Candle stick pattern ki explanation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Candlestick patterns can give you invaluable insight into price action at a glance. While the basic candlestick patterns can tell you what the market is thinking, they often generate false signals because they are so common. Here we introduce you to more advanced candlestick patterns, with a higher degree of reliability, as well as explore how they can be combined with gaps to produce profitable trading strategies.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      mein is ko samaj sakta hn candle ko aur forex mein aap aik successful trader ban saktay hain aur mein is business mein kafi years sy work kar ky money make kar rah hoon aur ab mein profiit mein hon aur news trading acha method hai aur mein aik studnets hoon aur is ko as a part time work karta hoon.
      • #228 Collapse

        candlestick i want to learn about candlestick what is the candle stick and how can we use whisper in operating system and what is the relation with the forests and kanha street please
        • #229 Collapse

          Ji Han candid stick patron kafi malomat de sakta he Kisi bhi crancy ki up or down level ke baray me me bhi Kisi bhi pair ko watch karnay ke liay ye patron hi use karta hon.
          • #230 Collapse

            nice explanation thank for giving that information about candle stick chart i always confuse due to that flow of candle stick chart now i am able to use it easily...
            • #231 Collapse

              ap ki is post se muje tou kuch samaj nai ai k ap kia show karna chahte hain ya ap ne kis maqsad k lie yeh post nai lagai, bhai asal chez news hoti ha candle se kuch nai hota candle just aik lakeer ha.
              • #232 Collapse

                aslamo alaikum bai jaan'

                bai ji main ap se agree kerta hon,ap ne bilkul theek kaha ha,candle stick k pattern ko lazmi learn kerna chahie,big trdaer candle ko read ker k hi trade kerte hain.
                • #233 Collapse

                  ap ki post forex k new members k liye bohat achi he . basics me ye sab janena zarori he jb tak ye knowledge na ho koi bhi forex start nai kar sakta thanks new members ko guide karne k liye . keep it up
                  • #234 Collapse

                    thanks brother is pic main we almost undertand why we use candlee thanks bhai jaan thank for this aframative thread for this aframative pics ,i really impress you and rreally aprehat you , i again thanks bhai jaan for this post .
                    • #235 Collapse

                      forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
                      • #236 Collapse

                        My dear friends yhe thread bohat usefull and informative ha. new trader ko forex market main chart ke bare main bilkul nai pata hota. or candle chart ke bare main bhi nai pata hota ha kon c candle kia zahir karti ha.
                        • #237 Collapse

                          forex me achi trading karna ka kafi saray strategies hay ... jis ma ak candles trick bi hay .. candls trick kafi zabrdst tarika hay trent maloom karna ka agar is pa koi samj sakta ho too .. khas tar is ma pin bar candle jab ban jaye to wo long term ka signal daita hay .
                          • #238 Collapse

                            candlestick pattern buhat he useful hoti hen mostly inko price action ke sath use kia jata hai our ye price action ke bina adhori hen inko price action ke saath use karna chahey or ye pattern jis aate hen wo kisi bhe time frame mein inko use karke profit kama sakta hai mein bhe price action pe kaam krta kunke ye profitable hen
                             
                            • #239 Collapse

                              dear ya agar up may bantay hane jab kay aik sath may or iss ki up may candles ki opening bilkul barabar ho to phir ya aap ko sell may lay kar jata hay iss tarha say agar ya down may banay gaa to market aap ko up may lay jati hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                ma new member hon ma ne candle stick pattern k bary mai first time suna ha.muje es k bary mai kuch nahi pta.jes kici ko es k bary mai pta ho wo apna khowledge zaror share kary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X