Introduction of Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    Meri nazar main gorex aik simple online business hy jes main just online trading currency piars commodities our cfd main hoti hy koi physical way nahe hy totally home base business hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      waqt guzarne k sath sath humein modern technologies milii hai ab forex bhi humein ghar bethy aisi facilities provide kar raha hai jis me hum online earning kar sakte hai or jis k pas is trade ko start karne k lye capital nahi hai wo yahan forum par bonus bana kar apni investment bana sakte hai forex ne insano ki life kafi easy kardi hai
      • #513 Collapse

        dear aap nay sahi kaha forex bi darasah stock market ki hi aik kisam hay agar aap iss ko daykho to or stock may aap sirf buy kar saktay ho sell nahi karsaktay jab kay yahan par aap ko buy or sell dono ki saholat mojode hay.
        • #514 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: smartengineer5 پيغام ديکھيے
          Forex is an on-line trading. g mein aap ki baat se agree kerta hoon, aj kal latest mein izafa ho raha hai or or phr common ko samajhna b mushkil ho jata hai is liye chahye ke learning kerte rehna chahye thanks.
          you are right, really it is very important learning first then earning for new comer trader and my opinion, learn trading is far better than investing money for beginners because if they have good knowledge.
          • #515 Collapse

            Forex aik best online business hy aur is main currencies ki selling aur buying ki jati hy. Hazaron log all over the world is main shamil hotey hain aur is sey faida ley rahay hain. As compared to other online businesses, is ko join karna buhat easy hy aur aap kaheen bhi is ko enjoy kar saktey hain. Is ko join krney key leye ziada investment ki zaroorat nahi hoti.
            • #516 Collapse

              Brother forex market yaqeenun kisi taaruf ka muhtaaj nahi ye dunia ka sub se bara aur kamyaab business ha jis mein kam z kam trillions of dollars logon ne invest keye hen stock market se ye bahot baara market hay,,.....
              • #517 Collapse

                Re: Introduction of Forex

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zeeshanmayo
                hi dosto Jaise Jaise insan jindagi ki taraf aage badhta hai uski jindagi mein kamai ke naye naye tarike aate Hain aur apne nai nai chijen sakta hai isiliye main aapse karava Forex per kam kare yah naya tarika hai aur mehnat Karen aur apna Kam acchi Tarah jari rakhen Hain ok Allah Hafiz
                I think ap Forex mian new hai es leye ap kay post se aisa laga kay ap ko mazeed knowledge honi cheye tu ap ko main bata do Forex main Instruction se murad yeh hai kay ap woh cheezay Forex main kabi use na karian jis ki waja se loss hota hai like ap Forex mian kabi greed na karain, without learning kay earning ka na souchain., es ko business samjain gambling na samjain yeh woh sub basic cheezay hain jin ko har trader mad e nazar rahkay ga tu us ko kamyabi mily gi.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #518 Collapse

                  Re: Introduction of Forex

                  Dear Forex aik business hai jis mai ap buy or sale currencies or commodities ka karty hain. es mai ap buy or sell leverage lay kay lot size ki madad sy karty hain. us kay leye zarori hai kay ap pehly risk management kar lain or apni t3eyari kar kay phir trade karain. jab ap aisa karain gy tu ap asani sy apny account ko be manage kar lain gy or ap ko pata chal jaye ga kay yeh kaisa business hai es ma kiya kiya zarori learning or practice kar kay achi earning ho sakti hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X