Bearish aur Bullish
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish aur Bullish
    Salaam frnds, Market me ap janty hn ups and down chlty rehty hn jis sy traders aksr profit hasil krty hn aur kuch loss market jb oper jati hy oper move krti hy to profit k chances zada hoty hn is trend ko bullish trend kehty hn isi trha jb market neechy ki trf move krti hy to profit ki jaga loss hota hy aur is trnd ko bearish trend kehty hn
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish aur Bullish

    Asslam o alaikum all forex forum members i hope you will be good and bhai jan main apko btana chahta hoon k forex forum aik bahot hi zbrdst online buisness hy and ager baat ki jay trading ki to is mai ap ko bahit c cheezon ko follow kar skty hain and bahot c chezon ka focus krna bahot hi zyada zaroori hota hy jaisa k markeet main chart k oopar candles ki movments. And ager baat ki jay candles ki to 2 candles bahot importent role ada krti hain wo hain bullish and bearish ap na zaroor in k name to suna hi hoga to in k faidy bhi bahot sry hoty hain jaisa k aik sab sa bara faida ya hy k ya apko markeet k baary main btateen hain k ab markeet kaha movr kry gi jis sa apko idea ho jata hy k ap markeet loss ki traf jay gi ya proffit ki trf and us k baad bullish bull k name sa nikli hy jaisa k apko pta hy k bull aik animal ka name hy so ya markeet ko harket main lata hy and isi trha bearish bhi bear animal k name sa liya gya hy. Aik perfect and expert trader banny k liye in ko learn karna bahot zyada zaroori hy. Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Bearish aur Bullish

      Forex market main demand aur supply kay lehaz say jo move hoti rehti hay us say market main trend bantay rehtay hain. jo kay forex trading main aik khas nam say janay jatay hain. aur forex trader honay kay natay trader ko wo terminologies ka hona boht zarori hay jis say trader kay professional honay ka idea hota hay. market main jo trend oper ko move kerta hay us ko bullish trend kehtay hain. aur is ko up trend bhi kaha jata hay. lakin zayda ter bull market ka lafaz use kia jata hay. aur isi trah say ager donw trend hay to us ko bearish trend kaha jata hay aur down trend bhi kaha jata ahy. ya bearish market ka name bhi use kia jata hay. is kay ilawa aik aur trend hota hay jo side ways hota hay is ko consolidation ay side move bhi kaha jata hay. yeah total 3 trend market main paye jatay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Bearish aur Bullish

        Forex market kay kisi bhi pair kay chart ko dekhay jaye aur achi trah sya analysis kia jaye to trader ko idea ho ga kay market main price kay move kernay kay kuch trika kar hain aur un ko trend kaha jata hay. market ya to oper move kerti hay aur ya neachay move kerti hay aur ya phir side per move kerti hay. is trah say market kay 3 trend howay. aik ko up trend ya bullish trend kaha jaye ga. dosray ko down trend ya bearish trend kaha jaye ga. aur tesray ko side ways trend ya correction ya consolidation kaha jata hay. market hamesha in 3 direction main hi move kerti hay. ager trader in trend ka name janta hay to wo apna aik acha asar dalta hay kay wo aik professional andaz main bat ker raha hay. isi traha say in trend ko judge kerna bhi traders kay liye aik boht abra chalenge hota hay. que kay in trend ki wajah say hi trader ko market main apnay order entry aur exit kernay hotay hain . is liye ager trader market kay trend ko analysis ker kay talash ker sakta hay to wo achi trading kernay kay qabil ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Bearish aur Bullish

          Dear forex friends , Assalam o alaikum. Trading markeet stable cheez nahi ha k seedhi chalti rahay, ya phir up ja rahi ha to up hi jati rahay gi, or agar down ja rahi ha to downward hi jae gi, is k under achanak tabdeelian ronama ho jati hain, agar markeet upward move kar rahi ho to us waqt markeet Bullish hoti ha or or us ma aksar profit ka chance hota h or jub downward move krti ha to to us ma aksar loss k chances hoty hn isko bearish markeet chart kehte hain. Ye assal ma markeet k trends hoty hain jinko technically analyze krne k baad advantage hasil kya jata ha. Or yahi wo trends hoty hain jo k markeet ki future health ka faisla krte hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Bearish aur Bullish

            G han friend ap ny kafi best information di hy mere khyal sy aur mery experience mein jub market lagatar up jaye to us trend ko bullish trend kehty hein aur lagatar big down mein chalti rehti hy to us trend ko bearish trend kehty hein
            😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍

            اب آن لائن

            Working...
            X