Brothers aj main ap ko leverage ka sae concept batata hun q k jab main is forum pere new tha mainay bohat koshish ki k koi leverage mujay samja de but kisi ne sae se help nae ki isliyay main chahta hun k new traders jab ae toh unay leverage ka concept clear hojae.
Leverage ki urdu meaning hai bayana. Basically leverage hum bayana (ya down payment) broker ko detay hain aur lot lete hain lot 10,000 dollars ki hoti hai jo kay hum 10 dollars se b le saktay hain leverage set kar kay.
main ap ko choti c example deta hun jisay apka concept clear hojaega. let suppose main 1 lakh per 10 lakh bank se karza lekar 10lakh ka ghar purchase karta hun aur jab us ghar ki keemat 11 lakh hojati hai toh us ko main sell kar k 11 lakh main 1 lakh ka profit kama kar aur bank ka jo karza hai woh waps de deta hun ab mainay yahan 10 lakh bank se uthae woh b 1lakh bayanay per,
yahan leverage hogi 1000000/100000= 10/1 = 1:10 it means mainay apnay amount 100000(1 lakh) per 10 gunah zyada pesay uthae mtlab 10,00000(10lakh) aur business kiya. leverage b isi tarah hoti hai koi 1:200 rakhta hai yani 200 gunah zyada pesay uthana, koi 1:400 rakhta hai... 1:1000 tak leverage hoti hai.
hum jese leverage increase karege humay faida zyada hoga but nuksaan bhi utna he hota hai yeh 2 dhaari talwar ki tarah hain.
Thanks :)

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим