Stop Lose zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    stop loss acha hai aur forex aik bohat risky business hai aur aap ko is sy avoid karna hota hai aur is business mein aap ko forex tips follow kary ky trading kartay hain aur risk ko kam karnay ky liye ziyda sy ziyda apna knowledge baryae takay aap is mein success hasil kar sakey gy is liye aap is business mein achay sy work karo.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      stop loss zarori hia and forex mein aap ko bas basic knowledge ho practice jitni ziyda ho gee utna hi aap acha earn karo gy aap ka experience increase ho ga aur aap aik na aik din professional trader ban jaye gy only little effort karni parti hai is business mein pir aap kamyab ho jaye gy.
      • #78 Collapse

        g han bhai jan forex trading beginner ky liy aik risky business hy is lyi hr rule ko follow krna boht zarori hy ap stop loss zaror use kia kren q ky agr koi trade ap ki ap ky against chali jati hy to stop loss sy ap apny loss ko km kr sakty hen wrna ap ka account bhi wash ho sakta hy
        • #79 Collapse

          gi bilkul app ko stoop loss ka bohat faida hay app anpny account ko zayda nuksan say bacha satian hain or app apny account ko asanai kay sath istimal kar saktian ho or profit kama sathi ho
          • #80 Collapse

            han g hamy apny account ko save karny k lia s/l ko use krna ho ga jis sy ham fx ma trade laga sakty han fx ak bohat acha business hai jis syham achi earning haseel kar sakty han
            • #81 Collapse

              forex main take profit alzmi laga lia karin and is main stop loss bhi laga saktay hain.and goog earning kar saktay hain.
              • #82 Collapse

                My dear friends forex miin main kuch traders stop loss ko koi importance nai dete. but jo expert traders / professional traders hote hain wo forex main trading ke doran stop loss zaror enter karte hain. ic ke bohat se benefits hain.
                • #83 Collapse

                  Assalam - u - alaikum bhai jaan jee stop loss bohat zaroori hai aap ko yaqeen ho bhi to kabhi kabhi koi galti ho hi jaati hai is lye stop loss lagao thanks for question
                  • #84 Collapse

                    forex trading may stop loss zarori hay wo insan jo trading may kasa exp raktay hay on ko is ki zarort nahi hoti stop loss say app ziyada nuksan say bach saktay hay trading may stop loss zarori hay
                    • #85 Collapse

                      Stop loss hamesha use karna chaheye yeh traders ko ziada loss honey say bachata hy aur aap ki investment safe rehti hy. Stop loss laganay say aap ki trading risky nahi rehti aur aap jis had tak loss bardasht kar saktay hain utna hi aap ko loss hota hy. Agar aap stop loss use nahi karain gey to aap ki investment kisi bhi waqt zaya ho sakti hy.
                      • #86 Collapse

                        Kisi bhi seccessful trade k liye stop loss use karna bohot zaruri ha warna baz times aesa hota ha k stop loss na hone ki waja se pore ka pura account wash ho jata ha, thanks so nice of you.
                        • #87 Collapse

                          bhai jaan stop loss ka ye faida hai ke ap apne account ko ziyada loss se bachha saktey hain aur ap apne account ko wash honey se bacha sakey hain.
                          • #88 Collapse

                            jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading main hume boht sara profit ho sekta hai lakin iss ki duseri traf ager humari trade negative lag jaye toho sekta hai k forex k live account ka sara balance wash ho sekta hai :)
                            :) practice makes a man perfect so be with demo trading :)
                            • #89 Collapse

                              g bhai stop loss hmara bht zada nuqsan hne sy bcha leta hy or hmen maximum profit mil jata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g han g stop loss sab se zada zarori h kun k ye apko b uht faidsa deti h apko loss hone se bchati h ager ap is per ache se kam kerte hn to ap ko is m buht mehnat mlkerni perti h or stop loss se apko buht kam loss hio ager hoga bhi to just point k is se zada ka ni

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X