Assalam o alaikum .Umeed hai kay aap Sub members khariat sey hongay. Forex trading business aik wasee or kuch logo kay liye paycheeda business hai. Trading kertay huay isay samajhnay kay liye kuch baato ka ilm hona bohat zaroori hai. Forex trading mai insta forex nay hamarey liye real trading account mai bohat sey tools bana diye hai jo basically kisi bhi action kay short cuts hai. Un tools ko istamaal kernay sey bohat sa kaam kamm ho jata hai.
Insta forex kay terminals ko use kernay kay liye bhi bohat sey tools ya option hai. Aaj hum VOLUME( LOT SIZE) ko discuss ker laitay hai takay bohat sey new members ko iss kay barey mai acha knowledge mil jaey or unhey iss ka istamaal or faiday /nuksanaat ka andaza ho jaey.
Members hum her waqt forum pay lot size ka barey mai parhtay rehtay hai kay lot size ziada na rakhay lot size bus thori rakhay, lot size ziada rakhnay sey nuksaan ziada ho jaey ga waghaira waghaira. Jab hum trading terminal pay trade open kernay kay liye kissi pair ya commodity ko click kertay hai to jo box open hota hai usay ghor sey daikhay to uss mai sub sey pehlay jo pair ya ommodity aap nay select ki hai uss ka name likha hota hai or uss kay baad second number pay VOLUME ki selection ka option show ho raha hota hai, Yehi volume sada lafzoo mai lot size kehlata hai. Volume ya lot size ko aap hujjm keh saktay hai. Iss ka sada sa meaning yeh kay kay agar aap aik pai ya comodity mai sell/buy open kerna chahtay hai to aapa uss ki kitni miqdaar kharedna ya baichna chahtay hai. Jaisay agar 0.01 select hai to aap usay aik ki miqdaar samjhay or agar aap ney 0.03 select kia hai to usay 3 sey zarab ya multiply ker dey. Ab agar aap ko 0.01 kay volume ya lot size sey 1 rupay ka faida hona hai or ap ney 0.03 select kia hai to wo faida 3 rupay ka ho jaey ga. issi tarah loss ya nuksaan bhi volume ya lot size ki waja sey 0.01 pay 1 rupay or 0.03 pay 3 rupay ho jaey ga.
Umeed hai aap tafsil sey parh kay volume/lot size ko samajh bhi lain gay or iss ka istamaal bhi seekh lain gay.Ye maira apna knowledge or learning hai aap ka iss say mutafiq hona zaroori nahi hai. Apna knowledge zaroor posts ki soorat mai share karey takay new traders ko achi tarah samajh aa sakey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим