Wolf Pattern five waves sa mil ker banta ha. Jis man seller aur buyer ki fight ki waja sa markwt stability ki taraf move kerti han wolf Pattern sab time frames main behtaren work kerta ha wolf Pattern main do cheezon ka trader ko batata ha wolf pattern price ki heading or peak k place ko predict kerta hai aur kab market price in heading or peak per hongi ye b batata ha is mein 3 key points hain jo k mein aap k sath discuss ker raha hun wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha , wolf pattern ki confirmation k liye hamen dakhn chaheye k sari wave same hon per sirf third and fourth distinct hon , wolf pattern ki confirmation ye ha k pattern ki 5th wave ki price line ko breakout kerna ha
is ki confirmation mein 3 cheezen bohat he zeada zaroori hain waves ka ak consistant time man cycle lazmi ha , third aur four wave ka channel jo first aur second wave na banaya ha, k ander move kerna zarori ha , third aur fourth wave ka first aur second k sath similar hona bhot zarori ha Is pattern man jab fifth wave price breakout kerti ha to trader ko buy/sell ki trade active kerni chaheye. Aur stop loss ko previous support/resistance level per aur Take profit ko b next support/resistance levels per place kerna chaheye Wolfe wave pattern ko samajhne ke liye sabse pahle aapko Elliott Wave ko samajhna Jaruri hota hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим