Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect
    Asslam O Alekum
    Mere Ap Logo Se Ek Sawal Tha Ke For Example Agar Humari Koi Trade Loss Main Gayi Hai And Uske Ek Ya Do Din Humare InstaForex Ke Account Main Forum Ke Contest Posting Wala Bonus Ajaata Hai To Kia Ye Jo Bonus Hum Logo Ko Milega Wo Withdraw Karne Ke Liye Available Hoga Ya Nahi Kyun Amooman Dekha Jaye To Hum Logo Ko Pehle Loss Ko Recover Karna Parhta Hai In Case Of Next Wtihdraw Kindly Apne Views Se Aagha Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

    bhai pahli bat tu yah hai k hum jo contets main posting kar k bonus ko eran karty hain wo hum withdrwa krwa skty hain es main hmary liye yah option hota hai k hum osko withdraw karwa skty hain laken jo hum aam forex ki guftgu se jo bonus eran karty hain os ko hum apni trdaing main just invest kar skty hain or jub hmain loss hota hai tu os ko pahly apko cover krna prhta hai q k jub ap ko loss hota hai osk liye lazmi hai k pahly osko clear karen osko clera karny bad jub apko mazzed profot hota hai tab ap osko withdraw krwa skty hain jesa k forex ny new contest ki base par boht acha yah system start kiya hai jis se hum direct eraning kar skty hain kisi bhi trha ki hmain koi problm nahi face krna parhti
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

      forex trading main loss k bad ayse effect parhty hain jis main koi tu faida mand hoty hain ap k liye or koi loss se fedup hony k bad mazeed aysa kam karty hain jis sr un ko mazzed loss k samna karna prh jata hai mera khya hai k hmaisha loss ko positive way main ly kar sochen q k jub hmain loss hota hai tu hmari trdaing main kis chez ki kami hai hmain os ka andaa hota hai or hum pher os galti ko dobara dohrany se avoide karty hain es liye hmain apny loss se kuj na kuj sikhna chahye jsi se hum apni trdaing ko bahtr tareeky se kar skty hain es liye koshihs karen k jis galti se hmain aik bar loss howa hai so se dobra nahi hona chahye yahi achy trador ki nishani hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

        Dear aap ka sawal bohat acha hai or iss per behas bhi honi chaiye kiyu kay aisa abhi tak mairay saath to nahi hua hai iss liye mai aap ko undazay sey he bata sakta hu.March ka monthly bonus abhi sub ko mil chuka hai or uss pay members nay trading bhi shuru ker di hai, agar april kay end mai trading account mai trade open ho or account bhi bonus balance sey loss mai ho to iss ka effect april kay month ka jo contest ya muqabalay ka prize bonus aey ga kissi member kay account mai to uss pay nahi parey ga. Wo contest prize bonus direct with kerwaya jaa sakta hai. Or mairay khayal sey behtar bhi yahi hoga kay usay withdraw kerwa lia jaey.
        Mazeed iss pay koi senior member or expert trader he roshni daal sakta hai kay aisa he hoga ya koi different effect hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

          Faida ya nuksaan dono hi insaan ki zindagi pe bahut se asraat murattab karta ha. Faida agar aap ko bana jata ha to loss apko dabo deta ha. Loss k baad honay waly effects darj zail hain:
          1. Next time aap wohi ghalti dobara krnay se baaz rehte hain.
          2. Is ka faida ye ha k loss ko face karne k baad insaan carefully ho jata ha or next time bari ehtiat k saath koi bhi decision leta ha.
          3. Future main decision lenay se pehle banda trend or fundamentals ko dekhta ha. Or jald bazi nhi krta.
          4. Demo account ki value samaj aati . Or phir pata chalta ha k practice zaroori ha Demo account main.
          5. Routine or balanced trading krta ha phir. Or barhi order nhi lagata. Or phonk k qadam rakhta ha.
          6. Har kissi ko loss ki waja share krte hain jis se uska faida ho jata ha.
          7. Online courses ko join krte hain log. Jis se professional ko faida ho jata ha.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

