Profit loss Culculation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jee profit aur loss base karti hay ap ki lot size par aur lot size hum choose kar saktey hain apney trading account balance sey ager hamara balance amount 500$ hay tu ham easily big lot use kar saktey hain aur loss behi account bardast kar laita hay ager trading account main 100$ ya 50$ ho tu lot siz big use nahi hosakti account wash out honey ka khatra hota hay 1:200 ye leverage hay ise ka loss aur profit se koi direct link nahi. apki lot size choti hogi tu profit loss kam hoga lot big hogi tu profit loss behi ziyada hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      My trading partner ye to oher app ki lot size py depend keray gy k 1:200 leverage hony py app k pass 150 usd balance hy to oher lot size k mutabik app ko profit our lossho ga
      • #18 Collapse

        agr ap 0.01 kee lot size buy krty ho tu her pip kee movement pay ap ko 0.10 dollars milain gay . . .leverage sy ap lot size brha sakty hain us ka ap k profit pay aser nai hota . . .
        • #19 Collapse

          ager ap profit and loss ki calculation kerni hai to us saurat main ap client cabinet main calcultaion per click ker maloom ker saktay hain and jahan tak margin ki baat hai haan ap is say trade ker saktay hain.
          • #20 Collapse

            I think perfect risk/reward ratio can minimize our risk and maximize our profit in forex. Most of the time I used 1:2 ratio.In maximum time of trade I use stop loss and take profit strategy.
            • #21 Collapse

              aap k paas jo balance hai aap us hisaab se sirf 10 cents ki currencies ki trade kare ye hi aap k balance k mutabiq behter hai
              • #22 Collapse

                dont have any idea islye hame is m kamybi ka kuch pta ni k loss aik caculation ki treerha h per itna keha skte hn k jitna zada hum is per akm kerte hn hame is bat ka bhi dehan rekhna chaye k hame zada loss na ho or is per zada mehant kre otr loss se zada se zada bache or is m kamyb ho jae
                • #23 Collapse

                  My dear friends mujhe wese to profit / loss ki calculation nai ati. but ic ke liye sab se best method yhe ha ke app instaforex ki website open karin wahan par app ko calculator ki option mile gi app yhe sab us par calculate kar sakte hain.
                  • #24 Collapse

                    dear profit or loss calculation kay liya to aap kay paas indicator aaraha hay aap us ko download kar lo code base may say laykin phir bi aap ko mt4 may parayshni hoti hay to apna lot size kam say kam rakho or leverage 1:50 par rakho quen kay profit to aap entry kay hisab say laytay ho kay jab market aap ki lot ki taraf move hoti hay tab.
                    • #25 Collapse

                      bhia g ap nain tu boht he agy ke baat poch li hai kyun k main tu abi new comer hun tu paki baat ka ans nai kar sakta sahe sy mery elam main jitna k knowledge hai us k mutabik tu apko bs 0.05 leverage k sath he kaam karna chaheye
                      • #26 Collapse

                        my dear friend agar aap forex trading main profit calculate karna chahte hain to aap ka daily ka 10 dollar ban sakta ha agar aap sahi se trading karen to
                        • #27 Collapse

                          forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai stop loss ka sahe tarha se use kerahe kuin ke agar app ne aisa nahi kiya tu ap ko loss ho sakta hai.
                          • #28 Collapse

                            aap k paas jo balance hai aap us hisaab se sirf 10 cents ki currencies ki trade kare ye hi aap k balance k mutabiq behter hai:)
                            • #29 Collapse

                              Dear profit kamana kai lya ya zarrori hai kai haam sab is forex trading ko start sai pehla practice kar lein phir hamare leatheq ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Profit loss Culculation

                                Simply profit ya loss calculate ap aisy kar sakty hain. ap weekly ya monthly review lain apni trades ka. ap jab apni trade ko daikhian gy tu ap apna meta trader ko open karian gy tu waha pay a ko account history ka column mil jata hai. us pay jain or ap date ko customize karain gy tu ap ko pata chal jaye ga kay ap nay kitny lot ki trades ki hai. ap ka volume kitna raha. ap nay us mai sy kitna loss kya or kitna profit ap nay banaya hai or kitna ap nay withdrawal kiya or kitna capital mai add hai. sub ap ko waha sy show ho jaey ga es tarha ap in sy mazeed seekh kay aghy barh sakty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X