Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat
    Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat hoti hai . iss ke waja yeh ha ke Monday aur Friday ko market mai new trend devlop ho rahy hoty hain jis ke waja say apni investment ko in dino lambi trade mai lagha kar phas jana kafi risky sabit ho sakta hai .

    Monday ko week ka start ho raha hota hai aur Friday ko market mai traders apni positions ko close kar rahy hoty hain jis ke wja say fake trend devllop ho rahy hoty jine ke base per trading ke jiye tu loss ka khadsha majood rehta ha.ziada tar traders ko in dino mai trading kay doran fake trends ke waja say kafi dafa loss b ho jata hai aur ager trade lambi ho tu iss sy risk aur b barh jata ha.

    Iss baray ma apna experience zaroor share Karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

    je ap ne bohat ashi baat ki ha k forex market main Monday aur Friday ko trading kartay waqt thodi si ehtiah karni chaye aur is ki chand wajohaat hain jaisay k
    == Monday ko Weekend ka Forex market open hoti ha to Monday walay din ziadah tar traders market ma ziadah dilchaspi ni latay hain is lye market aik to slow move karti ha aur dosra uncertain ki kafiat hoti ha k market kaha ki direction lay gi aur Friday ko market ne close hona hota ha is lye ziadah tar traders apni trades ko jaldi close kar detay hain
    == Monday ko zahir ha traders ki adam dilchaspi ki wajah se market k trend ka koi pata ni hota ha is lye thodi si ehtyat karni chaye aur market ma trend k clear honay k wait karna chaye
    == Aagar Monday ko trading karni ha to European aur NY sessions ma karain q k os waqt trend kafi had tak clear ho jata ha aur agar Friday ko trading karni ha to Os din k first half day tak kar lain os k baad market ma entry lenay se guraiz karain aur thodi ehtiat karin asha to ha k market ma entry hi na lain q market koi pata ni hota k trend hi change kar lay aur ap ko loss ho jaye
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

      forex tradig main hmain sub tradors ko 5 din trdaing k liye milty hain aik weak main jis main hmain do din rest k milty hain mtlab k trading se rest milti hai jis ki wjah se hum trdaing nahi kar skty hain or market bhi close hoti hai jesa k hum sub janty hain k forex trdaing main market hmain friady ki rat ko close ho jati hai jub k momday ki subha ko market open ho jati hai or jesa k friady ko market k closing ka time hota hai jis se market boht fast move ho rahi hai or es k bad monday ki opeing time market boht fast move karti hai or jesa k hum sub janty hain k forex trading main market k fast hony par hmra risk bhi barh jta hai tu hmain en dinu amin trdaing ahtiyat se karni chahye ta k hmain loss na ho or hum achi trading kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

        Monday aor Friday ko trading main zara ehtiat ki zarorat is liay hoti hay k Monday ko weekend kay bad Forex market open ho rahi hoti hay aor trader apni apni market main position bana rahay hotay han is say market ki movement ka judge karna bohat Mushkil ho jata hay aor trade lagana kafi risk hota hay is say bari ehtiat ki zarorat hoti hay dosar yeh k Friday ko trader trading close kar rahay hotay han aor is say trend fake tiar ho rahay hotay han jis say trade long honay ki waja say loss honay kay khatrat ziada barh jatay han is liay ziada tar trader trading ka risk nahen letay is kay ilawa bhi bohat sari wajohat hon gi jo k meray knowledge main nahen han senior members is baray main achi taran jantay han aor samjhtay han k kun Friday aor Monday ko trading main ehtiat karni chahiay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

          g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main friady or monday ko apni trdaing ahtiyat se karni chahye q k es ki yah wjha hai k es main aik din tu hmra closing day hota hai jis ki wjah se market boht fast move kar rahi hotui hai esi trha monday ki bat aghr hum karen tu monday ko market reopen hoti hai jis se market main boht taizi se moving ho rahi hoti hai q k yah close hny k bad run karna hota hai tu en days main trading zara ahtiyat se karen q k boht se tradrs ka kahna hai k ayse sort e hal main aghr hum trdaing karen tu hmain boht acha profot mil jta hai laken yah bat bhi mind main rakhni chahye k aghr hmain profot hota hai tu loss hony par hmra account bhi wash ho skta hai tu jitna ho skay otna he apni trdaing main risk ko kam se kam invove karen
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat hoti hai . iss ke waja yeh ha ke Monday aur Friday ko market mai new trend devlop ho rahy hoty hain jis ke waja say apni investment ko in dino lambi trade mai lagha kar phas jana kafi risky sabit ho sakta hai .

            Monday ko week ka start ho raha hota hai aur Friday ko market mai traders apni positions ko close kar rahy hoty hain jis ke wja say fake trend devllop ho rahy hoty jine ke base per trading ke jiye tu loss ka khadsha majood rehta ha.ziada tar traders ko in dino mai trading kay doran fake trends ke waja say kafi dafa loss b ho jata hai aur ager trade lambi ho tu iss sy risk aur b barh jata ha.

