Money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    mein bi money management karta hn and forex mein humay loss bi hota hai aur profit bi hota hai so yeh business bohat risky hai is ky liye aap ko effort ki need hoti hai aur without effort aap is business mein aap success hasil nai kar saktay hain so yeh real aur profitable business hai i make a great propfit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Money management is very important in any trading if you keep balance in trading you can make a good business and good drive to work aik acha business man who hi jo money management kar sake
      • #93 Collapse

        According my opinion Money management is so important in forex trade business and it can help us to take best decision in forex market . Money management means the management process of our capital in forex business and how should take a trade in forex business .
        • #94 Collapse

          Money management ma bohot c chezen aa jati ha, kuch log extra money rakhte hain ta k zarurat parne par us ko barwaqt depoist kar sakte, or kuch log account zaida open karte hain ta k un se kam chalaya ja sake.
          • #95 Collapse

            money managment bohat zarori he . jese har kam me planing honi chahiye isi trhan forex me money managment zarori he take ap apne account pe pora control rakh saken or profit earn kar saken zayada se zyada mgr is k sath demo account pe bhi practice lazmi he
            • #96 Collapse

              Yes dear agree with you, forex business trader ko pehle money management karni chahiye, because money management karne se margin increase ho jata he aur ham easily bari lot se trade bhi kar sakhte he, money management boht important he.
              • #97 Collapse

                bhi jan ap ka sawal bohet he acha hey muje ap ka sala bohet he acha lga hey ye ek bohet el real busnes hey or muje ap ka busnes bohet he acha lgta hey
                • #98 Collapse

                  anybody tell me about money management thnx
                  • #99 Collapse

                    Dear aap kay paas backup yani kay equity jitni ziyada hogi aap utna hi bahta andaz may trading kar saktay ho laykin agar aap kay paas equity kam hay to phir aap apnay account ko wash honay sya nahi bacha saktay ho iss liya analyzing kay sath sath backup bi zarori hay.
                    • #100 Collapse

                      forex trading main mostly wohi loog kamyab hoty hain jo money mangment achy treeky sa karty hain q k ap ki money mangment jitni achi ho ap uttna hi acha kaam kar sako gay q k money ko eran karna waly sa money ko defend karna wala hemsa ziyda better hota ha
                      • #101 Collapse

                        ji haan bhai agher humein forex main big deposit gain karna hai tu is ke liye zarori hai ke aap acha money invest karien nahi tu ap ko nuqsaan ho ga.
                        • #102 Collapse

                          g bhai ap sb thk kehty ha aur mera bhi yehi khyl ha k money management is the best way for learning es se hm forex k mutliq bht kch seekhty ha aur es se hmaen ye pta chalta ha k hm kaisy loss se bach skty ha.
                          • #103 Collapse

                            g mere bahi app bilkul sahi keh rahain hain hamain forex bissnuees main money ko meneagment kerna cahiaye or sath me hum pip important hai forex main or es se ziadha hamain ziadha ziadha invest kerna zaroori nahi aihh mere bahi ,,,,,,,,,,
                            • #104 Collapse

                              jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading main hume boht profit ho sekta hai lakin iss k leya hume money management kerni hoti hai jiss k bgar hum kamyab nai ho sekte iss leya phle to hume iss business k basics ko sekhna chahiya aur uss k bad hume money management ko be sekhna chahiya :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Money management ko janna buhat zaroori hota hy aur agar yeh system aap ki samjh main aa jaye to aap apney loss ko kam kar saktey hain. Is main aap ney yeh dekhna hota hy keh aap key pas kitna balance hy aur aap ney kis pair main kam karna hy aur kitney volum ki lots lagani hy. Kahan kahan stop loss aur take profit use karna hy aur profit aur loss ka kia target set karna hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X