One post to provide all Forex-related links, software, tools

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mery khayal main is forum ka maqsad he yahe hai k user ko zyda se zyda faida pohchana . to is lai useful link and useful information is can change our career. further you have said all that link should be post on single link . i agreed with if it is allowed by forum other wise not
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      main Rizwan sir ki baat Say bilkul mutafik hon.. k yaahan har thread beginer K hisab Say he post hui hui hai.. bas Karnaa ye hai K agar ap achay Forex trader ban'naa chahtay hain Tou will be forum ko zara Deply Study karrain Aap Ko tools,Software ki baat bhi Samajh aaa jaye Ge Magar pehlay Aap ko forex Trading ki ABCD Ana Chahiyee
      • #93 Collapse

        My experience is that post k sath sath ap forex k all links or software ,tools , indctr hona chahiye is ko new forex member ko buht help mile gi or wo forex trading ko jildi he ache se samjhne ne lage gy or is sey bhot ziyat earn karna laga ga or knowledge sey insaan kamyab hote hain
         
        • #94 Collapse

          You are saying absolutely right agr koe senior me se asa kr de to hum new user ke lie kafi helpful kam hu gye ga or hum as se kafi faiza utha sakte hai or k ain Thread banana chaye ya aik page jo k Signals aur analysis k liye ho. For example k ager mjy thori boht samjt Gold ki ati hai aur mjy pata hai k aj gold section main different cheese ko study karain
             
          • #95 Collapse

            In my point of view that ap ko as kam maha bohot achoi kam karna hota ha kyo ka as mah hamy bhe yah achi lagta aya ha jab bah muaj yah kam mah bohot zayda kam karna hota ha.
             
            • #96 Collapse

              Friends hamain apney posting ko bohat zayada soch samjh kar karna chhaheya is leya kay is say bohat saray new member ko faida hota ha or wo is ko parh kar Forex kaybaray main bohat sarey malomat hasil kartay hain .
              • #97 Collapse

                hn jee post k sath sath ap forex k all links or software ,tools , indctr hona chahiye is ko new forex member ko buht help mile gi or wo forex trading ko jildi he ache se samjhne ne lage gy :P
                • #98 Collapse

                  Jee bilkul sahi kaha ap ne ak aisa thread zaror hona chahye jiss se hum sab ko pori guide line mil jaye ka forum par kase work karna hai aur trading account ko kase handled karna hai aur agar koi muskil a jye tu us se kis tarah nikalna hai.
                  • #99 Collapse

                    har aik forums ma har chez k liye aik alehda se hissa bana hota hai jahan par new user or bee dosre sare hisse bane hain jahan in k according posts hoty hain
                    • #100 Collapse

                      ap ne bht acha swal kia he dost me ap ki bat se agree hu forx me hamy sub kych sikhnay ko milta he frndz ki madad se jo apna exprince or information share krtay he or jin se humay forx k bary me bht kuch skikhnay ko milta he
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mayorsl پيغام ديکھيے
                        Yahan par buhat sari posts main buhat sare experienced users nai intehai kamaal k helpful links post kiye howe hain. But I think k aik aisa permanent thread hona chahiye jahan sare tools, links, demo videos, tutorials, software waghera aik hi jaga hon. Aisa isi thread main nechay replies main ho sakta hai ya ap main se koi senior hazraat aik aur thread bana kar post kar dain. Mujhe jese naye users k liye buhat helpful hoga.
                        yes it is very good idea lakin mera khiyal yeh ha k jo new members hotay hain unhain ager koe b problem wagaira aty ha tou osy chaye k jis ma usy problem ha wo yaha forum ma discuss kry ya jo problem os sa related jitni posts ho un daikhy ya phr osi thread ma discuss waha os ki problem solve ho jye ge.
                        • #102 Collapse

                          im new here and try to learn .ur thread is very usefull for new comers.the experiances of seniers is much help ful and formated for us.thanks every one
                          • #103 Collapse

                            Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne kuch sahi to kaha hai per kuch galat bhi hai ager aesa hinkerna hai to aap ko kaam kerne kee kia zarorat hai yehi to yaha kee khasiat hai brother thanks for question
                            • #104 Collapse

                              han maine bhiparha hain iss forum main kafi batain hain jo bohat achi hai jins e humy kjafi hlp milti hai lakin ye search karny maink afi time lagaa hai jiss se kafi muskil hoti hai. agar sab ak jaga ho jaye tu help achi mil sakti ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai mary agr asa hota to forex ma hard working ki kia zarorat thi .ap ko aik jaga sy sari achi chezy nahe mil sakti hain ap ko khud hath pao marna parta ha aur zeyada sy zeyada khud knowledge gain karna parta ha.jitna ap khud search kary gy ap koutna hi zeyada knowledge hasil ho ga jab ap k pas knowledge ho ga to ap ko forex trading k bary ma sub kuch pata ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X