            Iss baray ma apna experience zaroor share Karin.
            Assalamualaikum ji bilkul bhai Forex mein Monday or friday bahut hai risky Din Hote Hain aur Mandi ur Friday ko market ki movement bahut jyada Tej Hoti Hai Kyunki Monday ko market do Dinon ke baad open Hoti Hai Jiski wajah se Bahut pehle se move karti hai aur Friday ko market Mein Band Ho Na Hota Hai Issi vajah se a market bahut Tej moment karti hai aur isme bahut jyada hai risk hota hai isliye Monday or Friday ko Hamein my train par Bahut Yaad Karne chahiye aur bahut samajhdar in se kaam Lena chahiye waise to Hamein lalach karna hi nahi chahiye lekin Monday or Friday ko Tu laalach bilkul bhi chance nahi Lena chahiye Eid Monday or Friday ko Hamara Thoda Sa Bhi Kiya jane wala laalach Hamein bahut mahanga pad sakta hai Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

              Ji haan, aap bilkal theak keh rahay hain, Monday morning ko jub markeet open ho rahi ho us waqt or Friday ko jub markeet close ho rahi ho us waqt Trading na karain ya bahut ehtiat se karain kiun k us waqt markeet zig zag move or rahi hoti ha or isko samajhna kaafi mushkil hota ha normally, ragging karti ha kuch waqt k liay markeet .
              Iski waja ye ha k closing day Friday ko inverters or traders slowly slowly closing ki taraf aatey hain or paisa nikalna shuru ho jata ha or sudden changes aatey hain values main jinko technically bhi samajhna thora mushkil ho jata ha kiun ragging waly trends ban rahay hoty hain , essay main sabar karna or munasib waqt ka intezar karna he behtar ha.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

                Dear aap ney darust point per thread shuru kia hai. Forex trading market kam kertay huay her waqt mohtaat rehna bohat zaroori hota hai or koshish kerni chaiye kabhi bhi bey ihtiati nahi karey kiyu kay uss say bohat loss ho sakta hai.Agar hum forex market ki closing or opening ko alag alag rakh kay baat karey to wo kuch aisay hai.

                Jab friday ko market apnay akhri do sessions mai enter ho jati hai to barey barey traders buying or selling dono ko kam kertay jatey hai or bohat thorey traders market mai investment ker rahey hotay hai jiss ki waja sey markey aik jamood ka shikaar rehti hai, bohat kamm aisa hota hai kay market kay bilkul akhri session kay last minutes mai aik dafa phir market bohat active ho kay close ho jaey.

                Jab monday ko market apnay opening sessions mai chal rahi hoti hai tab bhi same he trend chal raha hota hai bohat kamm aisa hota hai kay barey barey traders pehlay sessions mai he aik dum sey bari bari buying ya selling start ker dain, kiyu kay new week start ho raha hota hai or news bhi arahi hoti hai jis ki waja sey monday ko bhi traders sooch samajh or daikhbhaal kay trading sessions mai enter hotay hai.


                Iss liye humey bhi chaiye kay friday kay last sessions mai bohat active rahey or same issi tarah monday kay opening sessions mai bhi araam sey market ko watch ya monitor kia karey kiyu kay uss waqt kisi bhi trend ka pata nahi hota.Poora week samnay hota hai iss liye aram sey trading start kia karey.Ye mairay apnay khayalaat hai aap ka iss say mutafiq hona zaroori nahi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                  Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat hoti hai . iss ke waja yeh ha ke Monday aur Friday ko market mai new trend devlop ho rahy hoty hain jis ke waja say apni investment ko in dino lambi trade mai lagha kar phas jana kafi risky sabit ho sakta hai .

                  Monday ko week ka start ho raha hota hai aur Friday ko market mai traders apni positions ko close kar rahy hoty hain jis ke wja say fake trend devllop ho rahy hoty jine ke base per trading ke jiye tu loss ka khadsha majood rehta ha.ziada tar traders ko in dino mai trading kay doran fake trends ke waja say kafi dafa loss b ho jata hai aur ager trade lambi ho tu iss sy risk aur b barh jata ha.

                  Iss baray ma apna experience zaroor share Karin.
                  Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Forex trading business Monday ko aap ki market open hone ki vajah se Kafi Jyada moment Tej Hoti Hai Kabhi Monday ko moment floor Aati Hai Lekin Jyada Tej hi hoti hai aur Friday Wale Din week Ka Aakhri Din hone ki vajah se market movement bahut jyada Tej hoti hai aur Agar Ham is Din Mein trading karen to hamein chahiye ke hamm proper analyse karne ke bad apni trade co open Karen tab Hai Hum Ek accha aur profitable business kar sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Monday aur Friday ko trading mai zara ehtiat ke zaroorat

                    Forex market main monday aur friday yeh 2 din trading ky hawaly say boht ahmiyat kay hamil many jaty hain. In 2 dino main traders ko boht ziada ehtiat aur care ke zarurat hoti hay. Agar market par karri nazar rakhy baghair bilawaja trading ke jay ge to traders boht ziada loss uthaen gy. Because monday trading ka start din hota hay aur friday trading ka close din hota hay, ye dono din he traders kay liye boht ziada munafa bakhsh bhi sabit ho sakty hain aur boht ziada loss ka baeys bhi ban sakty hain. kiyun kay monday ko market boht ziada slow hoti hay aur koe khas qisam ka business ni hota aur friday ko market achanak boht ziada movement shuru kar daiti hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X