            Meri tamam forex members say bari ajizana appeal hay kay kindly jo bhe thread start karen us ka unwan wazeh hona chahye aur us kay andar jo question pocha ja raha hay wo bhe unwan kay mutabiq hona chahye aur wazeh hona chahye. ab is thread ka unwan hay kay trading loss kay bad effect magar neechy question kuch aur poocha gya hay to kindly aisi situation create na kiya karen kay aksar members confusion main par jaty hain. Trading loss kay bad to hmary ooper bhi aur hamary account kay oper bhi bura effect parta hay, magar agar hamara posting bonus a jata hay to ham osy utni dair tak withdraw ni karwa sakty jitni dair tak sabiqa loss recover na ho jay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

              Asalam o alikum friends instaforex trading main ap k account m balance ha or trade open ha wo loss main ho or ap bounce aa jay to ap ko apna loss recover karna ho ga jab k agr ap ka account bilkal wash ho jay to ap ko loss recover karny ki zarort Ni hoti ha bounce k sath ap trading kar sakty Han or profit withdraw karwa sakty han or agr ap ka balance account main tha or ap bounce aa jay to ap ko apna loss recover karna ho ga us k bad ap profit withdraw karwa saken gy jab k ap ki trade open ho ya ni jab ka muqabily Wala bounce aay ga to ap us ko withdraw karwa sakty han agr trade open ha agr wo loss main ya profit main usy close karu or withdraw laga lan ap ko ap ka bounce mil jay ga
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

                Bhai jan ap ka sawal hay k trading loss kay baad Effect ab pata nahen chal raha k ap nay loss kay bad effect ka zikar kia hay ya after loss effect kazikar kia hay bar hal aam tor par loss kay buray effect hi samnay atay han jo k trader par aor trader kay business par asar andaz hotay han jin main say baz aisay effects hotay han jo dobra trader ko loss daitay han is taran trader ko kai bar loss ko face karna parata hay dosri tarf agar after loss effect ki bat ki jay to woh yeh han k trader loss honay kay baad apni trade main ki gai mistakes ka analysis karta hay kah kahn mistakes hoi han aor kis kisam ki mistakes hoi han phir woh dobara in mistakes ko nahen dohrata aor jald bazi say kam nahen leta aor soch samajh kar trading karta hay. Rahi bat loss kay baad forum say milnay walay bonus ko withdraw karanay ki to is bary main bas itna knowledge hay k usay withdraw karwaia ja sakta hay mazeed is baray main senior members hazrat behtar jantay han.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading Loss Ke Baad Effect

                  Forex may contest say ane wala bonus hm jab humre instaforex may transfer hota hai tu sab say phaly humra loss deduct hota hai usky bad ka balance hum jab marzi withdraw karwa sakty hain or sath sath hum easily us balance say acha profit kamane Kay liye trade bhi laga sakty hian it's just depend on us.. Is liye humsha koshish karain Kay contest may acha bonus hasil karne Kay liye ziyda sy ziyda mehnat ki jiye jis say humain contest say hasil hone wala bonus ziyda ho or ager humra loss pending ha tu deduct ho kay hum withdraw karwa sakty wase forex forum may contest ka basic maqsad ziyda say ziyda apne experience, knowledge skills ko improve kiya jiye or polish kiya jiye jis say hasil hone wala bonus hum easily Trade laga Kay mazeed profit kamaya jiye...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mein nuksan se sabse pehla asar financial stress ki surat mein samne aata hai, jo rozmarra ki zarooriyat ko pura karna mushkil bana deta hai. Ye nuksan insan ki emotional health par bhi asar dalta hai, jis se depression aur anxiety barh sakti hai. Jab paise ka masla hota hai to rishte bhi mutasir hote hain, aur ghar walon ke sath tension barh sakti hai. Baar baar ke nuksan se insan ka confidence gir jata hai aur faislay lene ki salahiyat kamzor ho jati hai. Ye stress aksar sehat par bhi bura asar dalta hai, jaise ke neend ka na aana ya blood pressure barhna. Agar zyada waqt aur energy trading mein lagayi jaye to dusre career opportunities bhi miss ho sakti hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X