Forex ka concept clear kar lo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
    Dosto ap logo ko may forex ki thori history say agah karna chahta ho aur phir agar ap ka concept thora clear karna chaho ga.

    Yeh 70s ka decade tha, jab forex trading ki ibtida hui, ab yeh nahi pata sahi tarha say keh late 70s may ya mid 70s may yeh kaam shru hua, lakin us say pahlay say Americans aur europeans k darmyan aik problem chali a rahi the, wo yeh the keh yeh log aik dosray k country jatay to thay lakin wha say kuch khareedna aur hotel wagaira k bills pay karna bohat mushkil hota tha, kyo keh har country apni currency may he deal karta tha, jaisa keh agar ap italy jatay thay to ap ko lazmi lira layna parta tha, us k baghair ap apni currency may kuch bhe khareed nahi saktay thay, to is kaam k lye kuch tajir hazraat ka sahar lya gaya, aur yeh buy sell ka kaam wha say shru hua, ab sochnay wali baat yeh hay keh is kaam say pahlay kis tarha say yeh hota tha, to arz yeh hay keh us time may bhe banking nizam tha, aur currencies ki handling gold ki base par hua karti thi, aur agar aik country ko dosray country ko kuch pay karna hota tha to dollar ki base par hota tha, aur dollar ki base gold par hoti thi, har country gold day kar dollar buy karta tha, jaisa keh ap aksar suntay hongay keh americans apni currency ko only one dollar nahi kehtay, one dollar bill kehtay hain, khair bohat lambi ho jaye gi yeh argument. Agay barhtay hain.

    70s k decade may yeh kaam shru hua, aur us waqt yeh handling manual hoti thi, aur usi doran may computer bhe common honay laga aur 80s k decade may internet ka istimal shru hua, hamari bahes internet aur computer par nahi sirf forex par hay, ok :D . Ab ahista ahista kar k forex traders aur brokers nay socha keh trading ko automated kar diya jaye ta keh mazeed asani paida ho aur manual dealing say thora relax milay, kyo keh us waqt tak keh kaafi kuch automated ho chuka tha, yeh to the history. Ab agay barhtay hain.

    Sab kuch chalta raha aur ab mukhtasar yeh keh is waqt hum online trading kar rahay hain, lakin abhi bhe yeh baat clear nahi hay keh forex trading asal may hay kia? aur hoti kaisay hay? may ap ko batata ho, hota kuch is tarha hay keh ap nay jaisay 100$ ki investment kar di, ab ap buy kaisay karo gay aur sell kaisay karo gay? meta trader to ap ko chalana a gaya, lakin abhi tak concept clear nahi hua right? :D , pahlay to yeh soch lo keh pair hay kia? let suppose keh agar hum Eur/usd ka pair laytay hain to us may ap ko mil kia raha hay? Euro bamuqabla USD, is may agar ap Euro ko buy kartay hain to is ka matlab yeh hota hay keh ap ko lagta hay keh Euro, USD k muqablay may barhay ga, jab keh agar ap sell kartay ho to is ka matlab yeh hay keh USD ki keemat barhay gi Euro k muqablay may, seedhi see baat yeh hay keh Euro giray ga, kuch log yeh samajhtay hain k buy ka matlab euro kharidna aur sell ka matlab euro ko sell karna, lakin asal concept wo hay jo may nay bayan kia hay. Ab ap yeh soch rahay ho gay keh jab hum dono jagha buy kartay hain to sell kaha hota hay? Right? Socho, yehi soch rahay ho na? Ap apni currency ko sell jab kartay ho jab ap apna trade close kartay ho, yani wo yellow wala lamba button jab ap press kartay ho to ap ki trade close hoti hay, is ka matlab yeh hay keh jo lot ap nay li thi, wo sell kar di. Ab samjhay k nahi? agar nahi samjhay to sawal karo, any related comments are welcome. :o
    brother thanks for posting such a nice information in this forum it will help the new members like me in this forum. i do not about forex trading i just knew that there is huge investment huge profit and huge loss in forex trading and do not know that how to use it but now i have known about it that how to bring to use it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      g bhai g app ney bukhat hi achi detail sey aaga ki ga may sajta hun bhai g bukhat hi achi detail app ney shae ki hai i realy like it bhai g very very nice bdetail app ney share ki hai
      • #453 Collapse

        dear mene ap ki thread bhot ache se pri ha forex me ham bhot kuch hasil kr skte hain forex ke bare me mera concept clear ho gya ha mujhe ab ache se ap ki thread parh kr bhot kuch smjh a gya ha
        • #454 Collapse

          Forex means foreign exchange. You will find every country features his own local exchanges Just like throughout Pakistan This is Karachi stock exchange above all there is usually a forex which circulate through out your current word.
          • #455 Collapse

            g bilkul app ko forx ko concept clear hon acvhyee abnd app ko is main soch samj kar her cheez k mind main rakh kar h trade karna chyee yab hee yeeapp k lai bohat best hain janab
            • #456 Collapse

              dear sir menay yeah thread perha hay menay is say pehlay forex ke history kay maray me nahi perha tha ap nay kafi useful informations de hayn and buying and selling ka concept jitnay asaan tareeqay se apnay smjhaya hay its reall amazing . thanx alot umeed hay ap ainda bhi esay threads likhtay rahayn gay jiss se hum subko faida ho ga
              • #457 Collapse

                forex ka concept clear kar lo forex aik international business hain is forex business main bohat say log experince hasil karty hain aur information gain karty hain. forex trading aik earning platforum hain. yahan per ap is forex business main free earning kar sakthy hain. is main ap ko trading ky new say bhi ap trading main fada hoga aur is kaam main international level ky trading hoty hain.
                • #458 Collapse

                  yes my dear friend.. If any Trader are clear in knowledge about What to trade, and he should able to know about On which he was traded and he should be very clear and clean his mind that Forex is risky so he should never take any risks from his Side.. Plz pay a kind attention to success and get your Awesome earnings.. Enjoy forex!
                  • #459 Collapse

                    Main apnay dost k thread say boht mofeed hoa hn unhoun nay forex ki history boht he piary andaaz main bian ki hy jo clear ho gae hy.our trading start krnay say pehlay ye janana zarori hy k iski ibtada kesay hoe.jo traders k leay faida mand hy.
                    • #460 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                      Dosto ap logo ko may forex ki thori history say agah karna chahta ho aur phir agar ap ka concept thora clear karna chaho ga.

                      Yeh 70s ka decade tha, jab forex trading ki ibtida hui, ab yeh nahi pata sahi tarha say keh late 70s may ya mid 70s may yeh kaam shru hua, lakin us say pahlay say Americans aur europeans k darmyan aik problem chali a rahi the, wo yeh the keh yeh log aik dosray k country jatay to thay lakin wha say kuch khareedna aur hotel wagaira k bills pay karna bohat mushkil hota tha, kyo keh har country apni currency may he deal karta tha, jaisa keh agar ap italy jatay thay to ap ko lazmi lira layna parta tha, us k baghair ap apni currency may kuch bhe khareed nahi saktay thay, to is kaam k lye kuch tajir hazraat ka sahar lya gaya, aur yeh buy sell ka kaam wha say shru hua, ab sochnay wali baat yeh hay keh is kaam say pahlay kis tarha say yeh hota tha, to arz yeh hay keh us time may bhe banking nizam tha, aur currencies ki handling gold ki base par hua karti thi, aur agar aik country ko dosray country ko kuch pay karna hota tha to dollar ki base par hota tha, aur dollar ki base gold par hoti thi, har country gold day kar dollar buy karta tha, jaisa keh ap aksar suntay hongay keh americans apni currency ko only one dollar nahi kehtay, one dollar bill kehtay hain, khair bohat lambi ho jaye gi yeh argument. Agay barhtay hain.

