Munafah ya nuqsan kaise hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Munafah ya nuqsan kaise hota hai?
    Currency rate ke ooper neeche honay ki wajah se he forex trading mein profit/loss hota hai.
    For Example: Agar aap ne EUR/USD ki ek mini lot yani (10000)units 1.3146 ke rate per buy karte hain aur 3 PIP ke izafe ke baad 1.3149 per sell kar detay hain tou app ko 3$ ka profit huwa. Isi tarah buy karne ke baad rate down ho jaye aur aap 10 PIP neeche 1.3136 ke rate per faroukht karein tou aap ka 10$ ka nuqsan hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends agar app forex trading market main kisi bhi currency ko buy karte hain to agar us currency ke rates up jate hain to app ko is main profit hi hota ha or agar price down jate hain to app ko nuksan hi hota ha.
    • #3 Collapse

      ge ha aap ne tek kaha fore trading ke waqt ham ko apne order ke lot size ka bhi khyal rakh na chahiye or market ke trad ka bhi pata ho na chahiye agar ham market ke trad ke mutabiq chaee to ham ko bohot acha profit ho sakta hai
      • #4 Collapse

        bhai jan men ap ko batata hn ky forex trading business men munafa ya nuqsan kysy hota hy agr ap news ho ap ny aik currency ko choose kia hy tarde ky liy USD/JPY ki or ap ko lagta hy is ka rate increase hoga agr is ka rate increase hota hy to ap ko profit hoga agr rate decrease hota hy to ap ko loss ho ga
        • #5 Collapse

          forex trading aik risky karobar hai aur is mai profit b hota hai aru loss b. aap ny jo eur/usd k currency pair ki jo example di hai wo bilkul theek hai. forex trading mai ham ko maximum profit kamany aur loss sy bachnay k liye hamesha proper way sy trading kari chahiye.
          • #6 Collapse

            Forex main nafa ya nuqsan ka tauluq hmari market information sy ha hm jis qadr zayda market rate sy aagah hon gy os qadr munafa hasil krny k chances bdh jain gy isi trhan hmari km ilmi hmain nuqsan sy dochar kr dy gi
            • #7 Collapse

              yes you are right profit loss to aise hi hota hai lekin is k liye ham ko market ko achi tarah analyze karna bohat zaroori hota hai is k bager loss hi hota hai profit nahee
              • #8 Collapse

                saaalaam bhai jee app forexmein new lagtay hain app ko forexmein kaam karna hai tu app app pehlaay is kaay demo account mein kaam karin app ko khud he pata chal jaye ga profit or loss kasay hota hai
                 
                • #9 Collapse

                  bhai trading boltey hi rate ke up aur down hotey hn isme loss aur profi tki baat kha se a gae isse hi profit aur loss mille gana because tradign hi isi ko boltey hn aur kitni zyada lot lagao gay utna hi zyada loss aur proofit mille ga
                  • #10 Collapse

                    hamy forex main kam karty huay munafah hasil karny k liay forex main expert hasil karna zarori hy hamy iz sy akfi fad aahisl hota hy khas tor par new traders ko agr hum expert nahi hotay to hamy loss hota hy
                    • #11 Collapse

                      salaam bhai jee app forex mein kaamyaab hona chahtay hain tu app ko chahyia kaay app pehlaay is mein saber se kaam laain aur laaluch na karin yaah app kaay liye acha hia is se app loss se bach jain ge
                       
                      • #12 Collapse

                        forex trading ma nafa nuksan dono hi hota hai... jsy agar ap kisi bhi item ko select kar k us per pisy laga rahy ho to agar us item ka rate incease ho jata hai to ap k liye wo profit ban jata hai aur agar kam ho jata hai to apko nukssan hota hai
                         
                        • #13 Collapse

                          jo karobar munafa mai chalta hai tu woh munafa hi deta rahe ga. Allied bank munafa mai chal raha hai lehaza yeh har baar munafa hi deta rahe hai. aur Allah se dua kare keh Allied Bank hamesha munafa mai rahe takhe aap ko hamesha munafa milta rahe.

                          waise kabhi kabhi bank nuqsan mai bhi chale jaate hai aur on ka deewalia nikal jaata hai, aisi soorat mai on logo ko bhi nuqsan uthana perta hai jinho ne os bank mai samaya kari ki hoti hai ya os bank mai paisa jama kia hot ahai.

                          yeh huyee na nafa nuqsan wali baat. lehaza aap sakoon se rahe, aap ko jo raqam mil rahi hai woh jaiz hai. woh munafa hai sood nahi.
                          ~~HITMAN~~ Group: Members Joined: 09th May, 2011 Topic: 122 Post: 4251 Age: 31

                          Posted on:22nd Aug 2010, 11:03pm
                          • #14 Collapse

                            munafa ya nuksan kis ka hota hay to mery bhai jo kam kar raha hay, jis ka account hay wohi us ka zumedar hay na keh forex ya broker is ka zumedar hay.jo kuch bhi hay wo ap ka apna hay..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              munafa ya nuqsan ye hm per depend karta ha k hm kya chahty han or hm trading ma game kis taraha khailty han.jitni galmandi se trading karengy utna hi zada hm achy se trading ki tmam chezain puri kar k zada se zada munafa b hasil kar sakty han
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X