forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    Jeeee Mai Aapa KO btaon Forex Trading Busssiness mai Zada Loss zada tar NEw Traderss KO hotaw hai OR WO Is Waja Se K Un KO KUCH Pataw Nahi Hotaw Trading k bare mai OR Jab pata chalta hai TOh ProfiT Karte HaiN Experince HO Agar TOW Tabiii!
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      forex me zeyda loss us waqt hota hai jab ap apna mind use krna band kr dety hai aur market ko dekhy aur samjh bager lot laga dety hai jis ki waja se ap ko nuqsan hota hai is leye ap ko is cheez se bachna chaye. aur ap ko lot choti lagni chaye,. na k zeyda $ ki. warna agr wo duri side par chali gai to bohat loss ho ga
      • #183 Collapse

        Forex Trading Bussiness mai zada Loos Un loggoooo ko hotaw hai jinhooo ne forex trading theeekk se nahi skehein i mean new biess sko hotaw hai or is waja se k unki koi practice learning wageraw nahi hoti Forex trading busssinesss mai Isiliyee !
         
        • #184 Collapse

          saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo accont mein kaam karin app ko jo loss hota hai us ki waja laaluch aur bsabri hai
          • #185 Collapse

            g bhai forex ka sab se 1 step yehi hai ke aplo greedy ni karna agar apka profi tho jata hn to lot size increase kar dete hn jis me startin gme to htora ka profit ho jata hn btu slwly slowly loss ho ta hn then account washed
            • #186 Collapse

              Brother apki baat kafi behtar hay hamein hamesha ziada loss lalach ki waja se hota he magar us say bhi khatarnaak baat ye he k hum mein bahot kam log forex k baare mein sahi tor par jante hen jis ki waja se hamein loss ho jata he hamein pata hi nahi hota k ye market kis tarha kam karti hay...
              • #187 Collapse

                forex me sab se zeyda loss hamy jald bazi me lagai gai trade se hota hay ham baghir sochy samjy trade open kar lety hey jes ki waja se hamy big loss ho jata hay
                • #188 Collapse

                  yeh theek he kih jab aap lalach karte ho to loss ke chances barh jate hen lalach me aa ke log aksar ghalt trads laga dete hen or loss karte hen but is ke ilawa bhi wajoohat hen loss ki maslan ghalt strategy per kam karna bhi in me se aik he aksar log indicators ko hi sab kuch samajh lete hen is se bhi loss ho jata he
                  External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
                  • #189 Collapse

                    forex men loss ki bht sari wajohat ho sakti ha ap new brokers hn to ap ko trade men knowledge ni ha ap ko marketing ki startgies ni pata k kab or kasy trade karna ha ap bar bar mistakes karty jis sy loss hota ha
                    • #190 Collapse

                      Forex main humy tab hi loss hota hai jab hum mistakes karty hain aur mistake tab karty hain jab hum patience sa kam na lain ya pher greed ki waja sa karty hain is liye humy chaye greed bilkul na karain trading main aur sath main patience sa kam lain jiss sa hum apna loss kam aur profit ko ziada kar sakty hain
                      • #191 Collapse

                        Re: forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain

                        forex mai loss ke sub se bare waja yahe hi ke ager ap bina sekhy direct real account mai ajangy to sirf loss he hoga apko chiye ke kisi ache trader se sekhy subse phele or jo sekhngy ussko demo per practise kre jub tak apke planning or stretigy tiyar na ho ap demo per he trading krty rhe isse apka loss nhi hoga or ap sekh bhi jaengy dosre waja yah he ke greedy hojaty hi bht ak he din sara captial zaya na kre.
                        • #192 Collapse

                          Re: forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain

                          G han brother mukhy bhi boht loss howa almost 1000$ tak per oski waja ye thi ke first of all mujhy forex trading seekh kar karni chahiye thi mutlub basic knowledge to thi mere chart set karna orders lagana fibbonachi trend line ye sab draw karna but iski proper knowledge nai thi second money management ka bora hal barhi barhi lots open karna. Tu mera mashwara sab ko yahi ha ke please invest kar ke apna paisa zaya mat karen pehly trading seekhen expert level ki trading seekhen Price action seekhen price patterns ko samjhen VSA sab se ziyada profitable method ha trading ka custom indicators pe comand hasil karen demo per practice kar ke kam az kam 1 month practice zaroor karen tab hi real pe jayen warna loss hi uthana pare ga.
                          • #193 Collapse

                            Re: forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain

                            Forex me loss ki boht sari wajuhat hoti hain jis se apko loss ho sakta he yani ke sab se bari forex me loss ki jo waja he wo lalach ka aa jana he forex ko dekhne ke bad boht sare logo me is ko le kar lalach aa jata he jis waja se wo loss uthate hain or dosri waja is ki jald bazi he jald bazi me aa kar wrong trades lagte hain or loss khate hain.
                            • #194 Collapse

                              Re: forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain

                              forex aik risky business hy yahan loss hona normal c bat hy mera aj sab friends se sawal hy k ap ka forex main loss agr hua hy to kis wajha se hua hy. Apna experience share karen.mera to loss zeada lot ki trade lagany aur stop loss MA lagany se hua Tha.ap bhi apna loss hony ki wajha share karn ta k baqi friends ka bhi faida ho jae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Re: forex main zayda loos kiss waja sa huwa hain

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umerjani پيغام ديکھيے
                                forex aik risky business hy yahan loss hona normal c bat hy mera aj sab friends se sawal hy k ap ka forex main loss agr hua hy to kis wajha se hua hy. Apna experience share karen.mera to loss zeada lot ki trade lagany aur stop loss MA lagany se hua Tha.ap bhi apna loss hony ki wajha share karn ta k baqi friends ka bhi faida ho jae.
                                Dear Forex ik risky business tu hai lekin yeh ap pay depend kareta hai kay ap loss ko kis had tak kam kar skaty hian or kitna loss ap kay account ko wash kar sakta hai es kay leye ap ko peroper analysis karna cheye ap ko money management ata ho us kay bad he ap ik achi trade kar sakty haior ap ko pata chal sakta hai ap main kis cheez ki kami hia trading mai kay ap us ko door kar sakain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X