Importance of Stop Loss in Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear Friend, yeh aik bohut he acha optio hai stop loss ka kyoun ke apko tou pata hai ke pakistan main light janay ka kitna issue hai ager yeh option na hota tou hum kitna loss uthatay zara sochain? yeh bohut he helpfull hai ke aap apni trade ke loss ki limit laga dain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      brother stop loss is only handy if you are trading in comodities or you are trading in scalping style beside that stop is not for traders. who trade in currwncy pairs especially those currencies which have very low spread since giving stop loss in currwncy trading is an disadvantage.
      • #18 Collapse

        Stop loss forex trading main kisi bhi trader k liyeh bohat hi zaroori hote hai stop loss k bagair order placement krna khud hi k pairon par kulhari marne k bara bar hai or yeh ap hi ki safety k liyeh hota hai take agar loss ho to ki position khud ba khud ek khas level par band hojae.
        • #19 Collapse

          stop loss bahat ahmet rakhta hy forex trading me. q k is se condition apply kr sakte hyn k is level pr loss ho raha ho to khud ba khud band ho jay ta k mazeed nuqsan se bacha ja sake..
          • #20 Collapse

            Stop loss ki importance kafi ziada hoti hai trade main kyonk trading krty huay ap ko baaz okat aisi situations ka bhi samna krna parh sakta hai jab ap apni trade ko samjh nhe paty yani loss ziada ho rha hooo profit sy tu phr ap stop loss ka option use krty hain, jissay ap apny loss ko ek limit tak lay k ja sakty hain,
            • #21 Collapse

              stop loss in trading k liaye trader ko manasab hakmat e amli aut planning se chalna ho ga aur market ki surte haal ko dakh kar munasab time par sahi decision lene say loss ko roka ya kam kia ja sakta hai
              • #22 Collapse

                stop loss is a very great option to use. it limit our loss any keep our capital safe. I think it is the best option in meta trader. take profit is also very good option but stop loss is far better from it because it always saves us from loss.
                • #23 Collapse

                  agar aap scalping ya day trading karte hain to phir to aap ko har haal main stop loss lagana chahye kyun ke stop loss aap ko bare loss se bachata hay aur aap market main dobara asani ke sath entry lay sakte hain
                  • #24 Collapse

                    stop loss is most important thing in forex market and we can say that stop loss is a necessary thing in our every trade because no one know exact about forex market in all over the world so in this way it is most important to use stop loss..
                    • #25 Collapse

                      dear stop loss bohat zadha zarori hota ha forex main bohat sa log stop loss ko use nai ratin hain forex main jis ki wajha sa un ko zadha lose ho jata ha ager hum stop lose use karain apna trades main to hum apna capital ko save kar saktain hain . take profit or stop lose must use karna chahiya hamain apni trading main
                      • #26 Collapse

                        mere khayl main ye trader ki knowledge or experiance pr depend krta hai agr tu trade lose main ja rhi hai or esy pata hai agy bhi market ny down he jana hai tu phir tu wo stop lose use kr k apna balance bacha ly ga nhi tu sara balance waste kr dega
                        • #27 Collapse

                          g haan agar apko suceful trade ban na hain toh apko software main jo b tools hain un sab par samj hasil karni hogi and specailly stoploss par kyun k ye kafi help deta hai humein zyada lose se bachney mai aur jitny b big traders hain wo sab ye tool use karty hain ..
                          • #28 Collapse

                            stop loss ki ahmiyat bht zyada hai ager kisi wjha say market hamaray against chali jati hai to hum usko stop loss day ker apni baqi bonus ko bacha sakty hain is liye hamein chahye k trading mein risk ko kam say kam kerain is k liye apni trading lot size kam he rakhain yeh trading per bht effect dalta hai
                            • #29 Collapse

                              dost forex trading main stop loss aik buhaat tool ha har trader ko issay use karnay ki ahdaat dalni chaiya kyun iss ki badolaat app ki trade safe ho jati ha kyun kay forex market pe app ko kabbi ahtabar nahi karna chaiya kyun kisi bi waqat uncertain movement ho sakti ha stop lossapp ko baray loss se bachta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai stop loss ki bohat ehmiyat hoti hai trading me hum ko stop loss ke bina trading nahi karni chahiye kiun ke baz dafa hum ko bohat loss ka bhi saamna karna par sakta hai so hum ko stop loss hamesha use karna chahiye us se hamara capital bhi safe rehta hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X