Apni Taleem mai Analysis Risk Management ko Time Dain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni Taleem mai Analysis Risk Management ko Time Dain
    Apni Taleem mai Analysis Risk Management ko Time Dain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Forex Members Trading main jo zaida traders jis waja sy fail ho jaty hain aik tu un ko analysis karna nahi aty hain or jo analysis kar laity hain un ko risk management nahi ati hai. es tarha jab aik cheez be ap miss karty hain tu ap trading main fail ho jaty hain. Ap es fail hony sy bachny kay leye zarori hai kay kudh kay analysis karain tu kam sy kam indicators ka use karain. Pattern kam sy kam use karain or khas kar pairs ki selection bhout kam sy kam ho. Jab ap yeh sub upar batai howi cheezain karain gy tu ap ko itna pata chal jaye ga kay ap jo trade kar rahy hain woh kis had tak kamyab ho sakti hai or ap kaisy es ko mazeed behtar kar skaty hain. jab cheezain ap aik he time mai kafi zaida use karty hain tu us time ap fail ho jaty hain or ap ko pata nahi chalta hai kay next kiya karna hai or ap emotional trading ka shikar ho skaty hain. Apni trade ko behtar sy behtar bananye kay leye zarori hai kay ap apni trade main yeh dunu cheezay sahi proper manage karain in ko time dain. jis kadar ap seekhain gy us kadar ap es mai behtari la kar apni earning ko mazeed acha kar sakty hain. Shukriya.

    اب آن لائن

    Working...
    X