Doubt in my mind about forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doubt in my mind about forex
    Salaam Friends! Mein forex start karna chah raha hun lekin mere mind mein dar hai k bhut se logon se suna hai k forex mein nuqsan bhut hota hai.
    Kia ye baat theek hai k newbie ko nuqsan bhut hota hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    My dear friends Asalam o Alaikum , i really want
    to say one thing that forex trading is not a game
    of children so if you want to be a good trader
    then please learn all rules of trading and follow
    that , learn about
    trading from those who know trading and its
    basic and practice on demo account then you
    can be get profit otherwise you
    are gonna face loss . .. please work hard and be
    a
    successful person ... that ' s allllll my
    friends. . . . .. ..,,,,, ... . .. . . . . . . . . . . . .
    thank you very
    much . . . . .. .. . .. . . . . . . . .. . . . . . . .. .. .. .;)
    • #3 Collapse

      g frnds me abi new hu or forx k rules ko achi trh stdy kr rha hu or ye sub me ap dosto ki madad se sikh rha hu q k ap frnds bht achi information share krtay he jis se hmay bht fyda hota he or busness me achi trading krtay he
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: loverboy20144 پيغام ديکھيے
        Salaam Friends! Mein forex start karna chah raha hun lekin mere mind mein dar hai k bhut se logon se suna hai k forex mein nuqsan bhut hota hai.
        Kia ye baat theek hai k newbie ko nuqsan bhut hota hai?

        i think initially we should not invest because we do not have complete knowledge about Forex trading so we can start Forex trading with demo account because in Forex trading there is high profit and high loss if you invest without knowing about forex trading then you my have to suffer from loss.
        • #5 Collapse

          brother nice question poocha aapne actually hum knowledge liyay baghair koi bhi kaam karein ge to humein loss hi hoga . isi trha agar aap trading start krdo ge without knowledge to it is obvius. so first get knowledge and then start trading. you will do better. ;)
          • #6 Collapse

            Before deciding to trade, you need to ensure that you understand the risks involved taking into account your investment objectives and level of experience.
            • #7 Collapse

              Bhai loss k dar se porofit ka chance chorna theek to nahee. loss hota hai lekin agar learning k baad trade ki jae to profit ka chance ziada hota hai
              • #8 Collapse

                bhai jee .. nafa ya muqsaan to har jaga .. imean har busi ness main he bht hota hai ... aur naya bnda jis kaam mai bhi jata hai usko nuqsaan hone ka ziada khadsha hota hai .... baki forex main he aisa hota hai ... yeh zarori ni hai
                 
                • #9 Collapse

                  was ... bhai jee ... forex main nuqsaan ho bhi sakta hai nahi bhi .... zarori nahi hai kay nuqsaan ho ... aur na yeh zarori hai kay har bar ya pehli bar faida ho .. sabar k sath chalin iss kam ko le ker .. faida hoga
                     
                  • #10 Collapse

                    bhai jee ... nahi aisa bhi nahi hai kay forex main bss nuqsaan he hota hai .... forex main faida bhi ho skta hai ager app dhyaan lga ker kaam kro to
                       
                    • #11 Collapse

                      bhai jee ... nahi aisa bhi nahi hai kay forex main bss nuqsaan he hota hai .... forex main faida bhi ho skta hai ager app dhyaan lga ker kaam kro to....
                       
                      • #12 Collapse

                        forex may nuksan ne hota ye bat galat ha nuksan ap ko tab hota ha jub ap is may dimag se kam ne leatey aor ap ko rato rat ameer bannany ka lalach ho jata agar ap dil laga k is may with practice aor learning k kam kary to ap ko losss kabe ne hoga thanks,,,,....
                        • #13 Collapse

                          sir baat ya ha kay agar apka mind sahi kam krta hy to hi ap tarding kr skaty hy lakin uskay liye bs apko mehant krni chahiye qk agar ap mehant krty hy to hi ap kamuiyab hos katy hy or ap aek acha tarder bhi bgan ksaty hy
                          • #14 Collapse

                            bhai jaan loss un ko hota hai jo forex main kaam karna nahi jantey ager ap demo per practice kar ke aur learning kar ke is field main aatey ho tu loss ka chance bohat kaam rah jata hai .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bahut say loag iss trading kay baray main yeh mind rkhtay hain keh iss traingmain profit nhe hoata hay aur yeh trading aik dhoka hay iss main profit pay nhe kea jaata hay laikin iss trading main aap joprofit kammatay hain aap oss ko 100% withdraw karwa saktay hain main nay bhe withdraw karwaya hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X