Indicator learn
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Bhai aap NY jo ye sawal kiya hai kkindicater learning tu main ye bolun ga k mujhy is bary main ilm nai hai next time koshish krun ga k kuch is bary main aap ko bta skun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Indicator ko agr aap Learn krna chahtay ho to aap ko Forex trading kay indicators kay baray main alag alag study krna hogi aap Indicators kay baray main study kr kay hi Indicators ko learn kr sktay ho.
       
      • #63 Collapse

        Dear apko bht zeda knowledge or indicators ka experience apko internet se mil jae ga or ma apko ye suggest kru ga k facebook pe traders ko add kren or un se discus kiya kren wo apko bht sara knowledge den ge.
        • #64 Collapse

          dear friend me app ki baat se agree kerta hun me yeh samajhta hun ke forex trading mein indicators ka boht ahem kirdaar hai. ham kisi bhi indicator ki website per jaa ker indicators ko read ker sakte hain or trading uss ke mutaabik ker ke profit earn ker sakte hain.
          • #65 Collapse

            • #66 Collapse

              Indicator ko hamay learn zaroor krna chaahiye agr hum indicator ko learn kraingay to hamay forex trading mai faida hoga hamay forex trading mai indicator sai learn kr kay indicator ko apply krna chaahiye.
              • #67 Collapse

                forex trading may kamyab hny k lie indicators kaa bht zyada role htaa haa is k ie humy indicators ko bh learn krna htaa haa agr fidaa hasil krna cahty han too
                • #68 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mikhan220 پيغام ديکھيے
                  agar apne ek acha our kamyab tradar banana he to apne forex me sab se pehle demo account use karen zaryea sa market k trend ko maloom kiya ja sakta ha or phir ham isi k mutabiq trading k work ko kar sakty hain.
                  han g aeda he hai hum logo ko trend ka he pata krna hota hai ma trend ka pata krna chata hon ta k iss ko ma achy sa seekh sko trend ka janna zaroroi hai
                  • #69 Collapse

                    g han indicator ka role bahot hi imported hota hay ham indicators ko MT4 terminal me play karty hey or market movement hamy show ho rahi hoti hay
                    • #70 Collapse

                      Indicators ko ap jis kadar achy sy samjo gy us kadar ap apni trade main technical analysis ko acha kar sakty hain or khas kar ap apni trade mai achy trend ko be set kar sakty hain. es kay leye zarori hai kay ap kam sy kam indicators ka use karian or jo indicators ap use kar rahy hain us mai ap ki trade ko sahi tarha sy manage karny main asani ho sakay. ap apny pairs kay hisab sy indicators ki values ko find karain or un ko bad mai use kar kay earning be kar sakty hain.
                       
                      • #71 Collapse

                        indicator traders ki bahut help karte Hain jis tarah Ham kisi Road per ja Rahe hote Hain Ham dekhte hain ki signal jo hai ya board Lage hote Hain ki yah Rasta kis tarah jata hai ya aage se mod mude road to vah kis tarah Kiya kis shahar ko jata hai ISI tarah indicator bhi direction batate Hain market ki ke aage se market ke dharmon kar sakti hai indicators ke signal hundred percent to theek nahin hote lekin kafi had Tak hote hain market per jis vajah se new traders ko isliye dress ki direction milati hai jis vajah se traders acchi tarah trade karke profit Kama sakte hain lekin kisi bhi candle take pattern flag pattern ya koi bhi pattern hai usko sabse pahle sikhana padega uske bad hi indicator apply kiye ja sakte hain agar andhadhun indicator use karega to uska koi fayda hi nahin hai kisi bhi forest trader ko chahe vah new Ho chahe vah old forex trader ho isliye sabse pahle garib Karen kisi bhi pair per aur kisi bhi pair per rape karne ka bahut kisi bhi pattern per grip karke uske bad indicator use Karen.
                        • #72 Collapse

                          The Forex market Indicators: Forex Indicators Kya Hain? Forex signs ya buying and selling indicators, foreign exchange (Forex) buying and selling mein istemal hone wale graphical gear hain, jo buyers ko financial markets ke traits aur price moves ke bare mein jankari dete hain. Ye signs technical analysis ka ek hissa hote hain aur traders inka istemal kar ke buying and selling choices lete hain. In this text, hum Forex indicators ke naked mein Roman Urdu mein discuss karenge. Types of Forex Indicators: Forex Indicators Ke Kitne Types Hote Hain? 1 Trend Indicators Trend indicators, marketplace tendencies ko perceive karne mein help karte hain. Inke istemal se buyers modern-day market traits ka pata laga sakte hain aur unke in accordance trades location kar sakte hain. Examples of trend indicators consist of Moving Averages, Ichimoku Kinko Hyo, aur Parabolic SAR. 2 Oscillators Oscillators, charge moves ko degree karne ke liye istemal kiye jate hain. Ye indicators variety-sure markets ke liye behtar hote hain. Examples of oscillators include Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Commodity Channel Index (CCI). 3 Volume Indicators Volume indicators, buying and selling extent ko analyze karne ke liye istemal kiye jate hain. Ye indicators fee actions aur market traits ke sath sath quantity ke adjustments ko bhi tune karte hain. Examples of quantity indicators consist of On Balance Volume (OBV), Volume Price Trend Indicator (VPT), aur Money Flow Index (MFI). 4 Volatility Indicators Volatility signs, market volatility ko measure karne ke liye istemal kiye jate hain. Ye signs traders ko market ki volatility aur price fluctuations ke naked mein jankari dete hain. Examples of volatility signs consist of Bollinger Bands, Average True Range (ATR), aur Chaikin's Volatility Indicator. Best the Forex market Indicators: Best Forex Indicators Kis Tarah Choose Karein? Sab se pehle, aap ko apni buying and selling method aur buying and selling fashion ko consider karna hoga, kyun ke har indicator har trader ke liye suitable nahi hota. Agar aap range-sure markets mein trade karna chahte hain, to aapko oscillators istemal karna chahiye. Agar aap traits ke sath change karna chahte hain, to aapko fashion signs istemal karna chahiye. critical thing hai indicator ki accuracy. Aap ko us indicator ko pick out karna chahiye, jis ki accuracy aap ke liye behtar ho. Aap ko bhi the Forex market indicators ke naked mein studies karna chahiye aur unke execs aur cons ko evaluate karna chahiye. Conclusion: the Forex market Indicators Ke Bare Mein the Forex market signs trading mein crucial role play karte hain. Ye indicators buyers ko market ke trends aur fee moves ke naked mein jankari dete hain aur unke buying and selling decisions ke liye assist karte hain. Ye signs ka istemal karne se pehle, aap ko unke types aur apni trading strategy ke according unhe select karna hoga. Ye indicators ka istemal karne se pehle aap ko inke accuracy aur execs aur cons ko bhi recollect karna hoga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #73 Collapse

                            Har new or ld trader ko yeh bat samajna hogi kay trading kay leye ap kay pas jo trading list hoti hai us mai ap ko main cheez hoti hai trend ko find karna.Trend jab ap find kar lain gy tu woh ap kay indicators he hogy jis ki madad sy ap long or short term trend ko find kar skaty hain. Patterns ko achi tarha samaj skaty hain. aik acha stop loss or take profit jo kay pa ko support or resistance ki madad sy milta ha tu woh sub indicators ki waja sy ap ko mil skata hai.
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X