Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?
    Mostly traders ye kehty hey key agar 1 trading strategy fail ho jaye to other koi strategy use kar leni chaye, esi tarha agar ham apna trading style change kar lety hey to kia hamy apni es changing key base par kamyabi mil sakti hay?

    Scalping trading agar ki jaye aur es technique ya trading style se hamy acha profit earn na ho raha ho to kia hamy swing trading, rang trading ya other type ki technique use karni chaye ya end tak hi hamy scalping trading style par hi depend karna ho ga, traders ko apna trading style aur trading technique ko define karna chaye es se traders key confidence me ezafa hi ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

    Dear forex friends, Assalam o alaikum. Trading ma Lazmi nahi ha k Aik hi style ko apnaya jae or phir ussi ko follow karte rahain , trading ma apko flexible rehna ha . Wo style apnana ha jo apke liay benificial ho. Zayada traders ka ye man'na ha k agar aik strategy fail ho jae to apko agar doosri strategy use karni ha to aap befikar ho k doosri istemaal kar sakte hain q k esa karne main koi harjj nahi ha. Rang trading se aap scalping trade bhi kar sakte or, marzi k mutabik aap rang trading se swing trading ki taraf bhi ja sakte hain. shart ye ha k aap jo tareeka ya method use kar rahe hn uska knowledge ho apko. Forex aik best plateform ha.
    • #3 Collapse

      Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

      Trading style change se trading mei farak : Dear members hamay chahiye hum lazman ye dekhen kay hum trading ka konsa method use kar rahay hain konsi strategy pey work kar rahay hain agar hum scalping kartay hain kahan mistakes hain ya hum day trader hain long trader hain kahan hum sahe hain kahan pe ghalat tab he hamay trading mei faida hoga agar hamari trading weak ho hamay chahiye hum apna trading style change kar len apni trading strategy trading kay plan ko hum lazman change kar len aur other way use karay aur conclusion nikalen kay kitna farak parrta hay hamari trading mei so agar aik trading way mei aap ko kamyabi na mil rahi ho bohat behtreen hota hay aap trading way change kar len aur kamyabi jiss method se milay ussi ko use karain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

        yes dear trading style change kar kay is say bohat he achi earning kari ja saktui ha kiyon kay forex ek life time or best business ha is liye is mein acha hard work or acha experience he apki life change kar sakta ha kiyon kay forex earning ek best way ha is liye is mein apny trading kay plain ko sath lay kar trading skrills ka hona bohat he zarori ha jabhi ap kay pass achi trading skrills houn gi to ap is mein bohat he achi or fast earning kar sakty hein kiyon kay is mein acha hard work apki life change kar sakta ha is liye basic forex ko read karna bohat he zarori ha kiyon kay jabhi ap forex ki basic ko read kareen gay acha experience or knowledge hoga tabhi ap is mein kamyabi hasil kar sakty hein so hard work and get success easy in forex market
        • #5 Collapse

          Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

          Forex trading main long trading short trading swing trading day trading aur scalping kay trikay use kiye jatay hain aur in ko trading style bhi kaha jata hay. some time aisa hota hay kay aik trader short trader hota hay aur wo zayada ter loss ker raha hota hay. que kay wo trading style us kay sath psychologically match nahi ker raha hota. que kay ho sakta hay wo trader long trading main acha kamyab ho jaye. aur long trading ka style us ki psychology kay sath match ker jaye. is liye ager trader ko success na ho rahai ho to us ko trading style kay sath sath trading strategy bhi change kerni chahye aur wo trading style aur trading strategy apnani chahye jo kay trader kay sath har lehaz say match kerti ho.
          • #6 Collapse

            Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

            Foerx trader ko trading style us kay trading hours kay mutabiq hi rakhna perta hay. jesay aik job kernay wala trader forex ko part time ker raha hota hay. wo kabi bhi day trading ker kay kamyab nahi ho sakta. us kay liye ya to wo scalping trade keray. ya phir wo long trding keray. lakin ager aik trader pora din free hay aur wo full time forex ko dey raha hay to wo day trading bhi ker sakta hay, wo scalping bhi ker sakta hay aur ager chahye to long trading bhi ker sakta hay. is kay liye trader ko apnay trading kay time table ko apna samnay rakh ker hi apna trading style change kerna chahye ta kay us kay trading schedule say us ka trading style match ho sakay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

