New user forex trading kesy start kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: m imran786 پيغام ديکھيے
    Assalam O Alekum to All friends
    Friend mein new user hon forex trading karna chata hon aap meri rehnumai karein thora boht janta hon yeada nehen mein kuch sawal karna chata hon trading karny ky liey best site konsi join karoun aur mein Islami id par kam karna chata hon is id ki kia sharieyt hen please meri rehnumai karen Shukria:confused:
    New user hamesha apni trading demo se start karta he agar ap bhi trading karna chahty hein to demo se start karin or phir real ki taraf jain dircet real ki taraf jany ka matlb he ap khud loss ka sabub ban rahy hein jab ap demo karin gay to ap ki information trading kay about behtr hogi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      aap ko pely tu ye bata doon kay trading kay liay website ki zarurat nahi hoti balky aapko broker ki selection karni hoti hai. Broker se apna aik trading account open Karen uskay baad meta trader 4 jis pe trading hoti hai broker ki website se usko download Karen or apna account us me login Karen. Jo amount aap ne invest karni hogi wo aap kay account me aa jay gi or phir us amount se aap trading kar sakty hain. Islamic trading karny kay liay instaforex ne account opening kay wakt "swap free (islamict accounts)" ka option rakha hoa hai aap usko select kar sakty hain.
       
      • #78 Collapse

        iss k liye apa ko is msain demo aaccount ko use karna ho ga jiss say apa ko is msin experince ahsiill ho ga jiss say apa ko is msai neanring ho gi
        • #79 Collapse

          new user kam se pehle forex ke base ko study kare forex se related links topics internet se learn kare our live account pe kam shoro karne se pehle demo account pe practice zaroor kare our forex se related logo se discuss zaroor kare is se knowledge main izafa b hoga our kam main interest b develop hoga is liye newbie ko chahye k forex ke base ko zaroor learn kare
          • #80 Collapse

            g han ap ka sawal bhot acha hai par har new member chaiyeh k vo forex py trading karny sy phly apna hath saaf kary or han hath saaf ksy hoga sub sy phly har new member ko demo py partice karni chaiyeh phir knowledge gain karna chaiyeh tak vo achy tariqy sy knowledge gain kary phir t ading ka kam shuru kary kyun kam shuru karna asan hai par forex py trading karna na muskhil hai na asaan is leye phly knowledge hasil karin shuru karain
            • #81 Collapse

              Demo pe trading ki basics samjh jaany ka baad live pe trading start kar dain or koshish Karen kay ziada se ziada 10$ invest kar kay cents me volume laga kar trading Karen or apny capital ko grow karny ki koshish Karen. Iska faida ye hoga kay aapko agar loss bhi hoga tu sirf 10$ ka hoga jo kay apka overall capital hai. Us kay baad kisi bhi aik planning kay against aap apny skills ko improve Karen idea ki base pe order laga kar market ko force na Karen kay wo apki favor me aay. Market kay support or resistance levels ko smjhny ki koshish Karen.
               
              • #82 Collapse

                sab se pehly to aap instaforex per demo account bnao aur approx 1 month tak usi me trading karo, aur market ko observe aur analyse karna sekho aur saath saath trends wagera ko bhi read karna seekho aur saath saath forex news wagera ko bhi parha karo isse hoga ye k aik month me ap forex ko understand kar jaoge then trading karna proper way se.
                • #83 Collapse

                  Every new trader can join in Forex market very easily. It is so easy process. At first new trader need to open an account then they are practice in Demo account. Here they can learn more important thing about Forex business. Then they ar
                  • #84 Collapse

                    all my new forexs user ap sub sy phly is ka demoo use kary or os par apna haat set kary or forex ky bary me pori information hansil kar phr ap forex ky real account par aye kiu kar jab me aya tha to mujy bi koch nai pata tha or mera buht loss howa tha ap ko mera mashwara hn ap phly demo account use kary
                    • #85 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kukumama666 پيغام ديکھيے
                      all my new forexs user ap sub sy phly is ka demoo use kary or os par apna haat set kary or forex ky bary me pori information hansil kar phr ap forex ky real account par aye kiu kar jab me aya tha to mujy bi koch nai pata tha or mera buht loss howa tha ap ko mera mashwara hn ap phly demo account use kary
                      DemoAccount Say Bhi Pehlay Aap Ko buhat Sari Learning ki Zaroorat hoti hai... hardwork Karnaa parta hai... Sirf Demo Account say Kaam nahin chaltaa... demo Account tou Aap Bana lou gy magar us par Kya Karo Gy Gambling??? nahin naa tou meray Bhai Sab Say pehlay Tou Aap Ko Forex ko basic Say Sekhnaa chahiyee orr is maqsaad k liyee Aap Ko Pak Forex forum Say Zyada behtar jagah nahin milay Ge being a pakistani hammain urdu Main baat Sahi Samajh ati hai or is forum ki khas baat ye hai k yahan maximun urdu he use hoti hai or har chez ko Senior members basics Say samjhtay hain is liye newbie Ko kafi help milti hai Trading ko samajhnay or phr samajh k karnay main
                         
                      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                      • #86 Collapse

                        in my view a new user ko cheay kay wo is kay baray main kisi aisay shaks say informain ley jo forex kay baray main janta ho aur is ka khoob knowledge rakhta hoo aisay person say guideline laini cheay
                         
                        • #87 Collapse

                          ek nay user kay liyea zururi hai kay wo trading kay baray main janta hoo ya phir kisi aisy trader kay sath munslik ho jis ko trading kay baray main pata ho to phir hi is ko fida ho sakta hai
                           
                          • #88 Collapse

                            Well dear islami point of view k sath trading krne walon k liyeh hi swap free account provide kiyeh jate hain. Swap free accounts main apko koi interest pay nahi kiya jata jis se tehet forex islami tor par clear hojata hai. Yeh woh batein hai jo log kehte hai lekin asli main forex islami rules k hisab se bilkul sahi hai ya nahi yeh mujhe nahi pata.
                            • #89 Collapse

                              New user ko Chaheye k pehlay Forex ki taleem Kare pir practise Kare.. Jb is per mukamal ubor ho jaye pir us k Baad kisi Achay site ma forex Account open Kare..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                New user ke liye sub se best to yehi he ke wo Forex ki knowledge gain krne ke liye Forum ko use kre us ke baad wo demo account pe practice kre take usey real trade ke liye rehnumaee mil ske.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X