Dear Members
Forex main hum janty hain kay hum jab be trade karain gy tu achy analysis kay bina kamyabi mumkin nahi. lekin badkismati se bhout se trader es waja se be fail ho jaty hain kay woh jab apni trade open kar lain tu us kay bawajood be mazeed trade open karna chahty hain q kay woh analysis use kar rahy hoty hain jo trend ko sahi measure karta hai. lekin jab ap kay trading account mai ik he waqt main bhout sari trades open ho jaye gi tu koi ik be ap ka analysis wrong howa ya market nay bounce kar liya tu ap ka trading account khatray main a jaey ga
Es leye koshish karain pehlay wali trades ko close kar kay phir ap new trades ki taraf ayain gy tu acha earning karny ko mily ga or account be safe rahy ga
Apni raye se agha kejey ga
Shukriya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим