover karty hain tu phir aisy trader kamyab hoty hain jo loss ko accept nahi katy hian or emotional ho kay apni trades ko continue karty hain tu mazeed loss hota hai.esleye ap ko apna mind set achy sy bana kar loss ko accept kar kay chalna hai.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X