Meta trader may charts ki iqsam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta trader may charts ki iqsam
    Dosto, meta trader may charts ko ap teen tarha say dekh saktay ho, yani ap k pass teen option hotay hain, jin may say 2 options ko professional traders ziada use kartay hain, aik to line chart, dosra candle stick pattern aur teesra bar chart.

    Yeh ap ko apnay tool bar may available hoga, ziada tar log candle sticks aur bar chart ko use kartay hain ta keh maket ko sahi tarha say samajh sakain, yeh thread may nay new traders k lye kholi hay ta keh un ko maloom ho sakay k charts kitni kisam k hotay hain, all related comments are welcome.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Chart is an important part of meta trader platform. I am a new trader. I am following line chart because I understand it. I am still learning the business. Thanks for the information.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Kashif
      Thnx for sharing. mene abhi abhi start liya hai. abhi just posting ker k bonus collect kr rha hn. demo account b open kia he. but me meta trader ko samjh nahi pa rha thnx for sharing about charts. kindly share more information about meta trader. kunki mujhe metatrader bilkul samajh nahi arha hai
      Brother, agar ap new ho aur ap ko meta trader use karna nahi a raha to ap meri yeh thread parho, inshaallah ap ko kaafi kuch samajh ajaye ga. http://investsocial.com/ur/showthread.php?...ht=meta+trader
         
      • #4 Collapse

        meta trader main charts ki 3 different types hain but mostly hum is main candle sticks use karty hain.candle sticks best hain chart ko samjny kay liey.
        • #5 Collapse

          I am appriciate your information that you post is informative for all new trader like me I just started to learn forex in which information do you share I never know about this.
          • #6 Collapse

            Je haaan charts ki har wakt zarurat rehti hai, aur iss main apko samajhny k liye bhi moka mil jata hai, jissay ap apni trade ko behtr kr sakty hain, kyonk chart hi ki madad sy ap analysis krty hain aur phr ap ussi analysis ko samny rakhty huay apni trade mai achay decisions laty hain jissay apko acha profit milnay ka imkan hota hai.
            • #7 Collapse

              metader 4main 3 kism ke chart hote hain aik line chart aik bar chart air aik candalstick chart hote hain is main jo ziada tar use hota hay wo candalstic chart hota hay ye japness ne banaya hay aur is main candle se high low aur open close asni se dekhe ja sakte hain
              • #8 Collapse

                Jee han hamaray meta trader 4 main 3 types k chart available hain. maine to start se hi candle stick ko use kiya hai. mujhe to yeh hi sab se easy style lagta hai. beginners ke liye candle chart hi zayada easy rehta hai aur iss ko samajhna zayada easy hai.
                • #9 Collapse

                  insta k meta trader main harr kism ka charts pary jaty hen jin main M1 , M5 , M15 , M30 , H1 , H4 , W1and M1 pay jaty hen in say hum market ke prediction kar skty hen or har trader ka prediction krny ka apna he style hota hey main H1 par trading krta hun..
                  • #10 Collapse

                    dear meta trader main kai tarhan ka chart hotain hain lakin sab sa zadha better chaert candle chart hota ha jis ko hum asani sa samajh kaar karsaktain hain . main to candle chaert paar zadha focus karta hon bakiyon ka mujha nai pata ha ka wo kis tarha ki reading show kartain hain
                    • #11 Collapse

                      thanks for your post dear apny new traders k liye kafi help ki hai waisay to teeno chart he best hain lakin trading mein candle stick chart ko zyada ahmiya hasil hai kyunki yeh tarika japaneese nay raij kiya hai is liye is say market ko samjhna asan ho jata hai sb trader mostly isy like kerty hai
                      • #12 Collapse

                        bhai main ny abhi new forex join kia hai mere teachers sy main ny seekha hai es forum ka abhi main mazeed learn krn ga balky thanks ap ka ap ny kafi kuch share kia
                        • #13 Collapse

                          je haan ap ney chart k barey main sahi samjaya hain aur us k aqsaam ka barey main excellent brother ..aur chart ko samjhnaa kafi importanta hain forex business agar ap chart ko samjh gaye toh asa samjhey k ap ney forex buisness half sikh liya..
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mehar پيغام ديکھيے
                            insta k meta trader main harr kism ka charts pary jaty hen jin main M1 , M5 , M15 , M30 , H1 , H4 , W1and M1 pay jaty hen in say hum market ke prediction kar skty hen or har trader ka prediction krny ka apna he style hota hey main H1 par trading krta hun..
                            Brother, ap time frame ko discuss kar rahay ho, aur may charts ko, charts may bar, line aur candle sticks shamil hain, isi lye kehta ho keh pahli post ko lazmi parho phir related jawab do.
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Meta Trader 4 me Charts different time frames kay hisab se hoty hain or phir aap apni trading strategy us time frame kay hisab se set kar sakty hain. Charts 1 Minute se le kar 1 Month tak hoty hain. 1 Minute waly chart me candle 1mint me complete ho kar close hoti hain isi tarha har time frame me candlestick us time me complete hoti hai. Aap ko me recommend karta hoon kay aap hamesh 4Hours or Daily matlab D1 waly chart pe trading karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X