Templates kia hotay hain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    waisy to hum mt4 kay colour khud bhi change kar sakty hain or issy customize kar sakty hain.lekin hamari asaani kay liey templates bhi available hain.ye k tarah ki themes hooti hain.mt4 ki out look agar change karni hai to aap templates change kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Labanya
      maine khud apnay teacher se seekh raha hon. Pakistan main sub se bara issue ye hai k hum log seekhtay kuch nai bus 1 hi baat ko zehan main bithaya hua hai k ye hamari field nai. agar dekha jaye to forex trading 1 different field hai aur bohat mazay ki hai agar sahi seekha jaye to.
      Ap nay bilkul sahi kaha keh ziada tar log yeh samajhtay hain keh yeh unki field nahi hay, aur un ka career bhi nahi ban sakta, kyo keh bohat sari negative news jo sun laytay hain forex k baray may, may nay khud apnay bachpan say suna hay keh stocks may koi banda kama kar nahi nikalta, lakin ab may stocks par bhi trade karta ho aur alhamdullillah, sab may he kamyabi milti hay.
         
      • #18 Collapse

        Templates toh asal me graphics and uske design se related hoti hy. Wesy agar ap chaho toh may bhe mt4 ke template ke colour etc ko apni mrze se change krlo but meny khbe try ni ke hy about this..Template ka sal matlab koi lohy ya metti ke chez jo cutting k ley bhe use ho.
        Last edited by ; 06-02-2014, 09:51 AM.
        • #19 Collapse

          Kuch indicator app ko is ka us ekar ke bhi bhi signal dene ke liye us ekare ay kuch templates ki waja se indicator app ko show hutw hay warna app ko wo indicator app ko use karne main masla ho ga aur app ko in se thk kam nahi leya jye ga aur app ko is ka thi use nahi karna aye ga .
          • #20 Collapse

            by the way mere matabq templet ka koi connection nahi ha forex me agar ha to plz koi is ko clearly define kary ho sakta ha koi fayda ho gy
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: manijee786
              salma...
              kia koi mujhy btaye ga k templates kia hoti hn..?
              in ka for ex trading ma kia kam hota ha...?
              or ye kis thara for ex trading pe asar andaz hoti hn...?
              please share your answers with me...
              اصل پيغام ارسال کردہ از: umarmughal پيغام ديکھيے
              by the way mere matabq templet ka koi connection nahi ha forex me agar ha to plz koi is ko clearly define kary ho sakta ha koi fayda ho gy
              Agar ap dono first thread ko parh logay to ap ko ap k questions ka jawab mil jaye ga, may nay pori details say likh diya hay keh templates kia hotay hain aur kis kaam may atay hain.
                 
              • #22 Collapse

                Templates bunyadi tor per pre designed format hoti hai jiss ko ap kahin bhi agr us program ya software k mutabik bani hui hain tu usko use kr sakty hain istarha apko yahan mt4 main bhi templates mil sakty hain, jinko ap chart ko design dayny k liye use kr sakty hain aur is tarha ap apny layout ko khobsurat bna skty hain.
                • #23 Collapse

                  mujhe aksar har table main ja kar uss ka color change karna parta tha. aap ne bohat acha option bataya hai. abb mujhe in tables ko change karna aur bhi asaan ho gaya hai. apnay custom color aur style ke sath humein chart ko samajhna asaan hota hai. thanks for sharing this post.
                  • #24 Collapse

                    mere khayal se templets indicator ka majmoa hot hay yani jab aap koi bhi system laite hai wos main muhtalif indicators hote hain aur aik file .tpl ki hoti hay jab aap wos tpl file ko load karte ho to wo sare indicator aap ki chart per lag jate hain
                    • #25 Collapse

                      templates insta k meta trader main free di jati hen inko use kar k hum market main apny charts set kar skty hen or acha prediction kar skty hen templates market main technical analysis k liay di jati hen..
                      • #26 Collapse

                        dear templete ka mujha kuch zadha idea nai ha ka ap kya khan chaha raha hon .ager ap is ka mujha explainkaar ka samjh do ga to main is ko smajha jow ga . hamain zadha english main nai pata urdu main batow to pata chal jaye ga
                        • #27 Collapse

                          dear mujhay khud ziada knowldge nahi hai es templates k bare main pr main aj kal babypisps website ko study kr rha hn jahan bht sari info mil jati hai about forex
                          • #28 Collapse

                            very nice bhai template jo hain wo chart peh use hota hain aur har kesi ka apna template hota hain ap khud b bana sakty hain ere dost ne b banya hain jo k kafi had taak teek hain aur jis se use kar k profit b horaha hain us main kafi indictors use kiye gaye hain ..
                            • #29 Collapse

                              bhai mene abhi is business ko join he kiya hai mujhe templates ka nahi pata hai kiun ke mujhe abhi tak chart ki sahi se samajh nahi aai hai me iski practice kar raha hun or learn karne ki koshish kar raha hun jese me isko seekhlon ga aap se zarur post karun ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Templates par hi to apko charts show hote hain forex main templates ka kuch khas role nahi hota kyun is main to sirf color or contrasts hota hai han lekin agar color contrast acha hoga to trader ka dil bhi krega trading ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X