Assalam o alikum members. Aaap sub khariat sey hongay or aap bonus anay kay baad real trading mai kaafi busy hongay.Aaj bonus anay kay baad sub sey ziada threads bonus kay related rahi hai or khas ker new members jinho nay pehla bonus lia hai wo kuch informations sey shayad mutmain nahi hai or baar baar kuch sawalaat dohra rahey hai. Jin mai sey aik eham sawal jo sub kay liye janana zaruri bhi hai or real trading kertay huay uss ka jawab bhi maloom hona zaroori hai. Bonus milnay kay baad hum trading kertay hai or uss trading ka profit he withdraw kerwa saktay hai. Hum kitna profit withdraw kerwa saktay hai ?
New members ko batanay kay liye mai yaha zara wazahat sey iss kay barey mai baat kerna chahta hu or ye thread create ki hai. Bonus basically hamari real trading kay liye aik baseline hai jiss ka matlab asaan lafzoo mai ye hai kay ye wo amount hai jo hum ney apnay real trading account mai jab tak trading ker rahey hai poori rakhni hai or uss kay baad iss say uper waali jitni bhi amount ho wo hum withdraw ker saktay hai. For example agar mera bonus 45$ transfer hua hai or mai uss say trading ker kay 5$ profit laita hu phir dusri trade mai 3$ loss ho jata hai to maira balance to aik baar 50$ ho jaey ga but phir 3$ loss minus ho kay wo 47$ reh jaey ga . Agli trade mai again 5$ profit ho jata hai to mera balance 52$ hogaya hai. Ab koi bhi next trade open kernay sey pehlay mai 7$ withdraw kerwa sakta hu but agar mai ney profit withdraw kernay sey pehlay trade open ker li hai to phir wo trade loss 2 $ loss mai chal rahi hai,iss soorat mai mai sirf 5$ profit withdraw kerwa sakta hu.
Bonus as a baseline kaam kerta hai jiss pay hamari trading run kerti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим