Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

    ji jnab agr ap forex ky bary ain ilam hasel karna chahty hain to us ilam ko sikhny ky lie mukhtalef tariqy hain un tariqon ko apnany sy yeh ilam sikha ja sakta hy forex ka ilam agr ap ny urdo main sikhna ho to bhi sikh sakty hain qeyon keh forex kyu bary main rdo main bhi shaea ho chuki hain or agr english main sikhna chahin to bhi sikh sakty hain han agr ap urdo main sikhna chahin gy to woh zara asan ho ga qeyon keh urdo ko samjhna zara asan hota hy or agr ap english main sikhna chahin to forex ka ilamenglich main bhi sikh sakty hain yeh agr cheh thora sa mushkel hota hy but english ko zeyadah tarjih di jatti hy to baat chu rahi thi keh forex ky bary urdo main books ky melny ka to books urdo main mel jati hain agr koe tlash kary to tlash kar ky forex ka ilam sikha ja sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

      Forex ke learning ke liye bahut jyada books available hai bahut se type ke aathar 7009 different topics for exposure right Kiya Hai Hamein in 28 ko read karna chahiye Unki books korad karna chahiye Taki Jyada Se Jyada acche se management Karke Hum Log Forex ko Shiksha ke aur management Karke kaam kar sake Agar Hamare Yahan Par trading karna Nahin Aayegi to Hamein Yahan Par Timepass karne ka koi fayda nahi hai
      • #18 Collapse

        Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

        Ji haan Forex Urdu mein bahut sari books daastaan Hai Jin Se Hum Log Apne knowledge ko increase kar sakte hain Agar Hum logo ko read Karte Hain To Kya Hum Log Kafi Apne knowledge ko increase kar sakte hain iska Hum Logo Ko fayda Hoga
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

          Ji bilkul janab forex trading ki learning ke internet pe english ke sath multi languages mein including urdu mein aap ko forex trading ke courses mil jayege ya e-book online purchase bhi kar sakte hain ya phir kisi professional trader ka guideline course bhi khareed sakte hain jo ke limited and affordable price mein miljata hai interent ke through forex trading jese jese phelta ja raha hai logo ke andar ek ajeeb hi junoon aur interest paida hota ja raha hai forex trading ke liye.
          • #20 Collapse

            Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

            Mery kheya sy to urdu me trading learning ki books nahi hai agar ap trading urdu me seekhna chahty ho to ap ko chahiye k ap forum sy seekhy yaha sab urdu me mil jaye ga ap ko .
            ya phir kisi bary trader sy rabta kary q k trading k bary me urdu knwldege mil jata hai pdf ki shakal me lekin wo kisi bary trader sy ap ko mily ga us me kafi information mil jaye gi ap ko trading ki.
            Lekin ko book urdu me mjy to mili nahi hai or jo PDF file meany ap ko kahi hai wo b traders ny khud likhi hai urdu me apni sahoolat k liye us me koi itni khaas baat nahi hai bus basics hai.
            • #21 Collapse

              Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

              Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Kadam account Hamari trading karne mein practically help karta hai aur Hamein market ke aapse down hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye Mere saal Mein 2 demo account sabse best teacher hai
              • #22 Collapse

                Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

                Ji nahin forex trading ki ki training ke liye koi bhi Urdu ki book nahin hai yah Pakistan mein itna famous nahin hai lekin yah Puri duniya mein bahut famous hai aur bahut se log ismein Paisa Kama rahe hain aur isko ek business ke taur per kam kar rahe hain agar hamen Urdu mein iske bare mein jankari leni hai to hamen Park rexporn se behtar Koi nahin Mil sakta Ham yahan se bahut sari information Le sakte hain log ismein apni post karte hain turant karte hain aur unka reply karte hain agar hamen ismein kam shuru karna hai to Ham is form say sorry in maloomat Le sakte hain aur ek acche trader Ban sakte hain isiliye Gaye hamen iske bare mein jyada se jyada Urdu mein maloomat chahie to Ham par tracks form ki help se ismein ek acche trader Ban sakte hain aur jyada se jyada profit gain kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

                  yes,dear agar forex aik adh country ka business hota to ham isay yeh bhi samjh saktay thay k is main koi aur language use nai ki ja sakty hay q k yeh poori dunya main honay wala wahid business hay jis main har aik country ki language participate hay jis jis country main iska kaam hota hay wahan k brokers apn apni language use krtay hain is liye is baat ka result nikalna is liye bahut asaan hay k forex amrkeet main learning k liye ham har aik language ki books search kr saktay hain jis main urdu english farsi arabic matlab all over the world ham books say isay learn kr saktay hain aur un say ham achi learning bhi kr saktay hain .
                  • #24 Collapse

                    Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

                    Dear jaha tak me ne Forex business se related books ki searching ki hay Urdu me esi koi be book write karny ki koshish nahi ki gai hay other countries me har zaban me app ko Forex ki books mil sakti hey magar Urdu me koi book market me available nahi hay es ki waja ye hay key koi perfect platform esa nahi hay key expert traders esi koshish karen, Pakistan me agar expert traders hey be to esy traders apny faidy ka hi soch kar trading kar rahy hey aur new traders ko professional banany key ley koi be book write karny koshish nahi karty.
                    • #25 Collapse

                      Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

                      Dear members Forex trading Ek vast and worldwide business hai is liye is per Bahut Si books likhi gai hai, Kuch Mumalik mein school ya college ke syllabus mein bhi parhaya jata hai, aur Is ke alava as a professional courses bhi Kare Jaate Hain. Magar Pakistan mein Rahane wale log abhi is mamley mein Thore Piche Hain, lekin phir Bhi Ye Hamare bahut se senior and professional traders ne internet per bahut se blogs and artical likhe hue hain Jo ki Urdu mein hain. Dear members Agar aap ko Koi article Urdu mein mil jaaye to bahut Achcha hai otherwise Ap Google Translate use Kar ke English articles ko read Kiya Karen taka aap ki skills and experience barhta Rahe. Forex trading ki learning step-by-step Aati Hai yah Ek Din Ka Kam Nahin is liye Thora Thora Gain Karte Rahe jald woh Din aae ga jawab app Ek professional trader Ban Jaen ge.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Kiya forex trading ke learning kay liye Urdu mai b books available hain.

                        Dostou aap sub nay bikul theek kaha may nay b is baaray may search nai kia k forex trading ko seekhnay k liaye urdu books available hay ya nai may tou kehta hu k jub aapkay paas internet available hay tou aapko books ki kia zarurat internet par hamay sub kuch mil sakta hay forex trading k baaray may boht say articles b hay unhay aap parhay unsay knowledge gain karay apnay seniors say baat cheet karay unsay trading k baaray may seekhay ziada say ziada sawal jawab karay qk question answers say he ziada samajh may aati hay chahay kuch b ho youtube pay videos b available hay aap wo b daykhay unsay b knowledge gain karay inshallah aapko boht jald trading samajh may aaye ge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X