Forex tarding k baray me jan nay k liye sub se pehlay apko yeh pata hona chahye k forex trading hai kya forex trading basically currency pair(joray) hotay hain in currencies pair per hum invest kartay hain k aik currency dosray k muqablay me opar jaye gy ya nechay is k ealawa ap gold per b trading kr saktay. Ab jahan tak trading ki bat hai usko samjhnay k liye sub se pehlay apko risk factor ya leverage k baray me study karna chahye yani jitna bara risk hoga otna zada profit hoga lekin agar apki trade galat hojati yani apne kaha tha price opar jaye gy aor wo nechay chali jati to apko nuqsan bhy otna hy hoga is k elawa backing hoti uski wajah se yeh hota k agar apki price gir b jati to to jo back per paisay lagaye hotay uski wajah se apko nuqsan ni hota q k agar apne uski back per na lagye hotay to apko yaqeni nuqsan hojata . Ab is backing ka faida yeh hoga k jub price wapis normal per ya opar jaye gy tb ap sale kr saktay ho...lekin is backing me bhy aik bat yeh hai k agar price crash kr jati yani bohat zada gir jati jub k apne price opar k liye trade lagaye hue thy to crash ki sorat me apne jo paisay backing per lagaye hotay wo aik point per a kar wo b loss hojatay isliye agar ap kisi b pair k trading kartay ho us se pehlay uski thori c global study kr lo jaisay is waqt Australian dollar baqi currencies k muqablay me zada strong ho raha hai jis ki simple wajah yeh b hai k wo carona se least affected hai to yaad rakhna kisi b currecy k opar janay me wahan ki local goverment , local investro , institution investor aor global enviroment ka bohat bara hath hota ummed hai k apko forex trading k baray me kuch basic learning samj ae hogy mazod malomat k liye ap is thread me swal kr k mazid rehnumai b lesaktay shukriya