Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

    ji koe bhi kaam ho us ko shuroe karny pehly us ko samjhna zarori hy pehly us kaam ky bary main maelomat lina us kaam ky bary main sikhna keh is kaam ko kaisy karna hy yeh sari chizen samjhny ky baed us kaam ko karny wala apny us kaam main asani ky sath kamyab ho sakta hy or woh us kaam ko pher karta bhi dil chaspi ky sath hy or agr us kaam ko shuroe karny sy pehly mukamal maelomat na lien yeh mukamal ilam hasel na kia or us kaam ko shoroe kar dia to tub ja kar us kaam main kamyabi mushkel ho jati hy us kaam main fail hony ky chans zeyada hoty hain qeyon keh us kaam ko karny ka pata hi ni hy keh hum ny kaisy karna hy to pher fail hi hona hy yahi haal hy forex ka jo kaam yab ho ga woh ilam rakhny ky sath kaamyab ho ga or jo nakam ho woh ilam na rakhny ki wajjah sy ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

      Forex mai loogo kay ziada ter fail honay ki mukhtalif wajoohaat hoti hain. Forex mai loogo kay fail honay ki sub say Bari wajah bohat ziada tawaqooaat ka hona hai. Jab aik bilkul new Comer forex ko join kerta hai aur seekhna shuru kerta hai tou usay her jagah say forex ki unlimited earning ki news mill rahi hoti hain jiss ki wajah woh bhi pehlay he din say yeh baat soch laitay hain kay unhain bhi ab unlimited earnings shuru ho jaen gi laikin woh uss unlimited earnings kay peechay aik long hard working aur musalsal struggle ko ignore ker daitay hain. Aur yehi say failure ka bhi start hojata hai. Dusra reason jo loogo kay fail honay ki speed ko tez kerta hai woh baghair sochay samjhay big profits waley accounts ko daikh kay big profits ki koshish shuru ker daina hota hai. Big profits waley accounts kay peechay unn accounts mai big investments bhi hoti hai. Aik trade mai 100 $ kay liye account balance bhi 10000$ hota hai kiyu kay 100 $ balance aik trade mai 100$ profit kabhi nahi day sakta hai.

      Traders ko her waqt realistic hona chaiye aur business mai realities ko he samanay rakh kay trading kerni chaiye
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

        Dear friend Forex Ek bahut hi Achcha business hai lekin ismein bilkul Aap Ki Baat theek hai ham log Jante Hain Ki ismein jyadatar wale Logon Ki vajah Yahi hoti hai ki unke paas ek to Achcha experience Nahin Hota Mere bhaiyon ke mutabik Achcha experience on Knowledge na hone ki vajah Se Jyada log Bade hote hain aur Aise log jo ke deposit Karke FIR bad Mein lalach ki vajah Se Apna nuksan kar Baithe Hain isliye confidence ke sath acche kam karna bahut jaruri hai aur yah bhi Hona chahie kya Achcha balance backup bhi bahut jaruri hai Achcha balance backup hoga to aap acchi earning kar sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

          Assalam o Alakium!
          forex main nakaam hona ya fail hony ki ik bri waja yay hay kh user ko is baat ka ilam hi nhi kh forex main kaam kesy krain.trade kesy lagain.jb wo tukay lagay ga tu emjaan nakami hi ho ga.isi liay forex main kaam krny say phly iski education hasil kr lain.aur frist apny experience ko demo account pr use krain jo jo mistakes ati hain unhain cover krain aur ik achaa trader bn jain.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

            Forex business me jetny be traders key fail hony ki average hay ye kamyab traders se bahot hi zeyada hay aur different reasons ki waja se har trader fail hoty hey, esy traders key fail hony key main reasons ye hey

            1. Market analysis karny key ley khas learning aur koshish na karna
            2. Confidence ki kami
            3. Zarorat se zeyada kesi single trade se profit expect karna
            4. Market ko serious na leny ki waja se be nuksan utana
            5. Zarorat se zeyada risk market key ko samjy baghir hi le len

            ye sab 1 tarha se common mistakes hoty hey jo har type key traders karty hey jo traders ye mistakes avoid kar key trading karty hey esy traders kam hi ho sakty hey jo key expert aur professional hi hoty hey, 90% traders en common mistakes ki waja se fail ho jaty hey.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

              Dear forex member aap ki baat sahi hai bohat sare members apni be hai I ki wajah see is behtreen business Mein sochy samajhny bgher trade open kr lyty hain aur nuqsaan ka samna bhi krty hain humen aisa nahi krna chaheye Agar hum successful trading krna chahty hain to phir humen us ky liye sooch samajh kr decision lyny ki koshish krni ho ge yahan par aap ne Sahi kaha Hai nakam hone waly members ki strength 90% percent hai Jab KY kamyab hone waly members ki strength 10 percent hai us ki reason bhi yehe Hai ky yahan par maximum members dil se trading krty hain aur kam members he dimag se trading krty hain aur aik baat Yaad rakhen Jab bhi trading dil see ki jati hai us kaam mein kabhi bhi faida nahi hota us mein hmare emotions a jaty hain jis ki wajah se bohat zayada nuqsaan ka samna krna par jata Hai lekin Agar hum dimag see trading krty hain to hum apny emotions ko ache tareeky see control krna seekh Jaty hain jis ki wajah se nuqsaan kam faida acha hasil krny ka moqa mil. Jata hai aur agar nuqsaan ho bhi Jae to aik acha trader kabhi bhi Pareshan nahi hota balky us se knowledge Hasil kr KY usy recover krny ki koshish krta Hai Jis see woh kamyabi hasil kr lyta Hai agar humen bhi Kamyab hone waly 10 percent members mein Shamil Hona hai To humen bhi bohat mehnat krni ho ge apni bechaini ko control kr KY ache entry point ka intazar krna ho GA us ky baad he hum ache aur profitable trading krny mein Kamyab ho saken ge aur apny losses ko Kam krny KY liye apny emotions ko control kr saken ge aur Agar dekha Jae to aik ache trader ky liye asal kamyabi yehe hai
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                Assalam walekum doston kaise hain aap se ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                Jiya doston Yahan per bahut hi acchi baat ki ja rahi hai doston Forex trading Duniya Ka bahut bada online business hai ya Pakistan ka ek Bada online business Hai Doston is Mein Kamyab hone ke liye sabse pahle jaruri hai ki Hamen Iske bare mein knowledge or experience ho aur Jin Logon ke pass knowledge or experience Nahin Hota Vahi log Hote Hain Jo is Forum per fail ho Jaate Hain doston Hamen ismein Kamyab hone ke liye pahle Iske rules ko follow karna hoga aur old members ki jo post Hai unhen bhi read karna hoga Taki Achcha knowledge Hasil kar sake doston yah Hamari help ke liye Banai gai hai Hamen is per mehnat Karni chahie Taki Ham Fail Na Ho Aur Kamyab ho sake doston Hamen ismein Hath hard work karna chahie Jo log hard work Nahin karte hain vah bhi fail ho Jaate Hain.THANKX
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                  Dear aapane bilkul theek kaha hai Forex trading business mein bahut se trader nakam Hai Kyunki vah Ek Waqt Mein Ek Se Jyada trading karte hain aur Jyada profit ke liye over trade Lagate Hain Aise Mein Hamen kabhi bhi achcha profit Nahin Hasil ho sakta Kyunki senior traders prefer Karte Hain Ki Ham Ek Waqt mein sim trading na Karen aur Hamesha Apne money management Ka Khyal Karen Hamen koshish karni hai ki Ham Forex Mein Achcha profit ke liye ek Waqt mein sirf ek hi train lagaen aur profit ka vate Karen Is Tarah Ham easily Achcha profit aur secure balance Rakh sakte hain Magar Bahut traders Apne balance koshish Kyon Nahin rakhte aur over trade Karke Forex Main Apne balance ko wash kar lete hain Aise traders ko chahie ki vah Apne money management Ka Khyal karte hue Forex Mein kam se kam Ek Waqt Mein Ek Hi train lagaen profit ka vate Karen Forex trading business bahut jyada risky business hai Hamen kam se kam risk lete Hue Achcha profit Hasil karna chahie na ki Jyada trade lagakar Apne balance ko Vash karna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X