Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !
    New traders tu trading kay doran different type ke mistakes kar rahy hoty han jis ke waja say inky account kay wash hony ka chance barh jata hai aur aksar new traders ka account b wash hota rehta hai .

    Lakin jin traders kay pas trading ka experience hota inka account ziada tar proper money management kay na hony ke waja say he hota hai . aur experience traders ager chatay hon ke inko account wash jaise sorat haal ka samna na he karna parht tu experience traders kay pas iss ka aik he hal hota hai woh yah ke apni trading mai money management plan ko zaroor shamil Karin aur bohot discipline kay sath apny money management plan ko follow Karin tu inka account wash hony kay chance bohot he ziada kam ho sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

    g han bhai apki bat shia hai ro main ap ki bat se sehmat krta hun forex trading main jub hum trdaing karty hain tu hmarin loss hony se hmary account k wash hony ka bhi boht dar hota hai jis se hum apni trdaing ko jari nahi rakh skty hain or aghr hmain apna accpunt save rakhna hai or wash hony se bachana hai tu hmain apni trdaing main money mangemnt k sath trdaing karna hogi jis k liye hmain apni trdaing main har os point par trdaing karni chahye jis se hmari trding secure rahy hmain chahye k hmara account save rahy tu hmain apni trdaing main kuj point ko kbhi ignor nahi krna chahye or wo point yah hain.
    1:::: stop loss
    2:::: take profit
    3::::smal lot size
    en points se hum aghr trading karen tu hum apny account ko secure rakh skty hain jis se hmain loss hony par bhi account save rhta hai or account wash hony se bach skta hai
    • #3 Collapse

      Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

      Ghaltian to sab hi kartay hain, lakin ghalti se seekhna assal baat ha. Kuch log kaafi arsa se trading kar rahay hotey hain, or faida bhi hasil karte hain lakin wo bhi account wash kar baithtey hain. Iski chand aham wajoohat hain,
      _ over confident ho jana. Account wash honay ki barhi waja ha. Khud pe aik had se zayada aitbaar unko loss tak poncha deta ha.
      _ SL aik best loss preventing tool ha. Baaz dafa log samajhatay hain k Markeet unki fever main hi jae gi or reverse movement nhi kregi or wo SL nhi lagatey. Or barha nuksaan ho jata ha.
      _ Good entry point ka wait karna baaz logon k liay barha mushkil ha. Sabar se kaam nhi letey or jald baazi main account wash kar dety hain.
      _ sab ko pata ha k markeet open time Monday morning and closing time Friday night mushkil ha trading k liay phir bhi trade krte hain kiun phir markeet close ho jae gi or jaldi main nuksaan kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

        Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main experience or senior members ko account wash sy bachany k ley money management both zarori ha apny account k mutabiq trading karny sy ap ka account kabi wash ni ho sakay ga jtna ap money management ka khayal karny gy to ap ko ache earning ho ge or account bi safe rahay ga jtny senior members ka account wash ho jata ha to us main money management ni hoti ha jis ki waja sy loss hota ha wo bari lots use karty han jis ki waja sy loss ziada ho hota ha is ley friends sab log money management k sath trading karny ta k loss na ho or ap easily successful hon
        • #5 Collapse

          Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

          forex trading main apka ccount tab wash hota hai jub apki trading se apko boht bara loss ho jta hai or jub apka account wash ho jta hai tu apko es wjah se hota hai k ap apni trdaing main stop loss ka use nahi karty hain jis bse apko bara loss ho jata hai es liye har trador k account k secure k liye money mangemnt boht zarori hai jis se ap apni trdaing main apny account ko bhi secure rakh skty hain or apko loss hony k chances bhi boht kam ho jaty hain or loss aghr hota hai tu kam hota hai jo k asani se recover ho jta hai tu har trador k liye zarori hai k apni trdaing main money mangemnt qaim rakhen jis k liye ap apni trdaing main stop loss or take profot ka use karen or small lot k sath trdaing karen jis se apka account wash hony se bach jay
          • #6 Collapse

            Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

            forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch hasial nahi ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

              Forex market Mein kamyabi Ke Liye Hum Sab logon ko bahut hi Zyada hard work karna chahie Agar Hum Log Jyada Se Jyada hardwork Karte Hain To is Hamara experience increase Hota Hai jisse Hum Log Kafi trading Ke Kabil hote hain aur Kafi achha profit Hasil kar sakte hain iska Hum logo ko bahut hi jyada fayda Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

                Traders junior ho ya phir senior ho forex mai real trading account wash ki wajah money management ho sakti hai kiyu kay jab traders money management kay baghair kaam kertay hain tou unn say jo ghaltiaa hoti hain woh bohat serious nature ki hoti hain. Traders jab without management kaam kertay hain tou iss ka Matlab over trading aur over confidence hota hai. Traders ko over trading ka bhi pata nahi chalta hai. Over trading mai aik waqt mai aik say ziada trades ziada lot size ko count kia Jata hai jiss say account kay margins aur balance bohat ziada engage ho jata hai aur phir jab trade loss mai jaati hain tou unhain hedge kernay ka bilkul bhi chance nahi hota hai. Agar traders issi aik khaami pay qaabu paa lainay mai kaamyab ho jain tou apnay 50% account wash kay reasons ko khatam ker saktay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

                  Assalamu Alaikum dear friend Forex Mein Jab Ham kam karte hue Kuchh mistake kar dete Hain To Hamen loss ho jata hai ismein market Kaya trader ka koi Kasur Nahin hota hai Ham isme live aur Sada Urdu mein trading Karte Hain Ham isme investment Karke Achcha profit game kar sakte hain aur apni rutin ko pura kar sakte hain Forex 1 online business hai Hamen Apna lifetime career bhi banaa sakte hain Ham ise Apna lifetime banaa sakte hain Agar Ham mein baat kar ismein Koi kam kar sakte hain Forex Ek bahut bada business hai Ham ismein Agar bagair learning ke kam Karenge To Hamen lost Ke Siva Kuchh Hasil Nahin hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Experienced traders kay liye account wash hony say bachnay ka aik he haal !

                    Bahot se trading tools es waja se useful hoty hey key ye account ko wash hony se bachany ki har mumqen koshish kar sakty hey, kesi be tarha se trading ki jaye koi be strategy use ki jaye jab tak trading tools ka teek tarha se use na kia jaye traders new hon ya per experienced un ko account wash hony se bachny me pareshani be ho sakti hay aur mushkil be ho sakti hay, jo tools account ko wash hony key ley perfect samjy jaty hey wo ye hey,

                    1. Stop loss
                    2. Take profit
                    3. Trend reversal indicators

                    fundamental analysis se be trend reversal movement ka andaza ho jata hay ye be kesi na kesi tarha se account ko wash nahi hony dety esi news important news hi hoti hey jes ki waja se traders agar time par exit karny ka decision le lety hey to un key account safe reh sakty hey.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X