Dear Friends
Bhout se new or old trader strategy tu bana laity hian lekin woh us ko theek se follow nahi kar patay hain . un ko nahi pata chalta hai k woh kiya karian. kuch tu trader aisy hain k woh strategy ko bana laity hain or usi ko follow karty hian un ko nuqsan hota howa nazar a raha hota hai phir b us ko follow kar rahy hoty hain . aisy sub traders ko batana chahta ho k jo traders time to time apni strategy mai changes nahi karty apni weak points ya market ki suitation ko daikh kar woh loss ki taraf jaty hain. strategy main lazmi changes karian warna woh ap k kisi kam ki nahi hogi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим