Jb koi new trader forex market mein apni training jis mein us ki mukammal learning aur practice aa jati ha jb wo en marahil ko complete kr k real trading ki taraf atta ha tu usy four step follow krna zruri hoty haen. Jo k darj zail haen
1.currency pair ki selection:ye aik bht hi ahm marhala hota ha Bigners k liye unhaen chaye k aik aisa pair select krean jis ka spread kem ho aur daily average movement bhi achi ho
2.market ko analyze krna:market ko analyze krna koi mushkil Kam ni hota jb wo currency pair select kr laity haen tu us pair k mutabiq Un ko poora knowledge hona chaye Un k mutaliqa news Un ka impect us ka technical analysis best hona chaye.
3.trade ko sahi time pe place krna:ye bhi aik bht ahm marhala ha trader ko pta hona chaye k me ne market mein enter kaisy hona ha pending order ka use krna ha ya instant order ha apny stop-loss ki calculation achi trha krna big stop-loss Wali trades ko kaisy manage krna ha ye sb cheezain us k knowledge mein honi chaye
4.trading k sath sath apni training ko bhi Jari rakhna:new trader ko starting mein masly atty haen Un masloon ka Hal talash krny k liye different artical ko read kena seniors ki help laina apni mistakes ko share krna aur Un ka solution talash krna ye bhi aik bht zruri cheez ha usy pta hona chaye k mein ne kahan se aur kaisy help laini Hoge jis se us ki trading strong ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим