Jaiza: Mukably me posts ki quality

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Mukably me posts ki quality
    Dear members mery kheyal sy ab mukably me posts ki quality kam ho rahi hai agar ap pehly mukably me dekhy tab zeyada informative posts hoti thi ab utni informative nahi hoti. Abi b kai posts achi hoti hai lekin pehly jesi nahi hoti.
    Ap ko kya lagta hai mukably me posts ki quality kesi hai? YAni jab mukabla start huwa tha us jesi hi hai ya ab us sy kam hui hai..
    Apny views zroor share kary.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

    Contest me agar post ki quality agar achi nahi hay to ho sakta hay key members key posts delete na ho magar jab esi posts bonus counting process se guzarti hey to es ka bonus ya to kam dia jata hay aur ye be ho sakta hay key low quality key posts ko bonus hi na dia jaye, koch traders English me be posting karty hey agar English posts ki quality bahot hi achi kinu na ho es ka contest me bilkul be bonus nahi dia jata hay, fazul aur useless posts counting process me delete kar di jati hey, members agar contest me agar koi posts banaty hey agar ye members zara si mehnat aur kar key posts ki quality par focus karen to mery khayal me esy members key posts ko zeyda bonus hi mil sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

      Assalamu alaikum bhai jaan agar aap Muqabla Mein coaching kar rahe hain to aapki post quality Itni achi Hogi aap ko Kitna Jyada bonus Milega Kyon Ke muqable Mein ya farm Forestry guftgu mein Don Hai jagah par aap ko apni friend ki quality ko accha banana Hoga Uske bad hai aapko accha bonison ho sakta hai agar aap ki post quality achchi Nahin Hogi to bonus bhi achcha Nahin hoga post quality ko acha banane ke liye aapko Jyada analyses karne Honge aur Forex trading ke Jyada Se Jyada news ko share karna hoga aur apne knowledge ko dusro Tak pahunch aana hoga tab hi aap ek acchi thread create kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

        Muqablay main post ki quality ki bat ki jaye to yeah bat samag main nahi ati kay is makablay main post ki quality dekhi jati hay ya post ki quantity bhi dekhi jati hay. que kay last mukablay main main nay boht achi achi post ki hain jin ki quality boht achi thi kain post kam thi. jeay roz ki aik post achi quality kay sath psot kerta tha. lakin us ka resul yeah mila hay kay sirf 10 doller wing ker saka hon. to ager is halat ko dekha jaye to yean kehna thek hay kay mukablay main post ki quality kay sath sath post ki quantity bhi dekhi jati hay. kay trader nay total kitnay post kiye aur un main say total ki quality kis level ki thi. aur is cheez per hi winner ko announced kia jta hay. is liye hamen in dono chezon ko samnay rakhtay howay is sub forum main post kernay chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

          post ki quality sab se main point hai. jo member post ki quality pr focus kre ga wo is k darust benifits hasal kr sake ga. post krne kese ha us k asool tay shuda hain jin contest men hissa lene se pehle read kr lena chaheay. copyb paste ki is men ijazat bilkul nae hain. is men muklhtalif threads read kr k aik member apna knowledgw increase krta ha. or phr mukhtalif zaraey se topic se related maloomat hasal kr k phr apna knowledge share krta ha to post ail valid content show krti hai. bilkul irrelevant content ki post contest men shamil nae hotin un ko khtam kr diaa jata ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
            Dear members mery kheyal sy ab mukably me posts ki quality kam ho rahi hai agar ap pehly mukably me dekhy tab zeyada informative posts hoti thi ab utni informative nahi hoti. Abi b kai posts achi hoti hai lekin pehly jesi nahi hoti.Ap ko kya lagta hai mukably me posts ki quality kesi hai? YAni jab mukabla start huwa tha us jesi hi hai ya ab us sy kam hui hai..Apny views zroor share kary.
            Assalamualaikum bhai aapne Ek nihayat bhi accha Sawal Kiya Hai Jiska reply se other members ko bahut benefit mil sakta hai aapke is Sawal ke Jawab Mein Main yar Kehna chahungi ke muqable Mein Aapki Har pose ke quality bahut jyada achi honi chahie aap ko is baat ka khayal rakhna chahi ki aap koi bhi idhar udhar Ja faltu Ki Baat Na Karen balke Jitna ho sake post se related Hai jawab den Faizul Ki Baaton ko aapko avoid karna hoga so that Faisal ki Ja idhar udhar Ki Baaten aapki post ki quality ko block kar deti Hain Jo ki aapko competition Mein Jeet. Ke liye bilkul bhi Sahi Baat Nahin Hoti Neha Jha aapki post ki quality Bahut Achi honi chahiye aur post karte waqt is baat ka bhi Khayal Rakhe ke aapki post almost five hundred characters ki lazmi Ho agar aap ki post competition Mein five hundred characters ki nahi hogi to Hua accept Nahi Ki Jayegi Balle ke remove kar di Jayegi Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

              Dear members, post k under quality ka hona to bahut zaroori. Post k under quality ho gi to hi chances hain k aap ki post delete nhi hogi. Low qismm ki post ka nuksaan ye bhi hoga k apko uska jo bonus ya profit milega wo kum hoga. Dakhain, jub aap muqabley ki soorat ma hain to phir Quality to lazmi deni hogi apni post k under apko. Or Apne post upload krte waqt is baat ka khayal bhi rakhna ha k apki post five hundered characters or alphabet ki ho ,jo is se kam ho gi usko reject bhi kia ja sakta. Jitni zayada Quality ki post aap karein ge to readers ko bhi utna he zayada faida hasil hoga. Yahaan achi baat ye ha k copy paste ki ijazat nhi ha. Lehaza mehnat or wisdom se post ka jawab dein.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