              Forex trading main boht say trader boht say trading style use kertay hain. jesay long trader, short trader, scalper, swing trader, aur day trader. har trading style trader kay trading kernay kay time table kay mutabiq hota hay. baaz dafa trader ka trading kernay ka time table aur hota hay aur wo jis style say trading ker raha hota hay wo style kisi aur time table ka hota hay. is liye wo trader forex main nakam ho raha hota hay quekay us ka trading style us kay trading kay time table say match nahi ker raha hota. is liye ager trader apnay trading style ko apnay time table kay mutabiq set honay walay trading style say change ker letahay to ho sakta hay wo kamyabi hasil ker lay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                Har trader ka trade karnay ka apna style hota ha aur woh apni trading strategy ko use kar k hi trading karta ha aur profit earn karnay ki koshish karta ha to ziadah tar traders apna trading style change kartay rehtay hain jab woh market ma loss kartay hian lakin meray point of view k mutabiq hamain apni trading strategy change ni karni chaye q k aik to yeh waste of time ho ga hamain chun k os trading strategy ka experience hota ha to new trading style pe hamain aur ziadah mehnat karni paday gi to is ma ziadah time lag jaye ga aur phar hamara jo trading plan ho ga woh sara ka sara disturb ho jaye ga to hamain chaye k ham apnay aik hi trading style k sath trade karian aur profit earn karain q k forex market ma koi bhi strategy hundred percent accurate ni hoti ha aur na hi trading indicators. Han hamain forex market ki News aur events k sath touch rehna chaye ta k ham market ma loss se bach sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                  Ji han trading style change kar kay kamyabi hasil ho sakti hay agar trader trading kartay howay bar bar loss ho raha ho aor us ka business nakam ho raha ho aor usay yeh khatra ho k ab mazeed loss honay ki soorat men us ka Forex trading business hamesha kay liay khatam ho jaiay ga aor woh kabi trade nahen kar sakay ga to usay chahiay k woh apna trading style change kar kay trading karay jis say kafi had tak kamyabi kay chance barh jaty han balkeh aksar aoqat kamyabi yaqeni ho jati hay jis us nakami ka samna karnay walay trader ka business mukamal tor par khatam hoany say bach jata hay aor woh next isi style ko fallow karay ga jo us ki Forex trading men kamyabi ka sabab bana is taran woh aik successful trader ban jata hay. Lehaza trading style change karnay say kamyabi mumkin hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                    Har business ka ye usool hota hay kay agar business ni chal raha to us ke nakami ke waja py ghaur kiya jata hay aur us waja ko door kiya jata hay na kay business ko chora jata hay. Forex trading bhi ek business hay aur hay bhi boht risky business. agar is main ek trading strategy say koe khas fayeda ni ho raha to strategy change karnay mian koe harj ni hay balkh ho sakta hay jis strategy par trading karty hoy musalsal loss ho raha hay us ko chang karny say wohi loss profit main badal jay. strategies ko change karna daring people ka kaam hay, darty rehnay say ziada loss ho jata hay jo kay baaz surton main recoverable bhi ni hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                      g han dear apnay bat thek khai ha kiyonn kay agar ap ko ek trading style pay bar bar loss ho rha to behtar ki talash karna chaheye nor is mein sabhi tools ko use kar kay basic ko achi tarha say learn karna chaheye or i think kay agar ap trading style pehly say behtar ha to apko usko use karna chaheye kiyon kay behtar trading style he anpko kamyabi dilwa sakta ha is liye hard work or acha experience ho to ap achi eanring kar sakty hein so hard work to get sucess easy in forex work is liye basic ko use karna kay work kareen or ap wo trading style apnayeen jis mein stop loss tools or degar jo kay apko risk free trading kay liye zarori ha shamil ha unko use kar kay ap behtar say behtar trading kar sakty hein or kamyabi hassil kar sakty hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                        forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss hota hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai agar kam karty howe lalch kary gy to be hamy loss ky siwa kuch hasial nahi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                          forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe mistakes kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex mai hamy mahnet sy kam karna chahey is mai usa or china jasy mumalik involve hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                            Agar Hum logo ko Forex Mein musalsal kamyabi Hasil karni hai to hum Logon Ko Apna trading Satawela change karte rehna chahiye Kyunki Agar Hum Log Apna trading style same Rakhenge to Fir Hum Log market Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte hain isliye Apne trading style ko change karte rehna chahiye
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading style change kar key kia kamyabi hasil ho sakti hay?

                              Bhai aapne trading ke related bahut hi accha question Pucha hai main aap ke question se bilkul every karta hoon Agar Hum Log Apna style ko tabdeel karte rahenge Tuhi hamlogoko forex market Mein kamyabi Milegi bilkul aapne bilkul theek baat ki hai mai aap ki baat se bilkul agri Karta Hoon

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X