forex ki edcuation ka laye school hone chayea.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    mery khayal mn schools hony chahyen lkn aap forex k bary mn online bht c learning ker sakty hn bht log hn jo online taleem dety hn iski
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      me aap ki bat se ittifaq karta hun, aap ne is forum pe bahot hi achi bat othai he, yaqeenan trading seekhne ke liay school hona chaiay or os me qabil or tajruba kar traders ko apni khidmat saranjam deni chahien, is se bahot se logon ko faida hoaga, khasoosan woh log jo is kam me new aate hen or onhen is bat ka andaza nahee hota kih kon is shoba me qabil he jis se woh seekh saken, nateejatan wo kisi nalaik aadmi ke hath charh jate hen or apna paisa or waqt barbad kar bethte hen
      External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
      • #348 Collapse

        byshaq forex trade eik aysa business ha jis ko seekhna bht zarori ha is k lye koi insitution hona chye jahan par senior r expert member new mebers ko trade k tareeqa bata sakn ta k unhn forex trading men koi masla na ho
        • #349 Collapse

          Brohter mein to ye kehta hun k agar is tarha ho jaye to pir to sonne pay sihaga ho jayega lakin agar aisa na bhi ho to ek subject forex ka zaroor hona chahiye takay koi bhi agar is business mein interested ho to us ko sub kuch pata ho,,,.....
          • #350 Collapse

            saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ki bat bulkul sahi hai kaay forex seekhna kaay liye school hona chahyia is se bauth se loogon ka faida ho jaye ga
             
            • #351 Collapse

              Baat tou theek hai lekin aaj ke advance dur mein aap bohat kuch online (internet) se search kar ke seekha ja sakta hai lekin us ke liye sincere hona parayga agar waqayi seekhna hai tou
              • #352 Collapse

                g han students k ley education me 1 subject forex learning ka b hona chaye ta k students ko es business ka knowledge ho saky or wo apni life me forex business join karen
                • #353 Collapse

                  han na forex ki malomaat k ly school hota to bht zada assaani ho sakti ha ise seikhny k ly or is py kam b karny k ly,behtar ha k agar school hoga to hm zada se zada seikh sakty han or bht profit b ly sakty hyan.schhool idea kafi best ha is se forex ki achi mallooomat honsakti ha
                   
                  • #354 Collapse

                    nai main is bat sy agree nai karo ga ky forex ky l;ia kaisae school ke zarort hy lia ky lia ap ko ap ache bussness mind ka malak hona cahya
                    • #355 Collapse

                      I am agree with you. Government ko chaheye keh is business ko promot karay takeh is sey unemployment main kami ho sakti hy. Jab tak forex ki training ka koi arrangement nahi ho ga, hum forex main itni asani sey profit nahi ley saktey aur maximum logon ko loss hota rahay ga.
                      • #356 Collapse

                        g han bhai main apki baat samjhta hun lakin is k liye apko kisi school ya kisi teacher ki zaroorat naheen hay apko chahye k ap isko join karian or is main kaam karain ap jitna time is main kaam karain gy utna ap isko seekhty bhi jaen gy or aik achy trader ban jaen gy
                        • #357 Collapse

                          hahaha mere doston mere pyare bhaiyon main ap ko bata deta hon waki forex trading ka school or acadmy b honi chahiye jo forex trading ki traning de
                          • #358 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: zaib پيغام ديکھيے
                            ji mery bhai forex education k liye school to kya college bhi hony chaiye q k ye business hi sirf schools k laiq h is liye hamn is ki taraqqi k liye bhi kuch na kuch karna chaiye
                            haha bhai g aap kya keh rhy hao ye tu ik business or uss k schools ka hona ma is sbary ma kcuh itna smjha nhi hon wsy agr ho tu kya he bat hai
                            • #359 Collapse

                              Re: forex ki edcuation ka laye school hone chayea.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
                              kaya forex trade ko education ko learn karne aur sekyne ka laye forex school hona chaya jaha expert trader new mamber ko forex sekha sakye ap ko kaya lagta hain aysa hona chayea kaya?
                              g haan school hona chahiye magr yahan sab khud he learn kartay hain. hm achi learning k sath hi hm is business me hmeshah achi earning kr skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah achi learning se kam kareen ta k achi earning ho saky asani se. ub bnda kam kr rha hota ha and us ko isssues a rha hota hn to woh search krna start kr daita ha and acha trah sa search krna sa woh rasta nkal e laita ha achi learning ka liya bh dear
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                Re: forex ki edcuation ka laye school hone chayea.

                                bahi Forex kay leye education ki nahi practical ki zarorat hai. jo cheez ap ko practical se aye gi educate honay se nahi samaj aye gi. apni education level ko acha karain or aisi trades open na karian jis mai ap ka experience na ho. zaida time apni practice ko dain or aisi trades open karian jo ap ko experience se hasil howa ho. short cut ya aisy signal ki taraf na jain jo ap ko loss karwa dain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X