Forex key Indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex key of indicator hai and forex mein greedy enemy hai aur mein is sy avoid karta hon aur aap apnay knowledge ko increase kiya kary aur experience aap ka acha ho ga tu aap much mney earn kar sako gy otherwise aap is mein apni money loss kar deh gy .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex key indicator hai and forex aik international real business hai aur aap is business ko join kar ky bohat acha make kar saktay hain aur aap is real business ko easily handle kar skatay hain only little profit ki n effort ki need hoti hai aur youtube aur yeh best forum aap ka best teacher hai .
      • #33 Collapse

        mere khyal mai hame iss mai manual trade arni chaye hai ..... indicatirs se kam nai karna chaye hai best yehi hai iss mai kam karne kliye hame iss mai kam karen or earning karen
        • #34 Collapse

          g han bhai jan ap ne sahe kaha man ap ke bt se agree krta hn g han bhai jan trading man best yahe ha k insdecatr se door he rha jay or is man rabot se bhe door rahna chy
          • #35 Collapse

            bhai forex k andr indicator ko use krna chahy kun is say hum trading ko zada smjh skty hain hor bht say loss say bach skty hain kun indicator say humy market ka andaza hota hai
            {...ALONE....} :cool: BUTT HAPPY..
            • #36 Collapse

              fx m akam krny k lia ham bohat mehnat krna ho gi fx ak bohat acha kam ah jis sy ham achi earning haseel kars akty han fx ma kam krny k lai ham mehant krna ho gi fx ak bohat acha business hai
              • #37 Collapse

                forex main trading karnay k liay hamain inter net say kafi indicator mil saktay hain.jo hamain fiadah dain use kar lia karin.
                • #38 Collapse

                  My dear friends forex main indicators bohat use hote hain. indicators forex market ki movement ke bare main batate hain. main forex main abi new hon ic liye main sirf Moving average and blanger band indicators hi use karta hon.
                  • #39 Collapse

                    bhai jaan merey khayaal se ager ap indicator use karna chahtey hain tu ap is ke barey main internet see knowledge search kar lain.
                    • #40 Collapse

                      bhai mera khyal main hume forex trading main indicators zaroor use kerne chahiya kun k in se hume market ki movement ka pta chal jata hai iss ki boht se types hain jase k Trending indicators aur Oscillating/ranging indicators etc in k alawa be in ki ferdar types hain :)
                      :) practice makes a man perfect so be with demo trading :)
                      • #41 Collapse

                        gee dosto forex k indicators aap ko markit ka batty hai k markit kis tarf jay ge our aap pofit he lo gay
                        • #42 Collapse

                          forex indicators mn ny aj tk use tu nhe kiye. agr ksi ko ache indicators pta hn tu plz share kren
                          • #43 Collapse

                            dear forex may to kafi saray indicator use hotay hane laykin har aik indicator aap ko sirf ya bata ta hay kay market iss wakat kahan par hay or pichli maloomat aap ko dayta hay chand achay indicators jin ko may use kar chuka hoon un may bb, rsi, moving average or d-mark hane iss wakat may koi bi indicator use nahi kar raha hoon.
                            • #44 Collapse

                              Jee haan forex main indicator use karney sey bohat help milti hay yeh indicator ap ko internet par mil jaian gay aur ise ko kaisey istemal kartey hain ise ki videos behi mil jaian gi ise kay elawa yeh indicator MT4 software main behi majood hain ap insert tab par click kar kay indicator tab par ayen ap ko bohat se indicator mil jaian gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Ap agar youtube pe jain to ap ko her indicator ki information mil hi jay gi jis se ap ko understand karna easy ho jay ga. Os k elawa ap os indicator k bary mein study bhi kar sakty hein os k liye onlinetradingconcept.com pe jain boht mateiral available he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X