Jaiza:lot size kiya hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:lot size kiya hy.
    Dear members mery experience k mutabik hum jo trad use karty hein us ka size jo bhi ho lot size kehlata hy means agar hum 0.01 ki lot open karty hein to ye lot size hy aur ia k ilawa lot size ki 3 iqsam hein small lot size medium lot size aur standerd lot size.small lot size jo lot 0.01 sey lay kar 0.09 tak jaye small lot size kehlati hy medium lot size jo lot 0.10 sy lay kar 0.99 tak ho us lot ko medium lot size kehlata hy.standerd lot size esi lot jo 1.00 usd sy lay kary agy jitni biggest trad lagai jaye standard lot size kehlata hy.Dear member mery pass lot size ki itni he information hy ap k pass koi information ho to share karein please
    😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:lot size kiya hy.

    Lot size forex trading main trading ki value ko show karta ha. Lot size or pips ka aapis maun bahut gehra rishta ha. Pips kissi bhi price main ishariya k baad jo chaar 4 hindsay hoty hain unko pips kaha jata ha. Agar price 3.3333 ho aor iske baad wo 3.3334 ho jae to hum kahain ge k 1 pip ka izafa hua ha. Issi tarah jitni aap ka Lot ka size hota ha wo lot size or pip mil kar aap ka profit ya loss calculate karte hain. Jitna Lot size big hota ha utna hi loss risk bhi zayada hota ha. Lot sixe barhanay se risk bhi barhta ha or barha risk unable to control hota ha. Lahaza trading main average or small Lot size rakhna chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:lot size kiya hy.

      forex trading main lot size aik trha se hmari invest hoti hai jis ko hum apni trdaing main karty hain lot size hary account main maojood balance k according hoti hai q k jitna balance hota hai otni he hmain llot set karni hoti hai jis se hmain osi lot k hisab se he profit or loss hota hai es k ilwa lot set karny ka masic leverage par bhi hota hai jitni hmari leveage set hoti hai otna he hum lot set kar skty hain aghr hmari levaergae smal hai tu hum lot bhi small he rakhty hain or jub high hoti hai tu hhum os hisab se bari lot bhi set kar skty hain forex trading main lot size ki boht ahmiat hai or es ko boht ahtiyat se set karni parhti hai q k lot k according he apka loss or pofit depend hota hai mera khyal hai k aghr new tradors hain un ko bari lot set nahi karni chahye q k bari lot main risk bhi bara hta hai or loss hony k chances bhi bary he hoty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:lot size kiya hy.

        forex trading main lot size ko hum as a investmnet bol skty hain jis trha hum apni trdaing main invest karty hain wo lot size se he set karty hain forex trading main lot se he invest ment karty hain k hun kitni invest karna cahahty hain apni trdaing main tu hmain chahye k hum lot size ko ahtiyat se set karen q k jitni apki lot hoti hai otna he apko loss or profit hota hai tu ahtiyat es liye karni cahye k apko loss hony par zayda na ho pay kam profit k stah he aghr trading ki jay tu har trador apny account ko boht time tak use kar skty hain es liye jitny bhi new tradors hain un ko chahye k lot size asmall set karen or jub un ko trading ak knowledge ho jay tu wo apni trading main bari lot k sath trdaing kar skty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X