Profit + loss = forex market----- do you agree ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit + loss = forex market----- do you agree ?
    Profit + loss = forex market----- do you agree ?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

    Asslam o alaikum dear forex forum members i hope you will be really good. And bhai jan main apki baat sa agree karta hoon. And main apko btana chahta hoon k jab bhi ham trading karny k liye ready hon to hamain dab sa pahly loss ko apny mind k ander rkhna chaheye. And profit ko bhi to rkhna chaheye. Ud k baad kuch members aysy hoty hain jo k trade open kr rhy hoty hain to wo just ya mind main rakhty hain k unko just profit hi chaheye halan k wo loss ko bilkul mind main nahee rkhty. Balky hamain chaheye k ham apny mind main ya kahain k loss bhi zyada tar ata hy. And ya reality hy k 100% main sa 90% traders ko trading main sa loss hi ata hy. Aor us k baad jo ap na kaha hy k loss + profit = forex markeet to bhai jan forex main loss and profit dono hi hain so you are right. And forex markeet hamary liye bahit ahem kirdaar rkhti hy. Hamain us k baary main zyda sa zyada knowledge rkhna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

      Je bilkul acha sawal k Profit+Loss=Forex market do you agree? Yes i am agree with your mind kun keh Forex trading main profit aor loss dono sath sath chaltay han and aksar trader ko ziada tar loss hi hota hay agar 10 log trading kar rahay hotay han to un man say 9 logo ko loss hi hota hay jab keh 1 ko profit is tarn trading kartay howay ziada tar mind loss ka hi hona chahiay aor sambal kar trade karni chahiay loss ki ziada tar wajohat main say profit hi ka lalach hay aor loss ko mindly accept na karna hay jis say hamari nazar apni mistakes par nahen parti lehaza hamen apni mistakes ko dekhna chahiay aor un ko door karnay ki koshish karni chahiay aor jo mistake trading main pehlay ki hay usay dobara karnay say avoid karna chahiay tak trading successful ho aor profit hasil ho sakay lehaza Forex market main profit and loss dono hotay han.
      • #4 Collapse

        Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

        g han bhai hum agree krty hain forex trading main sirf loss or profit ka he concept hai or esi ko he hum forex kahty hain or forex main hmari over all trdaing esi do baton k giird ghomti hai k hmain yah tu loss hota hai yah k loss he hoga yah pher profit hoga tu yahi forex trdaing business hai or es k bad hum par depend hota hai k hum es main kis trha kam karty hain or kitny los loss ko face karty hain or kitny profit ko earn karty hain yahi forex ki basic theme hai tu hmain har trador ko chahye k aghr hum aghr forex ko join kar k trdang ka business karty he hain tu hmain es main loss ko kam se kam karna chahye or profit zayda se zayda earn krna chahye ayse he ap apni trdaing kar skty hain ir es forex ko smjh skty hain en sub k liye apka intrest bhi boht hamiyt rkhta hai
        • #5 Collapse

          Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

          g han bhai main apki bat se agree krta hun forex trading main just loss or profot hota hai or aysa hargiz nahi hai k just loss hota hai ora ysa bhi nahi hai k sirf proit he milta hai yah aik aysa business hai jis main hmain loss bhi hta hai or profot bhi hota hai es liye es concept ko hmaisha yad rakhty howe trading karni chahye or aysa ho skta hai k hum apni mahnt se loss ko kam kar skty hain or profot ko zayda kar skty hain yah apki trading ability par depend hota hai tu hmain es loss or profot waly business ko mukaal smjh kar karen or jitna ho skta hai otni he trading ko sikhny ki koshsih karen ta k ap es business se mukmal tour par faida otha saken
          • #6 Collapse

            Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

            Yes totally agree. Forex trading bhi Aalmi mandi ha jis main currencies ka lain dain hota ha daily basis pe, 24 ghantey kissi ko profit mil raha hota or koi nuksaan face kar raha hota ha.
            Yahaan bahut sarey trades money ko trade krte hain, or Apni qabliat ki bunyad pe results hasil krte hain. Esa nhi ha k agar aap ka loss hua ha to aap recover nhi kar sakte. Balkay aap loss bhi dobara profit main change kar sakte hain or kai gunna tak kama sakte hain.
            Is k liay Good entry point ka wait, Best trade plan and analysis or awareness with markeet news bahut zayada zaroori ha.
            Achi planing or strategy apko profit deti ha to Bad planning or bad strategy k nataij bhi burray hoty hain.
            To sabit ho gaya k Profit + Loss = FOREX
            • #7 Collapse

              Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

              Ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon duniya k hr shoby m profit k sath sath loss b hota hy loss or profit hr jga sath sath hoty han jasa k ap ny kaha profit+ loss=forex market to g han asa hi hota hy forex market m b loss or profit dono han kbi hamy loss hota hy kbi profit hota hy jb new traders forex m aty han to wo smjty han k hamy sirf or sirf profit hi hona hy loss ni hona jb k ye galt hota hy hamy zahni tor par tyar rahna chaiy k forex trading itna easy business ni hy is m hamy loss ka b samna krna ho ga ye hmari mehnat py hota hy k hamy ktna profit or ktna loss hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

                Forex trading business AXA business hai jismein Hamen profit ke sath loss ka bhi Samna karna padta hai Forex trading business Mein Hamen koshish Karni chahie ki Ham Apne experience ko increase Karen aur ine case Agar Hamen loss ka Samna karna padta hai To Ham confidence se apne loss ko face Karen aur usko recover karne ki koshish karen aur apni mistakes ko identify Karen Kyunki Agar Ham apni mistakes ko recover Nahin Karte To Ham Forex trading business Mein Kamyab Nahin ho sakte senior traders prefer Karte Hain ki koshish karen ki Forex trading business Mein profit aur loss ko face karna sikhe aur apne experience ko increase Karen Kyunki Jitna Jyada hamare pass experience Hoga utna easily Forex trading business mail or se baith sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain kabhi bhi Ham profit ke chakron mein loss Mein fas sakte hain isiliye koshish karen kilo se apni learning power ko strong karne ki koshish karen Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

                  Forex forum me agar hamary posts zeyada hon gey sath me ham achi quality key aur achy knowledge key sath posts kia karen gey to market me trading key ley bahot acha bonus be hamy mil sakta hay, members key ley zeyada bonus ki es ley zarorat hoti hay key Forex market me achi trading be ki jaye kam bonus par achi trading karna asaan nahi, jetna be acha bonus mily members key ley zeyada profit earn karna etna hi asaan ho jata hay, hard work kar key members ko forum me acha work har situation me karny ki zarorat hoti hay agar bonus kesi month na mily ya be bahot kam mily per be members ko acha work hi karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

                    Forex market ka Matlab tou yehi nazar aata hai kay profit aur loss he forex market kay saath kiyu kay jab bhi market ka name ata hai tou yaqeenun profit aur loss he samajh ata hai. Laikin forex trading business ko Agar zara deeply daikha aur samjha jaey tou ye aik mukammal business hai sirf aik normal so market nahi hai. Jo traders sirf profit aur loss ko daikh ya sunn kay forex market mai inn hotay hain woh kaafi pareshani ka saamna kertay hain. Online business market bohat barri market aur iss mai bohat ziada types aur business models mojud hain jinn mai ziada ter investors ko sirf investment aur profit ka batatay hain iss liye jab investors forex ko bhi aisa he koi business samajh kay join ker laitay hain aur phir unhain pata chalta hai kay yeha tou khud trading kerni hai phir profit ya loss hoga tou unhain bohat maayusi bhi hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit + loss = forex market----- do you agree ?

                      Ji han dear member main aapki baat se mukammal ittefaq karta Hun ki forex market mein hamesha hamen do chijon ko sath sath lekar chalna hota Hai hua Hai profit aur loss. Agar Ham yah samajhna shuru kar den ki forex market mein Ham trade karenge aur hamen sirf aur sirf profit hi milega to yah Hamari bahut badi bevkufi hai kyunki forex market mein profit ke sath sath loss bhi a sakta hai ab yah Ham per depend karta hai ki Ham kis kisam ki trading karte hain agar Hamari trading skills acchi Hain to Ham ziada earning Le sakenge otherwise ham Bara loss bhi utha sakte hain. Jab aapko apni trade mein loss aata hai to aap us se pareshan Na hua Karen balke koshish yah Kiya Karen ki usko apne pass note down Karen aur reason search Karen ke kis vajah se loss aaya hai aur use sabak Hasil Karen Taki dobara aapki yah mistake repeat Na Ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear profit or loss ap ki main waja us ki proper learning or experience ka na hona hai. jab ap ka experience acha ho ga tu ap sahi tarha sy profit bana sakty hain or loss be ap ko tab hota hai jab ap over trading karain ya ap fomo ki waja sy jo trades ko open karty hain woh ap ko bad mai loss dy sakti hai aisy los sy bachny kay leye zarori hai kay ap kudh apny analysis karian or loss kam sy kam karny kay leye ap practice karian or mistake ko repeat na karain. es tarha ap achi trading kay sath achi earning be kar sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X