                Member esa hy k quality to achi hy posts ki agar gor kiya jaye to kafi behtareen experience share kiya jata hy ab bhi wesy humein Pakistan forex forum k rules aur Pakistan forex forum k contests k rules ko follow kar k he posting karni chahiye lazmi
                😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

                  Ji han muqablay men post ki quality boht achi honi chahiay kiun keh post ki quality jitni achi ho gi post ko muqablay men utni hi ahmiat milay gi aor us hisab say bonas bhi milay ga agar post ki quality achi na ho gi to bonus ya to boht kam ho ga ya phir melay ga bhi nahen. Post ki qualty kay sath sath post kiquantety bhi zarori hay jitni post ziada hon gi utni hi post ka quality kay hisab say ziada say ziada bonus milay ga. Low quality wali posts muqablay men say baz dafa ghair zarori honay ki waja say dalete kar di jati han. Post ki quality us kay topic kay lehaz say hoti hay yehni jo kuch topic men pooch ajata hay us kay mutabiq hi meari qisam ka jawab dena parta hay aor jawab men kam ki batt likhni parta hay fazool baten likhnay say post ki quality low ho jati hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

                    Dear AP n bilkal Tek kaha ha m ap sy agree karta hon k January main main ny fourm join kea tha to tab muqabily ki post ki quality both ache the ab jasey jasey waqat guzar raha ha quantity or quality donu Kam ho rehe Han jtny serior dost the ache post karty the information full milti the ab Jo new dost aa rehe han bouns k lay new post karty ja rehe Han par koi informative baat koi ni karty bas question karty Han apny khayal ka izhar karty Han is ley senior dostun ko chae informative post karny Jo new dost Han abi reply karny seeken or jab forex trading ki samj aa jay tab ache ache post karny quality or quantity donu ache hon ta k acha bouns hasil karny
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

                      Pak forex forum hamen muqably ke surat main paisy kamany ka bhar pur moqa fraham kar raha hay. Is moqy say hamen bhi bharpoor fayda uthana chahye. Lekin is muqably maqsad sirf paisa kaman he ni hay balky Pak forex forum walon ka is muqabla munaqid karny ka maqsad kay kay log is contest kay zarye paisa kamany kay lalach main aa kar forex trading ko seekh kar apna mustaqbil sanwaar saken. To muqably main hissa lena to boht asan hy magar is say paisa kamana thora mushkil hay.Kiyun ky is forum ka rules hay kay aisi tmam posts ko qati taur par koe importance ni di jay ge jo informative ni hon ge ya jin main acha knowledge ni ho ga. To Pak forex forum ky muqably say boht ziada paisa kamany kay liye apni posts ke quality ko behtar banana hamari zimmy dari hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

                        Assalam o alaikum, Dear members abhi tak jin dosto nay reply kia hai un mai sey kuch to mukabaloo mai bohat acha bonus haasil ker chukay hai. Forum pay in muqabaloo ka main maqsad shayad yehi hoga kay yaha per members apnay khayalaat ka sahi sey izhaar ker sakey.Meray khayal mai posts ki quality kamm honay ki mukhtalif wajuhaat ho sakti hai. Jin mai sey aik ye waja ho sakti hai kay new members muqabaloo mai hissa laitay hai to unhay theek tarah sey baat kerni ya apni baat likh kay samjhanay mai mushkil paish aati hai jiss say post ka mayaar thora kamm ho jata hai but ye aisi koi baat nahi hai key new members ko discourage kia jaey bulkay unko encourage kerna chaiye takay wo apni posting improve ker sakey. Dusri wajha jo mujhay samajh aati hai kay agar aap last contests ka result daikhay to kuch senior members continue bohat acha bonus ley rahey hai jo aik healthy sign hai magar unhay daikhtay huay bhi new members mehnat nahi ker rahey jo aik bad impact hai.


                        Threads ka grade bhi kamm hota jaa raha hai.Pehlay kay contests mai threads bohat achay topics kay hai or ab same topics kay threads open hotay hai jiss sey shayad members boriat feel kertay hai or threads pay view to bohat hotay hai but reply bohat he kamm kiye jatey hai.Aik or eham wajah ye hai kay agar aap zara ghor sey details mai daikhay to iss page pay members bohat kamm visit ker rahey hai or iss ki nisbat forex ki aam guftagu mai members ka interest bohat ziada hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Mukably me posts ki quality

                          forex forum ensylopidea jesa k aik withdrawable account system hai jis main hmain jitna bhi bonus milta hai osko hum withdraw krwa skty hain or yah sub se best oppertunity hain jo k hmain forex provide krta hai or aghr hum post ki qulaity ki bat karen tu yah best honi zarori hai jis main ap topic se related information share karen jis se parhny walun k knolwedge main izfa ho or wo es forum main posting karny k har mqsad ko kamyb na sken aghr hmari ost quality wali hogi tu bvoht se men]mvers ki trading skills bhi imprive ho ksti hai or wo forex ko sikh bhi skty hain tu zarori hai k har member postsski qiulaity par fpcus kary or trading busness kp doscus karen jo forum ka maqsaf hai ayse apko bonus bhi acha milny k chnaces hain or sub se zarori bat yah hai k apki har posts 500 chnarcter ki honi zarori hai jo k terms k according hai aghr hum forum k roles ko follow karty hain tab he achy bous ki possobilty hoti hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X