Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

    Agar ap ko faida nahi ho raha ap trading kar b rahy hai to ap ko chahiye k ap apna style change kar ly agar ap ko apny style sy faida ho raha hai to ap ko change nahi karna chahiye.
    Agar profit ho or ap change kary to nahi sahi jab tak ap ko profit ho raha hai ap ko same style hi use karna chahiye q k kya pata change karny sy loss ho jaye ap ko.
    or agar trading sahi nahi ho rahi to ap ko zroor change karna chahiye apna style apny tools apny indicators ta k ap ko loss na ho or ap profit bana saky.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

      Ye baat aap ki bilkul theek hai tere ko chahiye kya ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Jyada cat Jo Ek time they often na Karen Kyunki Agar take time mein jyada trades open Karenge to lost Agencies bahut jyada increase ho jayenge isliye ek time ne ek hi trade open Karen
       
      • #18 Collapse

        Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

        New traders Jammu trading menu hotel hai tu bahut sari mistakes karte hain Jaison Ke Jab new trailers March Ke Khet Mein trading karne Lagte Hain 2019 ko jaldi jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein loss ho jata hai isliye unko Samajh Kar trading Karni chahiye
         
        • #19 Collapse

          Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

          jo karobar bhi kia jae us karobar main kaamyab hony ky ie mukhtulef tariqy apnae jaty hain kabhi us main kamyab hony ky lie koe tariqah apnaya jata hy to kabhi koe tariqah apnaya jata hy but un tarqon main sy jo tariqah insan ko acha lagy pher tradar usi tariqy py fokus karta hy or usi tariqy ko apna kar us sy faeda hasel karta hy to trading main bhi yahi sowraty haal hoti hy us main bhi insan ki koshesh hoti hy keh jo tariqah sub sy zeyada naffah diny wala ho us tariqy ko apna kar us sy naafah kmaya jae taqeh is forex trading main kaamyabi hasel kar ky ayk acha roz gar kmaya ja sakeyis lie trading style ko bar bar chind kar ky tajarbah kia jata hy keh jo tajarbah faedah mund sabet ho ga us sy kaam karny lug jaen gy or usi sy naafah kma ly gin
          • #20 Collapse

            Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

            Pakistan Forex forum members Assalamualaikum trading strategies making karte hue aap acchi Apne kar sakte ho aap ko Maloom hona chahiye ke Pakistan Forex forum mein kiya Jata Hai all members motivation status Apna experience share karte hain aap ko chahiye ki trading style ko according to situation handle and take aur karna chahiye Pakistan Forex forum according to support and resistance market movement political and technical data analyst data all aspects ko share karte hue workout karna chahi Pakistan Forex forum mein trading main aapko sabse Jyada technical data Patwa jode Ne chahiye market Mein technical charts ko read out karna chahiye
            • #21 Collapse

              Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

              Forex trading kay doraan sub say behtar strategy yehi hoti hai kay traders kay paas multi trading strategies mojud honi chaiye. Traders ko market say in touch rehna chaiye jiss ka faida yeh hota hai kay market mai jo bhi movement hoti hai uss ka koi na koi pattern zarur hota hai jisay traders apni learning aur practice kay Doraan zarur seekhtay hain. Jaisay kay trading market ranging movement kerti hai tou uss kay liye traders kay paas aik strategy honi chaiye. Trading market pay news ki wajah say bohat ziada movements ho jaati hain tou traders kay paas uss say faida uthanay kay liye alag say strategy honi chaiye. Iss kay saath saath trading market demand aur supply ki wajah say support aur resistance banti aur tabdeel hoti rehti hai. Forex trading mai agar kaamyab trader banna hai tou uss ka saada sa aur simple tareeka aik he hai kay traders kay paas her situation say muqabala kernay kay liye strategies aur plannings mojud honi chaiye.

              Her situation kay liye alag alag planning aur strategies ko apply kernay ko he tardung style change kerna kaha jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn say unhain faida aur achi earning ho sakti hai. Issi liye traders ko market ko monitor aur watch kertay rehna chaiye takay apnay business say achi earnings kay liye market ko apnay faiday kay liye use ker sakain
              • #22 Collapse

                Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                Dear friends Agar Ham Ek acche se trading kar rahe hain lekin Kabhi Hamara trading download move karne per a Jaaye aur Hamen nuksan uthana Pade ya Hamen Achcha profit Na Mile To Hamen Apne trading ke planning may change lani hoge ta kay hamy loose na ho.esky liye knowledge chahie aur apni planning to change Karni chahie iske liye hamare pass knowledge Ka Hona bahut zaruri hai Jab hamare pass knowledge or experience Hoga Ham usko acche tarike se naya planning strategy Mein dalkar Ek Nai siray say trading Karenge To usmein Hamen Zarur fayda Hoga aur ham Apne trading co beneficiary banaa sakte hain iske lazmi hai ki hamare pass plan a plan B Ka bhi Hona standby plan ka bhi Hona zaruri hai aur apne target ko Hasil karne ke liye status ko change karna chahie lekin yah Zyada tadad mein nahin Hona chahie ya sirf use time Hona chahie Jab Hamen nuksan ho raha ho
                • #23 Collapse

                  Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                  trading style exchange se trading mei farak : pricey members hamay chahiye hum lazman ye dekhen kay hum buying and selling ka konsa method use kar rahay hain konsi method pey work kar rahay hain agar hum scalping kartay hain kahan mistakes hain ya hum day trader hain lengthy trader hain kahan hum sahe hain kahan pe ghalat tab he hamay buying and selling mei faida hoga agar hamari trading vulnerable ho hamay chahiye hum apna trading style exchange kar len apni trading approach buying and selling kay plan ko hum lazman change kar len aur other manner use karay aur end nikalen kay kitna farak parrta hay hamari trading mei so agar aik trading way mei aap ko kamyabi na mil rahi ho bohat behtreen hota hay aap trading manner alternate kar len aur kamyabi jiss approach se milay u.s.a. ko use karain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                    Ji han bilkul Agar aapko trading Mein fayda Nahin ho raha to aapko chahie ki aap apna trading style change kar le aap Kisi Aur Tarah training Karen Jaise kya agr metal Mein training kar rahe hain to aap usko Chhod De aur aap currency Mein trading Karen currency trading mein aap bahut hi acchi e-Learning kar sakte hain to isliye aapko chahie ki aap market ko jante Hue trade kam Karen tabhi aap Achcha profit kar sakte hain Kyunki Forex trading 1 risky business hai lekin yah aapko Kamyab aur beta profit De sakta hai Jab aapas Mein Achcha experience rakhte ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X