Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation
    App nay aksar suna ho ga aur parha ho ga ke trading mai kamybi kay liye confidence kay sath trading karny ke kafi ziada importance hoti hai. lakin Forex trading mai trading knowledge aur confidence ka bohot he close relation hota hai.

    ager traders kay pas trading ka acha knowledge majood ho ga tu phir he traders confidence kay sath apny trading kar sakty hain. Ager knowledge kay baghir koi traders yeh soch rakhy ke woh confidence kay sath trading kar raha hai tu iss ka matlab yeh ho sakta hai ke woh trading mai over confidence kay sath kam karta hai.

    Iss liye traders ko ager confident trader banna hai aur confidence kay sath trading karna hai tu yaqeeni toor per trading knowledge ko hasil karny ke liye mehnat karna ho ge tab he woh confident trader ban sakin gaay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

    Bhai jan ap nay bohat achay topic pay bat ki kForex main knowledge aor confidence ka relation to bhai sahib in dono ka bohat hi qareeb say relation hay yeh kaisay ho sakta hay k aik trader kay pass Forex trading ka knowledge hi na ho aor woh confident ho yeh possible hi nahen knowledge hi trader ko confidence data hay trader ko agar knowledge ho to usay pata hota hay k kab trade open karni hay kab close karni hay market ki movement kaisay judge karni hay kasay loss say bachna hay aor kis tran trading kar kay big profit hasil kia ja sakta hay yeh sab knowledge hi trader ko confidence deta hay is liay Forex main dono sath sath chaltay han dono kay baghair trading successful nahen hoti aor na hi profitable hoti hay lehaza Forex main knowledge aor confidence ka relation bohat gehra hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

      je ma ap ki baat se itefaq karta houn k Forex trading ma kamyab k lye 2 chezain bohat ehm hain like
      1.. Knowledge: forex k mukamal knowledge hasil kye bagair koi bhi traders is ma kamyab nhi ho skata ha is lye forex ki learning bohat zaruri ha
      3.. Confidence: atmad bohat zarui h trading, confidence k bagair ap forex market ma kmayab ni ho skatay hain, aur ap ma confidence ho ga to ap market ma entry lay skatay hain aur ap ka trading plan kamayab ho skta ha
      Relationship between knowledge and confidence:
      in dono ka hona bhoat zaruri ha forex trading ma profit kamanay k lye q agar yeh dono houn gay to ham aik ashay trader ban saktay hain aur asha profit kama saktay hain, ab kuch traders jo ziadah tar forex m fail hotay hian on k pass ya to knowledge hota h to confidence ni hota ha ya confidence hota ha to knowledge ni hota ha is lye forex ma kamybai k lye dono ka hona ohat zaruri ha agar forex ma kamaybi hasil karnay k lye knowledge aur confidence zaruri ha
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

        forex trading main knowledge or confidence ka kafi relation hai or wo ayse hai k forex trading main en donu ki boht ahmiyat hai aghr aik nahi hogi tu dosri bhi nahi hogi jesa k hum sub janty hain k forex trading main kamyb hony k liye knowledge ki boht zarort hai or es k bad hmara point yah hota hai k humain apni trdaing main koi dar na ho k humain loss na ho jay jub k loss ka dar he apka confidene hota hai jo k boht low hota hai or ap dar ki wjah se loss ko face karty hain es liye apni trading main best profit earn karny k liye apko trading ka knowledge gain krna chahye jis se aik tu apko loss hony k chances kam hungy dosra ap apni trading main confidence ko bhi gain kar skty hain es liye yah donu fator apko apni trading main add karnhy chahye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

          forex trading main knowledge or confidence ka yahi relation hai k aghr hmary apss knowledge hoga tu humari trdaing main confidence bhi hoga or aghr hmara knowledge weak hai tu hum kbhi bhi trdaing main confidence nahi hasil kar skty hain tu aghr hum saf bat karen tu hum yah kah skty hain k apni trdaing main kamyb hony k liye boht zarori hai k ap ka sub se pahly knowledge acha hona bohtz arori hai jis se ap apbni trdaing ko cinfidence k sath kar skty hain or jub apka confidence strong hota hai tu ap ki trdaing main loss hony k hances boht kam ho jaty hain or ap os maic aacha profir eran kar skty han or aghr esi tarha apka knowledge weak hai tu aoka confidence bhi weak ho ga jis se ap kbhi bhi apni trdaing main kamyb nahi ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

            اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
            App nay aksar suna ho ga aur parha ho ga ke trading mai kamybi kay liye confidence kay sath trading karny ke kafi ziada importance hoti hai. lakin Forex trading mai trading knowledge aur confidence ka bohot he close relation hota hai.

            ager traders kay pas trading ka acha knowledge majood ho ga tu phir he traders confidence kay sath apny trading kar sakty hain. Ager knowledge kay baghir koi traders yeh soch rakhy ke woh confidence kay sath trading kar raha hai tu iss ka matlab yeh ho sakta hai ke woh trading mai over confidence kay sath kam karta hai.

            Iss liye traders ko ager confident trader banna hai aur confidence kay sath trading karna hai tu yaqeeni toor per trading knowledge ko hasil karny ke liye mehnat karna ho ge tab he woh confident trader ban sakin gaay.
            Assalamualaikum Ji Bhai Forex main knowledge bhi bahut jyada matter karta hai aur confidence bhi bahut jyada matter karta hai lekin correlation bhi paya jata hai aur woh relation aise hi Keh agar mai was confidence hai lekin knowledge Nahin Hai Tu Bhi hum kuch nahi kar sakte on Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte lekin Agar Hamare Paas knowledge hai lekin confidence nahi rakhte Ham doublemint ho Jate Hain Tu Bhi Hamen profit nahi nuksan hoga aur Hamare liye Forex Mein survive karna Mushkil ho jayega Hamein Forex Mein confidence aur knowledge Dono Hai equal level ke rakhne Hote Hain Agar Hamare Paas Ek chij Hogi aur ek chij Nahin Hogi ya FIR Ek chij ka level Jyada Hoga dusri cheez ka level kam hoga to Abhi Ham theek se manage nahin kar Sakenge agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapke Pas knowledge aur confidence donon Hona chahie Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

              Forex main knowledge or confidence ka bahut gehra taluq ha. Knowledge aata ha study se ya videos se ya phir kissi course se. Jub aap apnay knowledge ki bunyad pe koi trade open krte hain or so positive results dey to ye confidence ka bais ha.
              Is ke ilawa aap jub apni taraf se koi post waghera ya baat share karte hain ya kissi ko koi Raey dety hain jis se sab members mutfiq hoon to aap ka knowledge aap main confidence pata ha Is tarah.

              Jub aapke mind mai complete information ho or koi bhi curie na ho kissi mamlay main to aap confidence k saath trading barha sakte hain.
              Trading mumkin hi sirf knowledge experience or confidence k saath ha. Under confident banda to pressure main aa jata .
              Last edited by ; 19-04-2019, 09:58 PM.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex mai knowledge aur confidence ka relation

                G han bilkal ap ny tek kaha ha forex m successful hony k liay zrori hy k ap k pas forex ka knowledge ho mgr is k sath sath ap ka confidence b hona bot zrori hy agr ap k pas knowledge hy or confident ni to ap trade lgaty wakt pzl hon gy k ap k andr confident ni ho ga k ap ny kon c trad open krni hy ya ni koi trade close krni hy ya rahny dyni hy is liay knowledge k sath sath confidence ka hona b bot zrori hy isi tra jasy confidence k bagr ap sirf knowledge k sath trading ni kr skty isi tra ham sirf confident k sath b trading ni kr skty is k sath ap k pas knowledge ka hona b bot zrori hy forex m ham jitni zyada mehnat karan gy jitna hardworker bany gy utny hi forex ko agy brha kr successful ho skty han

                اب آن لائن

                Working...
                X