Dear members umeed hai aap sub theek hongay or aaj forex kay last session ki tayari mai hongay kiyu kay uss kay baad forex market 2 days kay liye close ho jaey gi.Memebrs Forum pay bohat si posts or threads hum her roz daikhtay hai jis mai kuch nasheehatey her member dusray members ko dey raha hota hai. Uss mai jo sub sey achi naseehat ya advice hai wo yehi hai kay kabhi jald baazi nahi karey.Jaldbazi sey bohat ziada loss ho sakta hai ya aap apna profit kam ker lain gay.
Jaldbaazi kay bohat sey nuksanaat hai.Jaldbaazi mai traders aisi trades open ker laitay hai jo unhey loss dey rahi hoti hai or yu lagta hai kay ye trade or bhi loss mai jaey gi or trader loss kam rakhnay kay liye trade close ker daitay hai or kuch he der baad trade profit mai ajati hai issi tarah kuch trader short term trading ky chakkar mai parh ker jaldi jaldi thoray sey profit atey he trade close ker daitay hai or ziada profit ko chor daitay hai.Forex mai jald baai hamesha nuksaan he kerti hai chahay wo loss ki soorat mai ho ya small profit ki soorat mai ho.Soch samajh kay trading karey or sabar sey wait karey. Faida aap sey kuch he door hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим