Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.
    Forex trading baqi business ke nisbat kafi ziada technical aur complex type ka business ha jis ke waja say iss ko join karny waly log aksar aghaz mai nakami ka samna he karty hain. Forex trading mai kamyabi kay liye jitna knowledge, trading skills aur trading ka experience chaiye hota hai woh ziada tar new trader kay pas nai hota hai.

    Iss liye new traders forex ko asan market aur business samjh kar trading start na Karin aur try Karin ke kam say kam investment kar kay kuch arsa market mai srif survival ke try Karin , iss say inko trading ka practical knowledge aur experience hasil ho ga jo baad mai kafi kam aa sakta hai aur baad mai trading mai achy result mil sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

    Bilkul thek kaha ap nay keh new trader ka trading ka start ziada tar acha nahen hota is ki sab say bari wajan yeh hoti hay keh new trader ko trading kay baray men ziada tar knowledge nahen hota aor na hi un ko trading ka koi ziada tjurba hota hay woh to poori tarah Forex trading kay baray men jantay hi nahen is liay trading kay start men woh trading kay risk say na waqif hotay han jis say un say bohat sari mistakes ho jati han jis say unhaen loss ho jata hay aor profit ya to hota nahen ya phir bohat kam hota hay is kay elawa bhi new traders ko kafi mushkalat ka samna karna parta hay is liay in wajoohat ki bina parnew traders ki shuraat achi nahen hoten. Lekin bad men trading achi ho jati hay aor woh kamyab trader ban jatay han.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

      Yes dear bilkul ap ne theak kaha ha forex trading mein new traders ka start acha nai hota aur iski waja ye ha hai k jo bhi new trader join karta ha sab yahi soch k join karty hain k account bana k foran rat o rat he ameer ho jayn gy is liye baghair forex ki learning k jab bonus ata ha tu real trading start kar dety hain aur trading skill na hony ki waja se aur practice na hony ki waja se loss uthaty hain aur account wash karany k bad ya chor jaty hain ya phir forex ki learning start karty hain is liye jo bhi new trader ha us k liye zaroori ha k pehly forex ko achi tarha study kary aur jab full knowledge gain kar ly tu demo account bana k practice start karyn aur kuch maheeny demo p achi tarha practice ho jaye tu phir real account p trades open karyn aur ye bat yad rakhyn k money management ka khayal rakhyn aur jab bhi trade open karyn pehly analysis kar lyn aur stop loss must use karyn aur minimum lot size use karyn aur account ko safe rakhyn.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

        G bhai jan asslam o alaikum i hope you are will be good. And bhai jan main ap sa ya kahna chahta hoon k pakistan forex forum bhi world ka number one #1 online buisness hy. And yah baat bhi hy k ya bahot zyada complicated and technical hy. So har kisi k bass ki baat nahee k isko join krty hi is main sa profit hasil krny lag jay. Balky mera khiyal to yah hy k aj tak shayd koi aysa member bhi na aya ho jiss na trading main aj tak loss hasil na kiya ho just profit hi profit hasil kiya ho to i think aysa aj tak koi bhi nahee hy. And kuch members aysy hoty hain samjhty hain k ham isko zyada sa zyada learn krain gy and raton rat hi ameer ho jain gy. Balky aysa asaan nahee hy zyada tar members aysy hoty hain jo k strat main kafi tradings wrong place krty hain and main un traders ko behter samjhta hoon jo k apni trading main ghaltiyon ko cover kar lyty hain. And kqafi zyada members wo bhi hoty hain jinko bas just aor just trading ka shok hota hy wo isko learn to karty hain but bahot kam and jab trading start krty hain to lazmi baat hy unhon na loss hi uthana hota hy to wo loss hasil kr k and apna account bilkul wash kra dyty hain and wo chly jaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

          New members, new honay ki waja se bahut sari cheezoon ko samaj nahi sakte. Unke liay forex ma use honay wali terms or abbreviations mushkil hoti hain samajhany k liay. Forex ko seekhnay k liay kaafi sara wqaqt chahiye jis main kafi sari mehnat k baad seek kar wo apnay liay asaani paida kar sakte hain. Demo account practically kaam seekhnay k liay best ha. Or theoretical grip mazboot bananey main forum madad deta ha. Forum pe har sawaal ko cover kia gaya ha or koshish ki gae ha k juniors ki har curie ķo door kia jae or unko sahi tarah se guide kia gya ha. Sub ka mind set up 1 jesa nhi hota jiski waja se kuch logoon ka start acha nahi ho pata.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

            g han ye such hy k aik aam admi jub market ko dekhta hy to smajhta hy k market mein sirf aur sirf unlimited profit hy but esa nahein hy market bohut he mushkill hy is ko smajhna bohut mushkill hy ap ny jesa kaha hy k market mein kam investment karni chahiye to esa he hy mein to kehta hon k investment karni he nahein chahiye bonuses sy sekhna chahiye aur demo sy trading sekhni chahiye kuch arsy k bad experience hony k bad kuch hasil ho paye ga humein
            😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

              Asalam o alikum friends ap ny bilkal tek kaha ha forex trading m jb ham new hoty Han to zyada tar acha ni hota q k new hony ki wja sy na to hmary pas experience hota Hy na zyada knowledge to ham zyada or jaldi k chakr m taz Kam krty Han or apna loss kr bythty Han forex m trading sy phly hamy hmasha demo account bna kr achi tra practice kr k experience hasil krna chaiy or demo account m ham Jo mistakes Karan us sy sekhan k ham sy Kya mistakes hoe Jin sy hm loss m Han is k bad trading Karan to ham successful hon gy zyada tar log Kam ko smj Ni paty or un k zahn hota Hy k bs Kam shro hoty hi profit hi profit Hy to ye galt Hy ye ham py hota Hy k ham hardworking Karan anylyses ko parhan experience or knowledge k sath trading start Karan to ham zyada tar start m acha profit Ni kr paty aista aista jasy agy bahrty Han km smj jaty han
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                new tradors ka trading start es liye acha nahi hota hai q k wo trading ko bgar siky he start kar lety hain jis se un ko start main he loss ka smana karna prhta hai forex trading ka start basic yaes hota hai k pahly trading ko sikhen os k bad trading ka proper start karen jis k liye hum real account main trading se pahly demo account par trading ka start krna chahye os main hum aik trha se leraning bhi kar skty hain or trading ak knowledge bhi mil skata hai or kbhi bhi forex k account bnaty he trdaing ka gaz na karen pahly learning karen os k bad trading karen es se hmain loss bhi face nahi krna parhta hai or apni trdaing k liye market ko bhi achi trha se smjh kar trdaing kar skty hain es se hmain achi eraning bhi milny k chances hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                  G Han forex trading business ma kafi newbies starting ma loss kr jaty hain or kafi log ya to esy chor dety hain or es k bary ma negative views bna lety hain
                  Starting ma newbies k pass itni knowledge nahe hoti hai even basic knowledge bhi nahe or wo without experience trading start or dety hain or loss jar dety hain or phr time k sath sath jesy jesy wo practice hain un ka experience increase hota rehta hai or posting se bht achi knowledge bhi mil jati hai or wo earning stage tk poanch jaty hain or jb earning shuru ho jati hai tou interest develope ho jata hai or wo or zayada struggle krty hain
                  Bs agr hm starting ma loss se na ghabraien or usi loss KO apni success ka first step bnaien to hm future ma achy traders ban sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                    forex trading nain jin trdaors ka agaz acha nahi hota hai un ki aik he bari wjah hoti hai k un k apss trading ka expiernce nahi hota hai trdaing ko kis trha se krna hai or os k liye kiya kuj krna hai os ka bhi nahi ilm hota hai jis ki wjah se un ko loss ka samna starting par bhi krna parh jata hai es liye aghr hmain forex trading ko join krna hai tu sub se best way yahi hota hai k hum pahly forex ko smjhen or yah kis trha ka business hai es k bary main ilm hasil karen os k bad he trdaing ka gaz karen or hmaisha trading karty waqt es bat ko kbhi na mind main lany den k hmain apni trading main paisa kamna hai or es main kuj nahi hai jub k yah aik bsuiness hai es liye es ko aghr hum aik business ki trha he ly kar chalen tu he hmain es main fida mita hai wrna masla hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                      forex trading main jo tradors ntrest nahi rakhty hain es ko sikhny ka un ko loss hota hai or unhi ka he start acha nahi hota hai jis se un ko starting main he loss hony lag jta hai forex trading ka business aik eraning business hai laken es main hum tab tak eraning nahi kar skty hain jub tak hum es ko proper sikh nahi lety hain tu hmain chahye k aghr hum apni trdaing main cha result chahty hain tu trdaing ko join karny se pahly es ko achi trha se sikh len os k bad es ko karen jis se hmain apni trdaing ko karny main aik tu asani hoti hai dosra hum os main acha start ly skty hain es k liye har trador ko chahye k pahly proper es ki leraning karen os k bad trdaing karen os k bad trading karen ta k un ko loss na ho or wo acha profit eran kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                        Forex trading business mein kaamyaab honey k liye kiok learning knewledge aur experience ki zaroorat hoti kiok learning knewledge aur experience k baghair hum forex trading business mein kaamyaab nhi ho saktay is liye Jo new trader hotay han un ko learning knewledge aur experience Kam hota hy js se forex trading business mein confidence nhi hota aur jab trading kartay han tu loss ho jata hy is liye New trader k liye ye zaroori hy k wo mehnat aur hardwork karain aur mehnat aur hardwork kar k forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil karain aur is k liye ye Best Hy k New trader demo account par practice karain aur demo account par practice se learning knewledge aur experience hasil karain aur jab bhi real account mein trading karni ho tu Kam investment karain aur jab trading karain tu apne confidence ko behtaar karain aur confidence see trading karain over confidence nhi hona cahaiye tab hi New trader bhi forex trading business mein kaamyaab ho saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                          New traders ki trading ka start acha na honay ki bhi kuch makhsus wajuhaat he hoti hai jo her trader he apnay trading career kay start mai face kerta hai. Jinn mai bohat common aur aisi cheezain hoti hain jo kay baad mai daikh kay pata chalta hai kay kitni aisi mistakes hoti rahi hain jinhain control kia jaa sakta Tha laikin experience aur knowledge ki kammi ki wajah say woh sub mistakes hoti hai jab experience aur knowledge acha hojata hai tou bohat si mistakes khatam ho jaati hain aur bohat si mistakes ko traders khud bhi control kerna seekh laitay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn say apni trading mai acha change Lata jaa sakta hai. Jald baazi aur bay Sabri pehla unsar hota hai jo new traders say ghaltiaa kerwata hai kiyu kay ziada ter traders ko guide kernay waley yehi batata hain kay iss business mai raato raat ameer hojatey hain laikin jab business shuru hota hai tou samajh aajati hai kay mehnat aur practice, learning, skills aur experience say he acha business kia Jata hai iss liye iss mai time bhi lagta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                            G han new traders ka career business ko start karny key sath bilkul be acha nahi hota magar jesy jesy new traders ko experience ho jata hay wo apny career ko mazeed acha bana lety hey, business key start me hi new traders ko bahot si problems ka samna hota hay aur traders ko learning karny me es waja se asani nahi hoti key traders ko Forex market me hony wali movement ki samaj nahi ati aur traders key ley ye be bahot mushkil hota hay key wo technical ya per fundamental analysis ki learning kaha se karen, magar esy traders time key sath market me acha time invest karny key bad overall market ki condition ka achi tarha se experience gain karny me kamyab ho jaty hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :New traders ka trading ka start ziada tar acha nai hota.

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gym.
                              Ji han dosto ye aik achi bat ki ja ri hai forex trading mein new treders ko zyada tee start acha nhi hota hai q ke is ki sav se bari waja ye hai ke un ke pas koi experience or knowledge nhi hota hai or bina experience or knowledge ke hum is platform per success hasil nhi ker skte hein agr new members is platform per any se phly is ke rules ko achi trha read ker leen gy or is platform ke bary mein acha knowledge or experience share krwin gy or hasil ker ke aen gy acha experience to wo is platform per na sirf kamyab ho skeen gy blky acha profit hasil ker skeen aisa profit hi ki koi limit nhi hoti hai ji han Dosto new members ko chahiyr ke is platform ko join kerny se phly achi trha smjh leen taky unheen loss na ho or wo kamyab ho skeen or aik acha career bana skeen.THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X