stander lot kis lot ko kahty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stander lot kis lot ko kahty hain?
    All dear forex members forex trading main lot 3 trha ki hoti hain jis main hum apni trade lgaty hain main ap se yah pochna chahata hun k stander lot kis ko kahty hain or yah kitny account balance main lgti hai or hum kis trha apni lot lga skty hain ? please seniors jawab den.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

    hamy apne amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamae amount kam hai to hamy is main kam lot lagane chahey agar hamare amount zeyada hai to hamy is main zeyada lot lagane chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora kaerna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hain or market main run kar sakty hai hum is mai live kam karty han hum is mai sada urdu main kam karty hai hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey yai aik asa karobar hai jis mai usa or china jasy bary bary mumlik be involve hain hum is ko apna life time career be bana sakty han hum is main aik din main aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hai yai aik international karobar hain hum is main gar bath kar kam karty hain
    • #3 Collapse

      Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
      All dear forex members forex trading main lot 3 trha ki hoti hain jis main hum apni trade lgaty hain main ap se yah pochna chahata hun k stander lot kis ko kahty hain or yah kitny account balance main lgti hai or hum kis trha apni lot lga skty hain ? please seniors jawab den.......
      Dear brother Forex trading me standard lot usko Kahate Hain Jo ki aap apne account ke sabse sabse big lot ka istemal karte hain dear brother aap ko Is Tarah risky trade Nahin Lagani chahie ya business Hai jismein Kisi bhi waqt market ki movement change ho sakti hai agar aapane risk lena hai to aapko ismein acche entry se risk Lena Hoga aur standard lot ka istemal karna hoga Jab aap ismein standard lot ka istemal karte hain to aapko market mein bahut jyada active Rahana padta hai aur Market ki mood ko dekhna Hota Hai Jab tak aap market ki movement ko dekh kar Nahin trade Jaenge to aapko ismein Las ho sakta hai aapko chahie pahle ismein active Rahen aur ismein standard lot ka istemal bahut Soch Samajh Kar Karen.
      • #4 Collapse

        Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
        All dear forex members forex trading main lot 3 trha ki hoti hain jis main hum apni trade lgaty hain main ap se yah pochna chahata hun k stander lot kis ko kahty hain or yah kitny account balance main lgti hai or hum kis trha apni lot lga skty hain ? please seniors jawab den.......
        Dear brother aapane bahut hi important question kiya hai aur aapka question jo hai Laut Ke Hawale se vah totally depend karta hai money management ke rules and regulation pa. Jab Ham trading kitihi lot ka size select Karte Hain To yah Ek bahut hi important decision Hota Hai Jo Humko Apne experience ki base per Lena Hota Hai. Hhm apni amount ky hesab sy lot lagane chahey agar hamae amount kam hai to hamy is main kam lot lagane chahey agar hamare amount zeyada hai to hamy is main zeyada lot lagane chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora kaerna chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hain or market main run kar sakty hai hum is mai live kam karty han hum is mai sada urdu main kam karty hai hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey. Dear aap Niji question kiya tha the standard lot size kaun sa hota hai to Jab aap apne account balance per Sabse Badi lot Laga sakte ho usko standard lot size Kaha jata hai. Umeed ha apko samjh ah ghi ho ge is bt ki or ap ka questions clear ho gya ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

          Dear is market Mein Jab Ham Koi trade Lagate Hain To usmein Humko lot size ka pata Hona chahie ki Hamare account per standard lot Kya Hogi Aur microlot Kya Hogi Agar Ham is market Mein Apne account ko Dekhti Hui trade Lagate Hain To Ham Ko yah Pata Hona chahie ki Hamare account ke lihaj se kaun si lot best Rahegi instaforex per kam karti hui Humko yah Pata Hona chahie ki iski 1 standard lot 10000 USD ke barabar hoti hai aur ham ismein jo bhi trade Lagate Hain Agar Kisi currency per trade Lagi Hogi vah Humko $1 per profit jallosh Degi Is Tarah Ham is market mein agar trade Lagate Hain To Humko lot ka concept clear Hona chahie Taki Ham ismein aasani se account ko manage kar sake.
          • #6 Collapse

            Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

            Dear forex trading market mein ham jab lot size lagaty hain tu hamyn lot size ki selection apny account balance k hisab se karni chahiye aur agar apko lot ki selection ka ni pata tu ap kabhi bhi achy trader ni ban sakty is liye standard lot size wo hoti hai jo proper money management k sath lagai jaye aur account balance k hissab se lagai jaye apny risk and reward ko follow karty hoye lot size ki selection karni chahiye aur forex trading mein kamyabi hasil karni hai tu apko forex mein mehnat karni hogi aur standard lot size k sath trading karni hogi tab he profit mily ga
            • #7 Collapse

              Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
              All dear forex members forex trading main lot 3 trha ki hoti hain jis main hum apni trade lgaty hain main ap se yah pochna chahata hun k stander lot kis ko kahty hain or yah kitny account balance main lgti hai or hum kis trha apni lot lga skty hain ? please seniors jawab den.......
              dear brother of is market mein jo lots lagate Hain usmein aapke pass mini lot hoti hai ismein standard lot hoti hai aur ek samay Mai ko Laut hoti hai ya aap per depend karta hai ki aapki trading strategy ke liye hath se aap apne account per kaun si lot size land karte hain agar aapane apne account per trade lagani hai to uske liye aapko yah dekhna hoga ki aapane apne account per kitni lot size dikhani hai hamare pass 1.0 ki jo lot size hoti hai usko Ham standard lot kahate Hain yah Ham apne account per tab lagate Hain jab hamare pass account Bada hota hai agar hamare paas account chhota ho to use time Ham ko itni badi lot size use nahin karna chahie iske jaise Ham ko nuksan bhi ho sakta hai isliye humko chahie ki Ham ismein jab bhi lot size lagaen to itni use Karen Jo hamare account ke lihaj se save Ho hamar account safe rahata hai.
              • #8 Collapse

                Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                my dear friend forex trading main lot size apko apny account balance k hisab se lgaty hain forex main jo 3 trha ki lot lgai jati hai un main aik
                1: Mini lot
                2: Micro lot
                3: stander lot:
                1: Mini lot:
                forex trading main Mini lot main jub hum trade lgaty hain tu os main jub hum market ko follow kar k apni trade lgaty hain tu os main hmain aik pip aik dollar main milta hai yah lot sub se zyda use hoti hai or yah tottaly apk account par depend hoti hai.
                2: MAICRO Lot:
                Micro lot main aik pip aik cent main hota hai jis main hum trade karty hain or jo hmain profit milta hai wo cent main hota hai
                3:Stander Lot:

                stander lot sub se bary account par lagti hai jis main aik pip apk 10 $ par hota hai yah lot sub apny bary account par lga skty hain
                forex main lot size hmain apny account balance k hisab se set krna hoti hai jub ap apny account main apni lot set karty hain tu apko apny account balance k hisab se calculate kar k trading karni hoti hai forex main ap ki jitni lot hoti hai otna he apko apni trading main risk ko face krna parhta hai apk account main apki lot apni trading main risk hota hai small lot main small risk hota hai jub k bari lot main apko bara risk face krna parhta hai jis main ap apni trading karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                  hamy stander lot ky bary main full information hasil kar lyne chahey hamy lot ko soch samj kar lagan ho ga yai aik asa karobar hai jis ko hum aik din main nahe samjh sakty hum is main aik sal ke practice ky bad expert trader banty hain hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hai hamy daily base par is mai 2 yai 3 ganty practice ko dany chahey ta ky hum is main acha experience hasil kar saky or real account main meyare or information wala kam kar saky or ache earning hasil kar saky yai aik world wide karobar hai hum is main kam kar ky apne life ke needs ko pora kar ky apne life sy gurbat ko katam karty hain yai hamare roze kamany ka aik bahtren zareya hain hum is mai sada urdu mai kam karty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                    my dears friends
                    umeed ha kay app sab thk ho gay jasa kay app ko ilm ha kay forex aik lajwab business ha or log is ko join kar kay achy earning hasil kar sakty ha or yasab app kay pass achy knowledge ka hona zroori ha or sath hi indicater app ki trade ko 90% tak success tak ponchaty ha ya sab information app ko acha profit day sakty ha ma app ko ajj standard lots kay bary ma explain kar kay btata hon
                    standard lots
                    ya asy lots hoty ha jo app ko market ma bot zyida profit or loss day sakty ha or standard lots kay lyia app kay pass investment waly passy bot hony chahyia jis say app market ma achy results hasil karty ha or agar app ka account small ha to is par standard lot apply ni ho sakty ha
                    • #11 Collapse

                      Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                      hum is mai experience ke bena par har kam kar sakty hai hum experience sy he lot laga sakty hai agar hamara balance zeyada han to hamy is main bare lot lagane chahey is ko stander lot kaha jata hai or hum yai lot is wakth he laga sakty hain jab hamara experience acha ho ga or hamara balance be acha ho ga forex main kam karnh ky kush rules hoty hain jo trader rules ko pora karty hai wo kamyab ho jaty hain or jo trader rules ko ignore karty hai in ko loss hota hai jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he hain hamy loss hony par himit sy kam karna chahey hamy is mai mehnat or lagan sy kam karna chahey yai aik legal karobar hain
                      • #12 Collapse

                        Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                        hamy is mai lot lagane chahey agar hamy market mai kese be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hai agar hum new trader hai to hamy is mai short tram trading karne chahey agar hum expert trader han to hamy is mai long tram trading karne chahey hamy is mai soch samj kar kam karna ho ga hamy practice karne chahey pher he hum is mai kamyab trader ban sakty hai hamy practice ky liey demo account ko chose karna ho ga hum demo account mai kam kar ky bonus ko withdraw nahe karwa sakty hum is bonus par trading kar sakty han or jab ky hum real account main kam kar ky earning hasil karty hai or apne needs ko pora karty hai hum is mai gar bath kar international level par live or sada urdu mai kam karty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                          G dear stander lot size ka matlab hai kay ap es mai lot size zayda bara rakhtye hain tu ap ka kam hai kay ap forex mai apna kam mahnet kay sath karain per ap ka kam kay ap es mai lot size kam rakha karain kiyu kay ap ki lot size kam hoti hai tu ap ka kafi faida hai jub kay ager ap ki lot size zayda hotie hain tu es mai ager ap ko nuqsan hota hai tu wo kafi zayda ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap lot size kakhas khyal rakha karain aur ap ka kam hai kay ap es mai apnye kam mai dil laga kay kam lot size ka istmal kartye hain tu kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai lot size hamesha kam rakh kat kartye rhain
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                            assalamu Alaikum dear friend Forex trading market mein jab Ham ek bari Lot use karte hain apna full margin is main use kar lete hain to Ham is ko standard lot kahate Hain is se hamen coffee achha profit ho sakta hai aur hamen is se nuksan bhi ho sakta hai Forex trading market mein hamesha wahi log kamyab Hain Jo is mein money management use karte hain aur is se acha profit Hasil karte hain hamare liye behtarin online business hai is mein hamari kamyabi sirf money management se Hi hai Ham ismein jitna acha kam karenge to Ham isase acchi earning Hasil kar sakenge ya behtarin business hamen monthly basic per behtarin profit deta hai aur ham isase acha kam karte Hain hamen kamyabi ke liye Forex trading mein money management use karni chahie jo ki hamare liye zaruri hai forex market mein 90% log nakam hai jis ki wajah woh money management use nahin karte Forex mein jald bazi aur Lalach karte hain jis ki wajah se woh is business main na kam ho jate Hain is mein 10% woh log Hain Jo is mein sabar se kam karte Hain jab tak unko Koi acha entry point nahin milta vah is mein jald bazi nahin karte aur hamesha apne trade ko kam lot se open karte hain money management Hi unki kamyabi hoti hai jisse woh is business se profit hasal kar rahe hain isliye aap ko chahie standard lot ko use karne se pahle hamen apne acche entrypoint ko dekh lena chahie k humne acha entry-point liya hai aur ham aise profit hi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stander lot kis lot ko kahty hain?

                              Dear Forex members



                              Jesa k AP sub janty hn k trading m Stander lot ka bahut hi Amal dakhal Hy kiun k jab tak hum lot k vary m nhi janty us waqt tk hamin koi pata nhi chaly ga k kaisy him my trading krni Hy kis trah Sy forex istemal krna Hy is liye hum ko practice krni chahiye daily base pr kiun k humko jab tak knowledgement pori nhi ho go hum best trader nhi BN skty



                              Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X