                      70s k decade may yeh kaam shru hua, aur us waqt yeh handling manual hoti thi, aur usi doran may computer bhe common honay laga aur 80s k decade may internet ka istimal shru hua, hamari bahes internet aur computer par nahi sirf forex par hay, ok :D . Ab ahista ahista kar k forex traders aur brokers nay socha keh trading ko automated kar diya jaye ta keh mazeed asani paida ho aur manual dealing say thora relax milay, kyo keh us waqt tak keh kaafi kuch automated ho chuka tha, yeh to the history. Ab agay barhtay hain.

                      Sab kuch chalta raha aur ab mukhtasar yeh keh is waqt hum online trading kar rahay hain, lakin abhi bhe yeh baat clear nahi hay keh forex trading asal may hay kia? aur hoti kaisay hay? may ap ko batata ho, hota kuch is tarha hay keh ap nay jaisay 100$ ki investment kar di, ab ap buy kaisay karo gay aur sell kaisay karo gay? meta trader to ap ko chalana a gaya, lakin abhi tak concept clear nahi hua right? :D , pahlay to yeh soch lo keh pair hay kia? let suppose keh agar hum Eur/usd ka pair laytay hain to us may ap ko mil kia raha hay? Euro bamuqabla USD, is may agar ap Euro ko buy kartay hain to is ka matlab yeh hota hay keh ap ko lagta hay keh Euro, USD k muqablay may barhay ga, jab keh agar ap sell kartay ho to is ka matlab yeh hay keh USD ki keemat barhay gi Euro k muqablay may, seedhi see baat yeh hay keh Euro giray ga, kuch log yeh samajhtay hain k buy ka matlab euro kharidna aur sell ka matlab euro ko sell karna, lakin asal concept wo hay jo may nay bayan kia hay. Ab ap yeh soch rahay ho gay keh jab hum dono jagha buy kartay hain to sell kaha hota hay? Right? Socho, yehi soch rahay ho na? Ap apni currency ko sell jab kartay ho jab ap apna trade close kartay ho, yani wo yellow wala lamba button jab ap press kartay ho to ap ki trade close hoti hay, is ka matlab yeh hay keh jo lot ap nay li thi, wo sell kar di. Ab samjhay k nahi? agar nahi samjhay to sawal karo, any related comments are welcome. :o
                      boht shukria hm sb ke is faiday mand malomat farham krnay k leay ap apna knowledge aisay he hm sb se share krty rha krain
                      • #461 Collapse

                        Han jee foreign exchange primary wakai yeh misunderstandings rehti hai, nited kingdom iska akhir maksad kya hai, kis new york shuru ki aur kab shuru hui, is actually tahra ki tamam batayn trders ya newbies nited kingdom zehno primary ati hain. apki line primary ye bhi obvious ho gaya aur foreign exchange nited kingdom make use of ka bhi nited kingdom issay sound worldwide industry primary hisssa place sakty hain aur issay achi industry kr nited kingdom apny lye revenue produce kr sakty hain.
                        • #462 Collapse

                          maine bhi aap ki octa forex trading e bary main thinking about ko achy tareeky se research kia hai aap ne bht hi discomfort tareeky se bayan kia hai. as well as aap ne concept ko bhi apparent kar dia hai. octa foreign currency e tamam memebrs ko aapne aapne places as well as experiance uncover karne chahye taky completely new individuals ka experiance acquire ho saky.
                          • #463 Collapse

                            Your post was very very gud, it was very informative. main nay aap ka thread achi tara say read kia hai or is main forex ki history main bary main aap nay achi sharing ki hai.forex main successful hoony kay liey is tarah ki baatoon ko janna bohat zarori hai.
                            • #464 Collapse

                              thx bro ap ki is sharing ki waja se kafi maadad mili ha mujhe forex samajnay mein aur umeed karta hon aainda bhi ap senior honay kay naatay hamri maadad karin ge thx again
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                mujhe lot wali bat samjh nahi aai aur kuch kehte hain timing bhi matter karti hay trading k liye. thora timing ka bhi agar btayen to acha hoga. wese apka thread bohat acha hay is se bohat knowledge mila hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X