New York Stock Exchange

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    New York Stock Exchange k baray main maine read nhi kia hai. Hamay new york Stock Exchange mai trade zaroor krni chaahiye i sk ilawa hamay share bhi khareedna chaahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bhai mai Apko btana chahoo ga k agr analyse kiya jaye to mostly traders Newyork or London trading session k open honay ka wait kr rhay hotay hai Q k in 2 sessions mai trading krnay k liye achay trading signals mil sktay hai agr trader achay treekay say market ko analyse kray to or in sessions mai market kafi tez move krti hai jiski base pr trader acha profit or loss earn skta hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #18 Collapse

        Trading fellow main to shuro say forex trading he ker raha hoon our wo bhe insta ka he member raha hoon best market our broker hain jes main hum ache earning easiky ker sagty hain
        • #19 Collapse

          bhai bilkul theek kha jabhi to sab log forex ki tarah ja rhe hn because forex zyda profit deta hn share ka kam bhi acha but osme kam karna forex me muqable me muskil hai but forex me easy trading hai aur dunya me sab forex ki taraf a rhe hn :) :)
          • #20 Collapse

            yeh tu sach baat hai ke forex market newyork exchange se bhot ziayad hai.lekin aik jo exchange ke pass hai woh hum forex walo ke pass nahi hai.aur woh hai centralized market.jab ke forex ke market decentralized hai.
            • #21 Collapse

              zahir hae mere bhai forex trading mein new york exchange se bari hi hona hae kiunk ye international market hae jis mein dunia k bahot se mumalik se log trading kar rehae hote hein.
              • #22 Collapse

                bahot ache mere dost ap ne bahot hi achi post ki hae jis mein bahot ziada knowledge hae aur ye post bahot hi ziada informative hae kiunk mere dost mera khial hae k maene zati tor per ap ki is post se kafi kuch naya jana hae......
                • #23 Collapse

                  New york Stock Exchange kay bohot faiday hain hum is par trade krtay hain hum is par sell aurbuy krtay hain Forex trading mai hamay new york stock exchange par bhi kaam krna chahaiye ta kay hamay faida ho.
                   
                  • #24 Collapse

                    hmm....agree with your points dear !! kia karee duniya aaj kal isi pe chal rhe hia logo ki
                    • #25 Collapse

                      wah bhai wah kia baat he aisi information to bare kaam ki hoti he humein issi tarha bataya karen taqay humein itminaan ho k hum jo posting se kama rahe hen wo achi jaga pay jara ha he bus ....
                      • #26 Collapse

                        New york Stock Exchange par hamay zaroor kaam krna chaahiey si par kaam krnay kay bhi bohot faiday hotay hain is par kaam krnay sai hamay trade mai har waqt profit hasil hota hai aur loss nhi hota.
                         
                        • #27 Collapse

                          Asslam o aliokum mere bhai men aa ko bata deta hun k forex men new york forex trading g han kar skty hain is ki liye aap k pass investment hona bohat zarori hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: New York Stock Exchange

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sonicx870 پيغام ديکھيے
                            bahot ache mere dost ap ne bahot hi achi post ki hae jis mein bahot ziada knowledge hae aur ye post bahot hi ziada informative hae kiunk mere dost mera khial hae k maene zati tor per ap ki is post se kafi kuch naya jana hae......
                            Janab jab tak ap new york kay stock buy karny ki bat karain gy tu ap ko kuch samaj a skati hai. ap ki post bilkul match nahi kar rahi hai thread sy. Ap ko stock ka bata do. New York ka stock Pakistan mai koi buy nahi es tarha kar sakta hai. es ko buy karny kay leye pa ko kafi zaida documentation require hoti hai. jis waja sy ap ko woh pura kar kay phir buy karna hota hai .Esleye ap Pakistan ka stock sirf cnic day kay or amount pay kar kay buy kar skaty hain or woh ap pay hai kay acha stock buy karain gy tu woh ap ko bad mai faida dy skata hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X