Jaiza: Forum kay liye tajveez

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forum kay liye tajveez
    Assalam o alaikum tamam mohtaram members.Umeed hai ap sub khariat sey hongay.Dear members hum pak forex forum pay aik family ki tarah kaam kertay hai or aik dusrey ko support kertay hai jiss say hum sub ka bohat faida hota hai. Mai ney ye new thread iss liye shuru kia hai kay agar pak forex forum pay kuch mazeed option ajaey to ye forum or ziada acha ho jaey ga.Mairi tajveez hai kay agar profile mai total posts kay saath saath total threads ka option bhi add ho jaey jaha pay hum apni total threads ki counting bhi daikh sakey to or bhi ziada behtri ajaey gi.Is option say humey pata chal sakey ga kay hum ab tak total kitni threads open ker chukay hai.Tamam memberaan sey darkhawast hai kay iss thread per apnay khayalaat sey zaroor agah karey takay hum iss forum ko mazeed behtar or purkashish bananay mai apnay moderators or admins kay saath unki madad ker sakey.

    Pak forex forum hamara apna forum hai or hum din mai apna bohat sa waqt yaha daitay hai to jaisay hum apnay ghar ko acha bananay kay liye apnay barro ko mashwaray daitay hai or tajaaveez daitay hai jiss say behtari ati hai issi tarah pak forex forum ko bhi behatr bananay kay liye humey agay ana chaiye.ye mairay apnay khayalaat hai aap ka iss say mutafiq hona zaroori nahi hai.Aap apni araa sey agaah kijiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forum kay liye tajveez

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے

    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna bahut jyada Mushkil Hai agar aap acchi running karna chahte hain to aap ko proper tarike se paralyse karne Honge aur Hamesha Agar Jyada der ke liye apni trade ko dekh Nahi Sakte to stop loss aur take profit ko use karna hoga aur sabse Jyada Jaroori jo chij hai apne capital ka half use karna hoga aur aur aap ko Apne free margin Mein Rakhna Hoga Taki aap Mushkil Waqt main ise use kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forum kay liye tajveez

      Ji friend main ap ki baton say bil kul agree karta hoon k Forum par posts ki tadad kay sath sath thread ki tada bhi honi chahiay is kay elwa aor bhi bohat sari baten bhi is main ad karni chahiay Forum par kam karnay walay har member ka knowledge aor mind level aik jisa nahen hota har aik dosaray say mukhtalif hay is main main thread kay jo jawabat post kiay jatay han woh bhi har koi apnay apnay knowledge kay hisab say post kartay han ab woh jawab correct han ya wrong is baray main post karnay walay ko koi knowledge nahen hota aor woh usi method kay sath post karta rehta hay agar us ki posts wrong han to la ilmi ki waja say us ka bohat sara time wast ho jata hay lehaza post kay wrong or right honay ka ilam zarori is kay liay bhi forum administration ko post kay sath inform karna chahiay aor post karnay walay ki right post kay liay help krni chahiay is say post karnay wala right post kary ga aor usay time wast honay ka koi dar na ho ga aksat typing kay doran sapling ki baohat sari mistakes ho jati han jab in ko correct kia jata hay to post kay icon ka rang red ho jata hay is ki kia waja ho sakti is qisam baton ka sath sath members ko knowledge hona chahiay is kay liay bhi forum par koi tool banana chahihay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forum kay liye tajveez

        Assalam o alaikum, apne bahut acha threat create kia ha, har kissi koi koi na koi deficiency mehsoos hoti ha forum pe, to wo zaroor highlight ki jae, ta k moderators aap ki help kar sakain or us deficiency ko update kia jae.
        Mere khayal main forum main sab theak chal raha ha. Aap ne dekha hoga k hamari kuch postain delete ya remove kar de jati hain, removal ki waja member ko agar send kar di jae to ye uske liay theak hoga is tarah next time wo post remove honay se bacha sakta ha, or improve kar sakta ha post quality ko.
        Forum main traders se jo mistakes hoti hain unka snapshot le k uski tafseel sab k sath share ki jae, is tarah sab ko sahi tarah se samaj aa jae gi baat.
        Last edited by ; 21-04-2019, 09:17 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forum kay liye tajveez

          Forex forum main suggestion kay liye yeah forum nahi hay. is liye ager ham apni suggestion ko yahan post karen gay to us ka shyed koe fida nahi ho ga. que kay is forum ko run kernay walay boht say moderator aur admin kay memran majood hain jo kay is forum ko behter kernay kay liye day nite kam kertay hain. que kay wo forum kay tamam problem aur uses say bakhabar hotay hain aur un kay pas admin ka password hota hay jis say un kay liye aur bhi option majood hotay hain jo kay un kay liye zayada useful hotay hain. is liye hamari suggestion baaz dafa itni achi sabit nahi hoti.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forum kay liye tajveez

            Bhai aapne bahut hi acchi baat ki hai main aap ki baat se bilkul agri karta hoon aapne jo bhi information is post Mein share Ki Hai vah Sab bahut hi acchi information Hai Hum Sab logo ko is information ko Apne Jahan Mein Rakhna Chahiye ya Ek bahut hi acchi information Hai Kyunki is information ko follow karna Har EK Ada ke liye Jaruri Hota Hai

            اب آن لائن

            Working...
            X