Ziada tar traders Pakistan mai profit withdraw kay liye skrill ko he use kar rahy hoty hain. Iss ke main reason tu yahi hai ke jo payment processors dunyia mia popular hain woh Pakistan mai available nai hoty hain.
Pakistan mai payment receive karny ke liye ziada achy aur suitable options majood na hony ke waja say traders aur baqi logon skrill he use kar rahy hain. Skrill ke bank transfer kay charges kafi ziada hain. For example 50 dollars transfer karny ke liye 5 dollars say ziada charge kar daite hain jo kay bohot he ziada hain. Iss kay sath sath dosra masla yah hai ke skrill aur market kay conversion rate mai b bohot bara faraq ha, aur traders ko har aik dollar per market ke nisbat 6 dollars ka loss ho jata hai.
App iss baray mai experience zaroor share Karin.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим