forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    my dear brother forex ma zayda loss knowledge,experience or greedy ki waja sa hota ha .... agar ap knowledge or experience hasil krna k lia demo account per sikhean .... apni greed khatam krna k lia ap ko apna upar control hona chiya is ma koi ap ki help ni kr sakta .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      maery khayl mai sub sya zyada loss isi waja say hi hau hay jab,,,is mai insaan greed nahi kary ga to loss nahi ho ga jnab,nahi to loss hot hi reta hy jnab
       
      • #78 Collapse

        My Dear friends Asalam o Alaikum, i really want to say one thing that forex trading is not a game of children so if you want to be a good trader then please learn all rules of trading, learn about trading then you can be get profit otherwise you are gonna face loss ...please work hard and be a successful person ... that's allllll my friends..........
        thank you very much........ :)....
         
        • #79 Collapse

          My Dear friends Asalam o Alaikum, i really want to say one thing that forex trading is not a game of children so if you want to be a good trader then please learn all rules of trading, learn about trading then you can be get profit otherwise you are gonna face loss ...please work hard and be a successful person ... that's allllll my friends..........
          thank you very much........ :)....;)
           
          • #80 Collapse

            bhai forex main loss tab hota hai jab ap zaida lalach karta hai tred laga k jis ki waja say ap ko bhut loss hota hai is lia acha yaha hota hai ap ap jab bhe forex main tred lago to soch samuj k aur lalach mat kara to is main loss nahe ho ga
            • #81 Collapse

              Assalmualikum....bhai forex mein kaam krty hoey humein kae dafa loss bhi ho jata hai//....jis ki aik brii waja hmarii greed hai....jitna ziada hum is mein greed krien gy utna ziada humein is mein loss hoga....is mein loss sy bachny k lye humein is mein work hardhard krna chahye....or emotions or greed ko bilkul side per rkh dyna chahye....jitna ziada hum is mein greed krien gy utna ziada humien is mein loss hoga.....
              • #82 Collapse

                my dear bother forex trading ma loss zayda ho na ki waja jalid ma trading laga na bother hard work nahi kr na best or proper market kon learning nahi ki ho na ki waja sa bother
                • #83 Collapse

                  g dost kisi b busness me kamyabi k ley zyda se zyda exprince hona chahye q k jitna zyda exprince ho ga forx me hum isi qadr mhnt kr k achay rsult hasil kr skay ge or aik achay trader bn jay ge jis se humy km se km loss ho ga or achi earning kr skay ge
                  • #84 Collapse

                    Forex main humy ziada loss iss waja se hota hai ka hum apni tardingmain mistakes karty hai hum lot siza ziada choose karty hai ya gaalat order place kar dety hai jis se humy loss ka samna karna parhta hai. to aisi mistakes se humy avoid karna chahye.
                    • #85 Collapse

                      bhai jan sab sey pehle baat to ye k jab forex ma trading karte hua trader k dil ma lalacha a jaye to is ko loss ho sakthe hai or jab zayad lot size k trade karo ga to loss ho sakhte hai is liye kam volum of lot size ki trade or forex ma lalacha na karo agr to ap ne loss sey bachna hai to
                      • #86 Collapse

                        forex main loss kis waja say zada say hota is ky waja k ap ko trading main experience na hoy ki waja say aur ap stregey ko apna chay aur is main information hony chay trading ka jo chart is per bhi nazer hony chay k oper au nacyh kasy hota hain.aur trading k business main un log ka zda loss hota jo new bhi hoty hain aur wo real account main hai trading karty hain experience na hony say apn real may loss karty.
                        • #87 Collapse

                          forex ma loss ki boot zeda wajohat hain in ma sa aik waja ya ha k hum boot zeda greed karte hain or dosra jab b trade karte hain koshash karte hain k zeda sa zeda profit hasle ho jab k hasle ma aisa nai hota market aik simat ma hi nai chalti balke market up and down dono taraf hi move karte ha. jis ki waja sa hum market sa kafi earning hasle kar sakte hain. bus hamain zeda tar greed nai karta chaye balke kam sa kam greed karna chaye jab b hum trade karain.
                          • #88 Collapse

                            Jee app nay bil kul theek kaha greed ,with out experince,with out knowledge of forex are big causes of loss in forex ager aap begair knowledge aur jaan kaari liyee binaa kaam kareey tu loss hi ho gaa Trading keey lihaaz seey jitnaa aap kaa experience hoo gaa aur jitnaa knowledge ussi hisaab seey aap profit gain
                            • #89 Collapse

                              friend brother app ney bukhat acha question push hai bhai g forexm ay hum ko lose is usually waja sey hota hai kay hum bhai g experise khsil kar kay trading nahi kar aur without having experise bhai g hum forex can trading karay gay tu bhai g hum lose hi hoga bhai g
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                ziada loss hone ki waja yehi hai ki kai log is ko achi tarhn sekhte nahin hain ya phir unain trading nahin ati ya phir vo active nahin rehte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X