kaya hum indicato kay baghar trading kar saktay hai kay nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: yousaffazal پيغام ديکھيے
    kaya hum indicato kay baghar trading kar saktay hai kay nahi aghar kar saktay hai tu is kay kaya kaya rules hai bhai g
    G Bilkul Indicator k baghair aap trading kar saktay hain lakin aap ko candlestick pattern pe full maharat honi chahye i mean types of candlestick doji hammar spining marbuzu morning star , evening star etc
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Hn hum indicator ka begire tarding akr sakty hain is main acha hota ha hamry liye kun ke jab hum indicator ko use nahi karty tab hi sahi se trend ka pata karva sakty hain indicator false signal dety hain is liye in ko hargiz use nahin karna chaye hamesha ap khud apny knowledge se tarding karni chaye.
      • #18 Collapse

        Bilkul bhai kr sktay hai.Bina indicator k b trading ki ja sktia hi.Actual mai trading mai indicator ko use krnay say market ko analyse krnay mai or signals ko diagnose krnay mai kafi help mil jati hai or ebtry or exit points k sath forex market mai profitable trading krnay mai successful ho skta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          forex main hum
          indicetor ke baghair kuch bhi nahi kar saktey.
           
          • #20 Collapse

            I think that k hum ko without tradi g karna chajhye kiun k aksar hum ko indicator fake b mil jaty hain jis say hum ko bara loss b ho sakta he .
               
            • #21 Collapse

              Forex trading market main hum indicators ke bagair easily trading kar sakte hain. forex main aksar expert traders different indicators use karte hain. but mujhe abi indicators ke bare main ziada information nai ha. main abi without indicators trading kar raha hon.
              • #22 Collapse

                haan bhai jaan hum indicator ke baghair bhi trading kar saktey hain is ke liye apna experence zarozi hai is ke baghair hum kuch nahi kar satey .
                 
                • #23 Collapse

                  g han bhai hum is main indicators k baghair bhi trading kar skaty hain is main ap news say bhi trading kar skaty hain or fundamentsl analysis say bhi trading kar skaty hain so apko chahye k ap is main kaam karty howe sab options ko avail karian is main
                  • #24 Collapse

                    dear agar aap indicator kay bagayre market ko samaj saktay ho to phir aap trading karo iss ka koi masla nahi hay laykin iss lihaz say aap ko candles ko samjhna hota hay quen kay candles ki trading short term may hoti hay jo kay risky bi hay.
                    • #25 Collapse

                      a.salam.indiactr aik bhtacha toolhai jis ko hum use kar k market k bary main jan sakty hain.aur ya idea laga sakhty hain k hum loss sy bach sakhny.indactr humain market k upn dom rate k bary main agha akrta hai.
                      • #26 Collapse

                        g han indicators k baghir b trading ho sakti hay magar achi trading siraf achy indicators use kar k hi ham kar sakty hey es se ham market ko asani se samaj sakty hey
                        • #27 Collapse

                          Seee Tradingg tOw Aaap IndicatoRss OR Signalss K BAghair B Karsaktein Hain Magar YEh INdicators OR Signaalll Hame Guide kartey hainn K Buy Pai lagayee Ya SellL Pai Lot LAgayeee INdicatorss or Signal lagalein tow behtar hai!
                          • #28 Collapse

                            Bhai ham indicators ke bina bhi trading kar sakte hain lekin indicators ke bina trading karna bilkul aisa hi hai jese bina driver ke gari is liye ham jab bhi trading karen hamain is indicators se help zaroor leni chaiye.
                            • #29 Collapse

                              Asslma o alikum mere bhi men aap ko bata deta hun k g hanh hum indactor k bager tadiong kar skty hain or is sy k liye aap k pass best exprince ki zarorat hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: kaya hum indicato kay baghar trading kar saktay hai kay nahi

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                                g han indicators k baghir b trading ho sakti hay magar achi trading siraf achy indicators use kar k hi ham kar sakty hey es se ham market ko asani se samaj sakty hey
                                Sir ap indicator k bina trading karain gay tu result mai ap ko kuch b hasil nahi hoga. Trading k leye ap k indicator or un ki madad se jab tak analysis nahi karain gy tu ap ko nahi pata chaly ga kay ap trade kiya kar rahy hain esleye koshish karain apni trading skills ko increase karain or jab tak analysis na seekh lain live account kabi open na karain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X